abhinav shukla ki demand kuch jyada hi ghar k andar.... pavitra, arshi, rakhi even jasmine sabko abhinav hi pasand hai.... uspe dorey daalti hai ye saari aurtein... itta kyu pasand hai in sabko woh.. esa kya kiya usne🙄😶.... or bhi mard hain ghar mei... sab ki san ek pe latooo ho gyi hain... or madam rubina ko divorce chaiye..