Originally posted by: divya_maddi
[hey abhi .... tumhaare jaanu ne tumhe "I love you" bhi keh diya... aur tum abhi tak laapataa ho???? no reply??? sanju lagta hai tumhaare jaanu behosh ho gaye yeh sunkar.... "zorr ka jhatka dheere se laga"..... 😆
hahahaha
aisi koi baat nahin hai divya
usne mujhe kaha tha ki aaj usse apne naye college jaana hai for sumthing
so yea,
woh late aayega
abhi tak usne padha nahin, toh behosh hone ka toh sawaal hi nahin paida hota,
lekin ab jab padega tab dekhte hain ki kya hoga
hehehehehe,
behosh toh nahin hoga....
yeh garaunteed hai...