here goes
PART 1;:
zoya learns the truth of that miserable night, she gets to know asad was innocent and tanveer had trapped him and she waits for asad's call as she had sent him a voice message asking him to call back to the hotel, so she spends the whole day at the hotel waiting for asad's call. finally she gets a call to her room from the receptionist
receptionist: maam you got a message from Mr asad ahmed khan stating you to meet him near the cliff at 5 pm today. Thank you and have a nice day
zoya was elated to hear this, finally she is meeting asad and clearing all the misunderstandings between them.
zoya: thank you allah miya.. Mr khan ki sacchayi mujhe pata chala, main Mr khan ko sab kuch bataungi,... mujhe maaf kar dijiye Mr khan maine aapki baat tak nahi suni aur aap pe barosa nahi kiya... aaj main sab kuch clear kar dungi... ab hum dono ko koi alag nahi kar sakta.
zoya gets ready and goes to the cliff and waits there impatiently, suddenly she feels someone and turns and gets shocked
zoya: tum!!!! tum yaha kya kar rahi ho...
tanveer: hahahaha... main yaha tere liye aayi hun zoya... tumhe ek khush khabri dene ke liye
zoya: main yaha tumhare baatein sunne nahi aayi hun...
tanveer: pata hai zoya.. tumhare Mr khan se milne aayi ho na... waise tumhe yaha maine bulaya...(zoya gets a shock) kya hua zoya... bichare jammi toh apna phone ghar pe chodke aagaye.. aur tumhara msg mujhe mila...aur main yaha tak tumhare liya aayi hun...
zoya: kya... what do you want tanveer (screems)
tanveer: dheere zoya dheere... zor se baat karne se tumhare Mr khan pahunch nahi jayenge... samjhi
zoya: main tumhare baare main jaanti hun aur ye bhi jaanti hun ki uss raat tune Mr khan ke saath kya kiya...
tanveer: haan zoya.. main ye batane hi aayi hun... ki tumhare mr khan aur mere beech kuch nahi hua. wo toh maine nikah todne ke liye drama kiya aur asad ko drugs se behosh kiya... hahaha... ye tha meri chaal... kaise raha banno rani??
zoya: jyada khush mat ho tanveer, maine tumhe kaha tha na mere Mr khan mujhe kabhi dhoka nahi denge... toh tum haar gayi tanveer... ab main tumhara pardafaash karkr hi rahungi!! samjhi tum
tanveer: haan main haar gayi lekin asad ab mere chaal main phas chuke hai aur haan jald hi wo mere shauhar banenge... tab toh mujhe ye haar jeet ka koi farak nahi padhega...
zoya: tumhe kya lagta hai... chahe Mr khan ko tune yakeen dilaya ki uss raat unhone galati kiya... phir bhi wo tumse nikah ke liye kabhi raazi nahi honge... wo sirf aur sirf mujhe mohobbat karte hai
tanveer:(in anger) haan jaanti hoon... jabse tu gayi hai... wo toh mere taraf dekhte bhi nahi hai aur khud ko saza dekar batain hai... khaana theek se nahi khaate aur kisi se baat tak nahi karte aur to aur zameen par sate hai... tumhare mohabaat main mar hi jaa rahe hai... zinda laash bangaya hai...
zoya gets very emotional hearing mr khan's condition after she left him
zoya: accha hua ye toh maan liya ki chahe kuch bhi ho jaye Mr khan tumhare paas kabhi nahi aayenge... wo sirf mere hai... tumse kabhi nikah nahi karenge... aur jo bhi hojaye wo sirf mere yaado main jeeyenge
tanveer: tum bohot bholi ho zoya... tumhe ek aur raaz batau... mai maa banne wali hun... aur mere bacche ke liye baap ki zarurat hai warna wo najayaz kehlayega aur main ye nahi chati isiliye main jammy ko iss chaal main phasaya... agar tu nahi hoti toh main kaise bhi karke bohat pehle hi asad ko aise chaal main phasakar ab tak nikah kar leti aur apne bacche ke liye baap kehlata wo... ab toh bohot der hochuki hai aur sab ko pata chalega ki main maa banne wali hun aur chauda mahine main hun aur sabko shak ho jayega... isse pehle mujhe jammy se nikah karna hoga...
zoya: ur so disgusting tanveer... mujhe pata tha ki tum bohot buri ho lekin tum inta neech gir sakti ho ye mujhe nahi pata tha... main aisa hone nahi dungi... Mr khan ke liye main kuch bhi karungi... tumhe kaamyaab nahi hone dungi...
