Gusse main hi sahi vanraj ne bol diya jo adha fandom chahata hain
Anupama Anuj kapadia
Haan haan bahut jaldi woh din aayega kavya ne hi do week main hi ho hayega 🤣
Anuj ne mobile number se selfie tak ka safar teh kar liya
Aage dekhte hain kya kya safar teh karenge aur kaun kaun jal jal ke suffer karenge
🤣🤣
That line still singing Anupama anuj kapadia
18