Recap: Ridz gets some memories back in Armaan's cabin... a man does not want Riddhima to find him... Ridz finds out that Sukandra is the one who made Armaan and her separate.
Next Morning
Everyone is sitting by the dining table. They all are silent. Riddhima just can't bear the silence.
R: Dadi ma..
D: Hmm.
R: Aapne mujhe iss ghar ke sab ke baare mein baata diya. Sivay 2 baacho ke. Kyu?
D: Who.. zaara sal mein baatane chati thi... lekin kal tum office se der se ghar aiyi aur phir uske baad mujhe tumhe kuch baataa ne kya waqt hi ni mila.
R: Tho phir ab baataa di jiye.
D: Abhi.. abhi ni Riddhima. Mein tumhe baad me..
R: Baad mein kyu?
S: Kya ho ra hai?
R: K.. kuch ni.
S: Arre Riddhima. Meine suna ke tum office jaane lagi ho.
R: Ji.
S: Koi kaas baat?
R: Nahi. Who meine socha ki Rahul ke uppar pehle se bohot zaada kaam ka boj laga hua hai, aur mein usse aur boj ni dena chati. Tho issi liye meine socha ki mein kudh apne liye ek ghar doond lu gi.
S: Achi baat hai. Aur vaise bhi apna ghar kudh basana chahiye.
R: Hmm.
In Riddhima's mind: Teek kaha apne. Kudh ka ghar kudh ko basana chahiye. Lekin kya kare aap ki kismat mein tho yeh bhi ni lika. Aur kya kya jaane kya ni lika aap ki zindagi mein. Sab kuch cheen lu gi mein aap se. Yeh Riddhima ka vaada hai aap sa. She smirks.
In the office, Riddhima is remembering the event that happend last night.
Flashback
The man picking her up and putting her on the sofa, then leaving her with kiss on her forehead. The elevator closing before she can see the face. Her running after the car.
End of flashback
R: Kaun tha who? Office ki chabi tho sirf Rahul ke paas hai. Tho phir.. andhar kaun aiya tha?
M: Mein andhar aa sakta hoon Ma'am.
R: Arre Mishra ji. Aiye.
M: Ma'am aap ko kuch maloom chala?
R: Ha. Jisne accident kiya tha, meine usse doond liya.
M: Tho phir ab aap kya kare gi?
R: Maloom ni. Abhi tak tho sirf ek plan hai. Lekin iss plan ko anjam kaise layu, abhi tak maloom ni.
M: Aap fikar maat ki jiye, waqt aane par sab kuch teek hojaye ga. Who Ma'am mujhe watchman ne mujhe yeh aaj subha diya. Kya yeh aap ka hai?
He hands her a box.
R: Kya hai iss mein?
M: Maloom ni. Watchman ne aaj subha dekha tha, zameen par gidde hue.
R: Hmm. Mein dekh lu gi.
Mishra ji leaves for his work. Riddhima continues on doing the office work. By the end of the day, alot of work was finished. Much more than Rahul was doing all on his own.
Ra: Bhabhi.
R: Ha Rahul.
Ra: Thank you sooo much bhabhi. Aap ki vaja se aaj kitna kaam katam ho chuka. Aur aap ke vaja se aaj mujhe a naiye contract mil gaya!
R: Saach! That's great news! Tum ek kaam karo, aur ghar mein sab ko yeh kush kabri suna do.
Ra: Aur bhabhi?
R: Mein kuch kaam karne ke baad aati hoon.
Ra: Teek hai, lekin kal jaise der maat karna.
R: Nahi karogi. Aur ha, Rahul tum aaj Priya ko dinner ke liye le jao. Itne din hoge who kahin bar ni gayi.
Ra: Ok bhabhi.
He leaves and Riddhima finishes off the rest of the work. She closes her eyes for a while. A stranger comes inside the cabin. He smiles seeing her. He touches her face.
In his mind: Mein iss khoobsurat chere ko kabhi ni bhool paye. Aur itne saalo ke milne ke baad, tho janam janam tak ni bhool pao ga.
He leans in closer to her. He gives her a kiss on the lips. Before Riddhima could wake up, he leaves. When she woke up, she felt her lips. Something had happend to them, she could feel it. She could feel his presence around her.
R: Woh aiya tha. Woh mujhe milne ke liye aiya tha.
She gets smiles and gets shy. She goes out the window and sees the same car. She takes the box that Mishra ji gave her and goes home. At home, Dadi ma is waiting for her.
D: Aiyi gi, bahu?
R: Ji Dadi ma.
D: Rahul ne kush kabri di. Aur saach mein bahu, jab se tum aiyi ho, tab se tho kushian hi kushian pehli hui hai.
R: Abhi tho shurwat hui hai Dadi ma. Aage aage dekhi hota hai kya.
After eating dinner, Riddhima puts the kids to sleep. Riddhima remembers when she was putting her child to sleep.
Flashback
She's putting Arjun (Her first son's name)to sleep. Armaan just came back from work.
A: Riddhima!
R: Ssshhh!
He puts his finger on his lips to stay quiet. He goes to her and gives her a kiss.
A: Mujhe bhi sola do na. Bohot neend ari hai.
R: Armaan. Arjun tho abhi bacha hai, aur tum ho ki..
A: Tho? Mein bhi tho ek bacha hoon. Sabat karu?
He leans in closer to her. She pushes him away.
R: Ni, ni. Sabat karne ki koi zaroorat ni. Mein janti hoon ki tum kitne sharati ho.
Arjun: Papa, aap mujhse zaada sharati ho?
They both laugh.
End of flashback
Ar: Kya hua Mama?
R: Kuch ni. Bas tumhe yaad karne ki koshish kari thi.
Ar: Kya aap mujhe bhool gi Mama?
R: Nahi beta. Mein tumhe kabhi ni bhool sakti.
She hugs him.
Ar: Mama, papa kab ghar aiye ge?
R: Bohot jald beta.
Ar: Promise?
R: Promise.
Next morning
D: Riddhima beti.
R: Ji Dadi ma.
D: Tum zaara mandir ja kar aao gi. Aaj who.. kya kehte hai.. New.. New..
Ar: New Year's Day Badi dadi.
D: Ha. New Year's Day hai. Tho naya saal ke liye ka tum aaj mandir chali jao gi?
R: Ji Dadi ma.
The kids come running to the living room.
R: Arre bacha party. Yaha aao.
They all come to her.
All kids: Ji.
R: Dekho aaj New Year's Day hai, aur ghar par ek bohot bohot badi party raki gai hai. Aur mein chati hoon ke aap sab acha bacho ke taare rahe. Okay.
AK: Ok.
R: Tho apni wish list tiar hai?
AK: Ha.
They hand over the wish list. She's surprised to see only one thing on their list.
R: Yeh kya? Naya saal ke liye, sirf ek cheez?
Ar: Ha Mama. Agar humhe yeh mil gaya tho phir humhe saare kilone mil ge.
R: Oh beta.
She hugs him.
R: Mein koshish karogi isse le kar aane ke liye.
They show the name on the wish list. It says Armaan.
End.
Kya bacho ke kushi ke liye lekar aa pai gi Riddhima Armaan ko?
Kaun hai who jo bhar bhar Armaan ke cabin mein aa kar mil ra hai Riddhima ko?
Jaane ke liye parna maat bhooliye ga
80