Recap: The watchman finds a box on the floor from last night... Riddhima remembers when she was putting Arjun to sleep... Dadi asks Riddhima to go to the mandir since it's the New Year... the kids want Armaan to come back for the New Year's present.
Riddhima was in the car heading for the mandir.
In her mind: Mein Armaan ko kaha se lekar aao? Kal raat tho who aiya tha, lekin phir who mujhse mile bina kyu chalega? Kahin who.. kahin who yeh tho ni chata ki mein usse milu? Agar yahi baat hai, tho phir kyu? Kyu ni who chata ki mein usse milu? Aisi kya baat hai?
Driver: Ma'am mandir aa gaye.
She goes inside the mandir for the prayers. While the prayers are going on, a car drives up.
M: Kya hua driver? Gadi kyu rook gi?
Dr: Maloom ni saab. Mein abhi dekha kar aata hoon.
He checks finds the problem.
M: Problem mil gi?
Dr: Ji.
M: Kitna waqt la ge ga?
Dr: Bas, 10-15 minutes.
M: Teek hai.
He sees the mandir, and remembers when he used to go there with his family.
M: Mein abhi mandir ja kar aiya.
Dr: Ji.
He goes up the stairs, and rings the bells. They show the Ram and Sita's moorti. The man goes and stands besides Riddhima. Riddhima still has her eyes closed. They both pray. The pandit comes and gives the man the thali. As he's praying, Riddhima's phone falls down. She bends down to pick it. The wind blows the fire and flicks the man's hand. He drops the sindoor and it falls down on Riddhima's maang. The man leaves. Riddhima touches her maang and sees the sindoor. She gets up and runs to the stairs. She sees the same car as the other 2 nights. And then she finally sees him. She sees Armaan.
R: Ar.. Armaan.
She runs down the stairs as fast as she could. The car is about to go away, but she comes in front of it. Armaan comes out of the car to see what happend. He's shocked to see Riddhima there.
R: Armaan.
A: Riddhima.
She runs and hugs him. After like 2-3 minutes, he pushes her back.
A: Tum yaha kya kari ho?
R: Armaan..
A: Tum chali jo. Plz.
R: Par kyu? Kyu tum mujhe apne aap se itna door kare ho?
A: Riddhima.. hum 5 saalo se zaada ek doosre se door rahe hai. Tho phir ab milne ki kya vaja hogi?
R: Tum kehna kya chate ho? Mein tho 5 saal ke liye coma mein thi, iss pehle hum dono kabhi door ni hua.
He holds onto her by the arms.
A: Riddhima kya tumhe yaad nahi. Usse pehle bhi hum ek dooja se jooda hua the. Kya tumhe bilkool yaad nahi?
R: Armaan, mein ek dooje ke bechre hua yaadein ni, balkir ek dooje ke saath bitaiye hua pal ko yaad karna chati hoon.
A: Tum.. tum kena kya chati ho?
R: Coma se bahar aane ke baad meine apni yaadaash koli thi. Mujhe kuch yaad ni aa ra tha, sivayi tumara. Coma se bahar aane ke baad pehle lavs meine liye tha Armaan. Coma se bahar aane ke baad meine sirf tumare yaadien baafaas aiyi. Kyu? Kyunki tum mere pati ho. Kyunki tum Arjun ke pita ho Armaan.
He lets go of her.
A: Acha hai ke tumne apni yaadaash koli Riddhima.
She looks shocked.
A: Tumari yaadaash kone se, tumhe who galti ni yaad aiye gi, jo meine kiye.
She grabs Armaan by the arm, and looks at him really angrily.
R: Tum kehna kya chate ho? Ki jo bhi waqt tumne mere saath bitaye who.. who tumare liye sirf ek galti thi. Kya humari shaadi tumare liye ek galti thi?! Kya Arjun tumare liye ek galti thi?!
A: HA!!
She lets go of him.
