Ye Badmaash hai ki nahi ?

captainplus thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 365 Thumbnail + 5
Posted: 6 years ago
#1

With surface this smooth, how did Guddu's saree pallu atkaoed in this ? 😕

Badmash ka baccha ! chichora kahin ka !

Jawan ladki ki pallu khichta hai ??? 😡

Ya phir baat kuch yun hai ki, Jindal sahab ne khud Guddiya ki distraction ka faida uthakar ye kaam kiya hai ?

Lekin phir bhi, Kuch toh gadbar hai !

Cause even if Jindal sahab did this, how did the ghari agreed to hold on given its smooth surface ?

Aur Mehnat toh lagi hogi Ghari ki taraf se bhi !

Mehnat toh lagai hai ghari ne bhi !

Aur bohat mehnat lagai hai !

Ittni mehnat lagane ke liye woh raazi kaise ho gaya aur kyun ?!

So ab aap log sochke faisla karo ki akhir, Jindal sahab ghari wakai badmash hai ki nahi ? 😳

Created

Last reply

Replies

10

Views

3.5k

Users

4

Likes

39

Frequent Posters

Kajal21 thumbnail
6th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#2

Nice observation

Genie ye post parhke besharam ghari v sharma gyi hogi sach mein bara besharam hai ek larki ka pallu pakar liya ..😁

Waise ye jindal sahab ko ghari ka sahara q lena para itna man tha guddu ka pallu pakrne ka to hatho ka istemal q nhi kya 😈

kavya1994 thumbnail
Posted: 6 years ago
#3

Ghadi Ki Dukh Bhari Daastan-

~Saara kartoot Jindal Saab ka hai rachaya, aur ab hume doshi karar kar, badmaash Keh tehraaya.

Hey, Lord Krishna, yeh humein kaisa din dikhaya, inke chakkar mein hum par yeh kalank lagayaImageImage

~Gudiya ko dekh unka dil fisal gaya, toh isme hamne kya kiya?

Biwi Ka pallu hamse phasa diya, toh saara kasoor hum par dal diya.Image

~Nahi sahenge, Nahi sahenge,

Nainsaffi nahi sahenge.

~Ek toh pehle biwi ne hume showroom se uthaya,

Phir suraksha ke nazariya se hume, Pati ko pehnaya

Pati ne mauka dekh biwi ki saree ka pallu humse phasaya,

Aur guddan forumwasiyon ne badmaash hume keh tehraaya.Image

~Jab parson chammach ko aam khilane ka jariya banaya, toh woh kisi ko nazar nahi aaya,

Par aaj jab saree ka pallu humse phasaya, toh hume katghare me keh bulaya.Image

~Agar hum hai badmaash, toh chammach bhi tha shaitaan,

Chammach ko bhi bulaya jaye, uspar bhi aarop lagaya jaye.Image

At last yehi kehna chahungi-

~Dekhne me kaali hun to kya hua,

Dil ki dhadkanon se chalne wali hu.Image

LoveImage

Jindal Saab ki Nayi Ghadi.

#4

Originally posted by: kavya1994

Jindal Saab ki Nayi Ghadi

Qa likha hai kavya ghadi ke saath sach me nainsaafi ho rhi hai kaam jindal sahab ka aur name is bechare kale se innocent se dil kr dhadkanon se chalne wali ghadi pr ghor kalyug ghor kalyug😀

Iske baato pr jara gaur farmaya jaye isne kuch galat nhi kha chamach pr v arop lagna chahiye

captainplus thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 365 Thumbnail + 5
Posted: 6 years ago
#5

Originally posted by: Kammy02

Nice observation

Genie ye post parhke besharam ghari v sharma gyi hogi sach mein bara besharam hai ek larki ka pallu pakar liya ..😁

Waise ye jindal sahab ko ghari ka sahara q lena para itna man tha guddu ka pallu pakrne ka to hatho ka istemal q nhi kya 😈

Kaise karte, woh thode sharmile hai na ? 😳

& friendship ke benefits lena chate hai Guddiya se chup chup ke Wink

captainplus thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 365 Thumbnail + 5
Posted: 6 years ago
#6

Originally posted by: kavya1994

Ghadi Ki Dukh Bhari Daastan-

~Saara kartoot Jindal Saab ka hai rachaya, aur ab hume doshi karar kar, badmaash Keh tehraaya.

Hey, Lord Krishna, yeh humein kaisa din dikhaya, inke chakkar mein hum par yeh kalank lagayaImageImage

~Gudiya ko dekh unka dil fisal gaya, toh isme hamne kya kiya?

Biwi Ka pallu hamse phasa diya, toh saara kasoor hum par dal diya.Image

~Nahi sahenge, Nahi sahenge,

Nainsaffi nahi sahenge.