At the hotel:
asad finds out where zoya stays and arives at the hotel in search of zoya and get her back into his life... he asks the receptionist about zoya,,,
asad: aap bata sakti hai ms zoya kis room main tehri hui hai...
the receptionist checks
Asad: please jaldi batayiye... mujhe unse milna hai... its important please
receptionist: haan... room no 701
asad: thank you...and he leaves
receptionist: suniye wo darsal apni room main nahi hai.. abhi abhi wo koi Mr asad ahmed khan se milne cliff pe gayi hai
asad: ji... main asad ahmed khan hoon... lekin wo waha...(confused)
receptionist: aap... lekin hume toh aapke naam se msg aaya tha unke liye... to meet at the cliff
asad gets worried and runs towards the cliff
At the cliff
tanveer: tum bachagi tab na...
zoya: kya matlab
tanveer: haha... alvida zoya
she pushes zoya down the cliff and goes away... zoya screems Mr khan... asad runs towards the cliff sensing zoya's screems and he runs by then tanveer goes away
asad: (screems) ZOYAAA
asad keeps screeming and goes to the tip of the cliff to find zoya struggling to climb... asad screems zoyaaa and helds her hand and someone pullss her on the top...
asad was in teard and hugs her tight and zoya cries...
zoya: mr khan... (she stammers)
asad: sshhh...
asad kisses her forehead
asad:allah ka laakh laakh shukr hai... agar tumhe kuch hojata toh main mar jata zoya...
zoya covers his mouth and cried and hugs him tight and both remain in that position for some time and zoya breaks the hug
zoya: im sorry Mr khan...(crying)
asad: (confused) im sorry zoya... please mujhe maaf kardo... uss raat... (zoya cuts him)
zoya: main jaanti hun Mr khan.. aapke aur tanveer ke beech kuch nahi hua... wo tanveer (she sobs)
asad: kya?? (shocked) lekin zoya... tanveer ne toh kaha ki...
zoya: haan usne kaha aur aap ne maan liya... wo chodiye Mr khan aap mujhpe bharosa nahi karenge.. hai na...(sobs)
asad cups her face
asad: zoya... iss ek mahine main kitni baar mar marke jee raha tha... tu nahi jaanti... tumhare bina meri zindagi zindagi nahi rahi... sab kuch adhura tha... ab tumhare bina main ek pal bhi jee nahi sakta zoya... mujhe maaf kardo.. maine tumhe chot paunchayi... aur wohi bharose ke baare main... maine toh tumhara bharosa thoda hai... tum nahi main kisi bharose ke layak nahi hoon... ab tum jo bhi kahoge wahi hoga zoya...i promise
zoya:mujhe aap par poora bharosa hai mr khan... aap mujhpe yakeen karenge na Mr khan(asad nodds) toh suniye mr khan...
she narrates the whole story of tanveer and her confrontation before their mehendi and what she did on that night and the way she tried to kill her now and about her pregnancy and the way she trapped him. asad became numb after hearing this and got down on his knees... zoya puts her hand on his shoulder
zoya:(tears in her eyes) mr khan... mujhe maaf kar dijiye... maine aap par yakeen nahi kiya... tanveer ka sach jaante hue bhi maine...(stammers)im sorry mr khan
asad: nahi zoya... im sorry maine aap par yakeen nahi kiya... agar main aapki baat sunta toh ye nobat nahi aati... sab mere wajah se hua,,, aur uss tanveer ko main nahi chodunga... wo aapko maarne ke koshish ki...(he punches the ground hard hurting his hands)
zoya holds his hand and rubs the wound crying
zoya: mr khan aap aapko hurt kyun kar rahe hai... aapki galti nahi thi... aap toh sirf ek acche dost the aur ek dosti ko nibhaya... ismain aap ka koi kasoor nahi hai mr khan...