R: I.. I'm sorry Mr. Malik. I'm sorry ki meine aap ka keemti waqt barbad kiya. Mujhe laga tha ke mein apne pati se baat kari thi. Lekin meri kismat hi dekho. Mera pati tho mujhe kab se chod kar chalega.
She runs away with tears in her eyes. Armaan also has tears in his eyes.
A: I'm sorry Riddhima. Lekin kya karu. Majboor jo hoon.
At home, everyone is getting ready for the party. Alot of special guests have come.
S: Ladies and Gentleman. Thank you all for coming here. Jaise aap sab jante hai, naya saal ki shuroo peechle saal ke anth ke saath hota hai. Tho dosto let's welcome the new year with open arms leaving the old one behind.
Virani and Agarwal parivaar have come to the party.
R: Arre bhabhi. Namaste bhabhi.
She takes the blessings of the elders in the 2 families.
They all talk about each other's current situations.
Parvati: Dekho Riddhima, tumhe Armaan mil ga, isse aur badi baat kya ho sakti hai?
R: Mein janti hoon. Armaan ko paana mere liye aur koi badi baat ni hai. Par..
Tulsi: Par kya?
R: Par who chata hai ki mein usse bhool jao. Coma aane ke baad mene apni yaadaash koli thi. Phir bhi, mere taan, maan aur aatma mein sirf Armaan hi basaa hua hai. Aap mujhe baataaye, mein.. mein bhala usse kaise bhool pao gi?
P: Pehle pyaar ko bhool na bohot mushkil hota hai beta. Aur vaise Armaan bhi tumse bohot pyaar karta hai. Meine aur Tulsi ne tum dono ka pyaar dekha. Agar who chata hai ke tum usse door ho jao tho phir uski ek vaja hai.
T: Ha, Riddhima. Aur who vaja kya hai, yeh tumhe maloom karna hoga.
Riddhima gets lost into a long thought. She starts walking, when the lights go off. There's a man standing at the doorway. The wind starts blowing really hard. Riddhima covers her face with her hands. When it stops, she looks, she's surprised to see Armaan at the doorway.
Ar: PAPA!!!!!
Arjun runs towards Armaan and hugs him. Armaan hugs him back. Riddhima is sooooooo happy to see him come back home.
D: Armaan.
Everyone in the house runs toward him and starts attacking him with questions. Sukandra was unaware of what's going on. She comes to see what's all the noise is about.
S: Yeh kya ho ra hai? Kaun hai waha?
They all move aside. She's shocked to see Armaan after all these years.
S: A.. Ar.. Armaan?
A: Ji? Aur aap kaun?
Everyone is shocked to hear this from Armaan especially Riddhima. She walks towards him.
R: A.. Armaan. Tum yeh kya keha re ho? Yeh tumari mama hai Armaan.
A: Dekhiye, yeh meri ma ni hai. Aur nahi yeh mera beta hai. Aap mujhse aaj subha mili thi na. Tho phir sari galat famli door hogi thi na. Tho phir... yeh sab kya hai?
R: Armaan.
A: Dekhiye, mein yaha sirf iss liye aiya tha kyunki mujhe laga tha ki Mr. Malik yaha par hogaye. Varna mera yaha par aane ka koi irrada ni tha. Samji aap? Aur ha.. aap ne teek hi kaha tha. Aap ke pati tho aap ko kab ke chod kar chale ge. Tho plz aap yeh galat famli door kardi jiye ke mein aap ka pati hoon. Okay. Bye.
Armaan leaves. Riddhima is having difficulty in breathing. She starts having trouble in seeing. Everything is all blurry for her. Her head starts spinning. She holds onto her head.
R: A.. Armaan.
She falls down on to the floor.
D: Riddhima!
Ar: Mama. Mama uthi mama.
P: Bhabhi.
They all go around her. Everything starts getting black around her.
End.
Kya hua Riddhima ko?
Kya who apna badla le pay gi?
Kya Riddhima bach pay gi?
Jaane ke liye paarna maat bhooliye ga
80