~Ek toh pehle biwi ne hume showroom se uthaya,

Phir suraksha ke nazariya se hume, Pati ko pehnaya

Pati ne mauka dekh biwi ki saree ka pallu humse phasaya,

Aur guddan forumwasiyon ne badmaash hume keh tehraaya.Image

~Jab parson chammach ko aam khilane ka jariya banaya, toh woh kisi ko nazar nahi aaya,

Par aaj jab saree ka pallu humse phasaya, toh hume katghare me keh bulaya.Image

~Agar hum hai badmaash, toh chammach bhi tha shaitaan,

Chammach ko bhi bulaya jaye, uspar bhi aarop lagaya jaye.Image

At last yehi kehna chahungi-

~Dekhne me kaali hun to kya hua,

Dil ki dhadkanon se chalne wali hu.Image

LoveImage

Jindal Saab ki Nayi Ghadi.

👏👏👏

Lekin hum iss ghari ki baato par nahi aayenge !

ye sirf aapni safai de raha hai,

if he was not guilty than how & why did e hold on to the saree ?

mana jindal sahab ne phasa tha par tune kyun pakar ke rakha ? 🤓

& bechare chamach ko toh jindal sahab ne pakad ke force kiya

but iss mein to saree phasa ke chod diya tha, so iss ne pakad ke kyun rakha ? 😳

captainplus thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 365 Thumbnail + 5
Posted: 6 years ago
#7

Originally posted by: Kammy02

Qa likha hai kavya ghadi ke saath sach me nainsaafi ho rhi hai kaam jindal sahab ka aur name is bechare kale se innocent se dil kr dhadkanon se chalne wali ghadi pr ghor kalyug ghor kalyug😀

Iske baato pr jara gaur farmaya jaye isne kuch galat nhi kha chamach pr v arop lagna chahiye

chammach ko Jindal sahab ne force se apne haton pakda hua tha

but Jindal sahab didn't do the same with the ghari

Piku_S thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 7
Posted: 6 years ago
#8

Sach mein Captain I was confused how did a watch with smooth surface get tangle with her pallu.

Kitna Natkat Badmash Bacha hai

Well since this Gaddi works with Jindal Saab’s heartbeat he listen to the Dil Ki Pukar of Jindal Saab who didnt want his Gudiya to go. He wanted to take one last chance and stare at his Gudiya, because he jus couldn’t take his eyes off her.

kavya1994 thumbnail
Posted: 6 years ago
#9

Originally posted by: captainplus

👏👏👏

Lekin hum iss ghari ki baato par nahi aayenge !

ye sirf aapni safai de raha hai,

if he was not guilty than how & why did e hold on to the saree ?

mana jindal sahab ne phasa tha par tune kyun pakar ke rakha ? 🤓

& bechare chamach ko toh jindal sahab ne pakad ke force kiya

but iss mein to saree phasa ke chod diya tha, so iss ne pakad ke kyun rakha ? 😳

About me- Jindal Saab ki

~ Pakadna tha pallu hamari majboori,

Yeh karnama karna tha zaroori🥱

~ Dur biwi ko jate dekh, tham gya tha unka dhadakta Dil,

Unki dhadkano ki hifazat har halat me karna, yeh thi hamari Muskil.

~Kitne vishwaas ke saath unki Mrs ne hame unki dhadkano ka chaukidaar banaya hai,

Saath-he-saath hamari jodidaar ko bhi pyaar se apne haathon par sajaya hai.😳

~Pati ki dhadkano ki pal-pal ki khabar rakhna hai hamara kaam,

sandesha iska via apni jodidaar unki biwi tak bhejna, taki woh ho na pareshan.😛

~phisal kar agar haath se gir jaate, to apne karm(a) pura na kar pate,

Phir kisi kachde ke dabbe mein pade, paap ka bhog hum khate.😭

~Pakadte nahi pallu, toh is Dil ka dhadakna band ho jata,

Kat uparwala ticket unka, saath mein shradh hamara bhi ho jata.😒

~Hum par aap log koi bhi ilzaam lagayo,

Diye hai humne Akshan ke Khaas pal, yeh na bhool jayo.☺️

About Chammach:

~Aur chammach ko masoom samajhne ke bhul mat kijiye,

Akshan ke nazdikiyon ke beech adange dalne ke saaza usko zaroor dijiye.😈

~ Shaitaan chammach ko toh Guddan Ji ki lipstick ka swad tha chakna,

Isliye toh chuna usne Jindal Saab ke hathon ki grip me zakde rehna.

~Sochiye agar chammach Pati ke hathon se phisal Jata,

Kya pata, Akshat Miya Biwi ko apne hathon se aam khilate -yeh scene aapko mil Jata.😉

Jindal Saab Ki Ghadi ki taraf se Genie ji ko dher saara pyaar❤️❤️❤️🤗

captainplus thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 365 Thumbnail + 5
Posted: 6 years ago
#10

Originally posted by: *Piku*

Sach mein Captain I was confused how did a watch with smooth surface get tangle with her pallu.

Kitna Natkat Badmash Bacha hai

Well since this Gaddi works with Jindal Saab’s heartbeat he listen to the Dil Ki Pukar of Jindal Saab who didnt want his Gudiya to go. He wanted to take one last chance and stare at his Gudiya, because he jus couldn’t take his eyes off her.

Now it make sense 👍🏼

So ghari was only working under the order of his malik's heartbeats or heartbeats par toh Jindal sahab ka bhi koi bas nahi & the ghari was only being agyakari of his master.

So sabko ba izzat bari ki jati hai !

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".