asad: holds zoya and sobss...
zoya consoles him...
zoya: mr khan ab hum tanveer ka asli chehra sab ke saamne laana hoga iske liye mere paas ek plan hai...
asad: nahi zoya... ab seedha wo jail jayegi aur kuch nahi usne tumhe maarne ki koshish ki hai
zoya: mr khan humare paas koi saboot nahi hai uske khilaf
asad: wo pregnant hai na... ye saboot khafi hai ye dhikane ki usne mujhe us raat phasaya
zoya: lekin mr khan agar usne bataya ki aapne zabardasti kiya uske saath aur aapko phasaya toh... dekhiye mr khan ye saboot toh nahi hai na ki wo mujhe maarne ki koshish ki hai... aage jaake wo aapko batayegi wo baccha aapka hai tab aap prove kar sakta hai ki wo 4 mahine ki pregnant hai aur sach saamne hoga... aur ye saaf dikhega sabko ki uski chaal thi... jab tak wo ye nahi batayegi ki wo aapki bacche ki maa bannee wali hai tab tak hum uska pardafaash nahi kar sakte... agar usse pehle hi hum kuch karenge toh wo ulta aap par ilzaam dalegi ki aapne zabardasti kiya chahe wo pehle se hi pregnant thi lekin wo apne aapko bachane ke liye ulta aappar zarbardasti karne ki ilzaam lagaya toh... isiliye mr khan... aur usi ke mooh se kelhelwana hoga ki usne mere saath kya kiya... tabhi usko saza milegi
asad: sahi kaha tune... usi ke mooh se ugalwana hai... lekin kaise...
zoya: aap wapas bhopal jayiye im sure usko lagega ki main mar gayi hoon aur wo zaroor aapko uske pregnancy ke baare main batayegi aur uske baad toh aap sabit kar sakte hai ki wo aapke ghar aane se pehle hi pregnant thi... aur sach saamne aayega...uske baad toh main aaungi... mujhe dekhke wo frustation main aake sab sach batayegi...
asad: plan toh theek hai... lekin tab tak tum kaha rahogi... nahi zoya... main ab tumhare bina ek pal bhi nahi bita sakta...
zoya: mr khan kuch ki dino ki baat hai... jab sab sach saamne aayegi tab toh hum dono ko koi alag nahi kar sakta...
both stare at each other(mitwa moment)
asad: nahi zoya... tum mere saath ghar chalogi...
zoya: lekin mr khan agar tanveer ko pata chala ki main zinda hoon toh saara plan chopat ho jayega...
asad: uske liye mere paas ek plan he...
and explains his plan and zoya agrees
zoya: accha hai mr asad bond!! (smiles) accha plan hai...
asad: lekin in sab plans se pehle ek bada kaam hai jo main iss jagah par poora karna chata hoon...
zoya: (confused) kaunsa kaam mr khan...
asad goes on his knees and holds zoya's hand
asad: zoya kya tum iss paak jagah par mujhe qubool karoge... main tumse ajmer main hi nikah karna chata hoon... will you marry me??
zoya gets emotional and nods her head and asad and zoya hug each other.
end of part one!!
how was it... please give your comments,... if i should continue with the next part...
Part 2: https://www.indiaforums.com/forum/post/87218890
part 3: https://www.indiaforums.com/forum/post/87294339
part 4: https://www.indiaforums.com/forum/post/87992460
part 5: https://www.indiaforums.com/forum/post/88014275
Prt 6:
https://www.indiaforums.com/forum/post/88134490
Part 7:
https://www.indiaforums.com/forum/post/90654780
Part 8:
https://www.indiaforums.com/forum/post/91055566
Part 9:https://www.indiaforums.com/forum/post/91344691
Part 10: https://www.indiaforums.com/forum/post/91381211
Part 11:https://www.indiaforums.com/forum/post/92330443