Patient: AAARRMMMAAANNN!!!
The whole entire house heard that. Everyone rushes to her room.
Granny: Riddhima.. beta kya hua?
Riddhima just looks at them all with a blank stare. Unable to recognize them, she turns the other way.
The brother-in-law calls the doctor. The doctor does Riddhima's check up. Riddhima is just staring into space.
Granny: Doctor saab, Riddhima ko kya hua?
D: Ji yeh ek shock mein ja chuki hai. Aap meri ek baat mainiye aur isse iss ghar se door le jaye. Iss ghar mein, who yaadein hai, jo isse jeete jee mar sakti hai.
G: Kya?
D: Ha. Abhi tho yeh coma se bahar aiye, aur agar ab yeh aisi hi rahi, tho yeh tho ek zinda laash bin jayegi.
G: Nahi. Nahi, Doctor. Mein Riddhima ko phir se ni ko sakti. Hum Riddhima ko yaha se bohot door le jayenge. Itni door ki usko kuch yaad ni aaga. Itni door ki usko who kushi baari yaadein na yaad aiye. Itni door ki who usko hamesha hamesha ke liye bhool jaye gi.
All the 3 kids go and sit beside Riddhima. She looks at them trying to remember them.
Kid #3: Aa.. aap kya.. d.. dekh..r..ri hai?
R: Kuch ni. Baas aap ko yaad karni ki koshish kari hoon.
Kid #2: *Gasp* Kya aap humhe bhool gi mami?
R: Mami?
Kid #1: Ha, mami. Aap humari mami hai. Badi dadi ne humhe baathaaye.
R: Badi dadi?
Kid #2: Ha. Dekhna chahiye gi?
R: Ha.
The 3 kids take Riddhima to a room where everyone is talking about where to take Riddhima.
Angry lady: Ufho mein tho kethi hoon, ke usko bahar penko do. Usko kedho, ki tum humhe raaste mein pari hui mili thi.
G: Chup kar Sukandra. Jo moon mein aiye ja ra wohi bhol thi ja ri ho. Sharm ni arri tumhe bahu ke baare mein aise baathaaye karte hue.
S: Ahahah. Bahu kya aagi, zuban kenchi ki taare bol ni lagi hai. Eh boodi, apna yeh moon band rak varna tujhe bhi uske saath bahar penk do gi. Samji.
G: Eh. Kabar dar agar tumne Riddhima ke baare mein ek lavs bhi kaha tho.
S: Tho? Tho kya karegi? Huh! Mujhe ghar se leka le gi?
G: Ha.
S: Tumari yeh himat, mujhse zaban lagi gi. Rook. Rook.
She goes and gets a lighter from her drawer. The brother-in-law and sister-in-law try to stop her but Sukandra just pushes them away.
S: Mujhse zaban laga ri thi. Ab dekh mein tere aur tumari uss ladli bahu ka kya hal karti hoon mein.
Sukandra drags Dadi from the wheel chair to Riddhima's room. She pushes her on the ground and is about to put Dadi on fire, when... someone holds onto Sukandra's hand. It's none other than.... Riddhima. She looks at Sukandra with very angry eyes. She takes the lighter from her hands.
R: Aap ki himat kaisi hui, in ke saath aise pesh aane ki?
S: Yeh mere ghar mein re ri hai. Aur mein kaise pesh aana chati hoon, iss ke saath, who meri marzi hai. Tum kaun hoti ho, mujhe rok ne wali?
R: Mein, iss.. ghar ki.. beti hoon.
Thunder strikes.
R: Mein apki koi ni hoon, lekin inn ke liye mein inki beti ki taara hoon. Aur ek beti ki naate, mein ap ko rok ri hoon.
S: Aacha, agar tumhe itni fikar ho ri hai, tumhe apni maa ka, tho phir chali jo iss ghar se. Agar tum iss ghar se chali jo gi, tab yeh kush rahe gi.
Riddhima just looks down.
S: Tho kya socha. Ja kar iss boodi aurat ki zindagi bachane cho gi, ja phir, reha kar..
R: Nahi.. mein yeh ghar chod kar chali jaongi.
Thunder strucks.
G: Nahi bahu. Tum aaj hi tho ghar baafaas aiye ho, aur ab tum ja ri ho. Nahi, mein tumhe jaane ni doongi.
R: Lekin, maaji..
S: Ufho! Kyu isse jaani de ri. Agar isne fasla kar hi liye, tho hum kaun ho the hain, isse rokne wala.
She leaves the room with the brother and sister-in-law.
Riddhima helps Granny on to the bed.
R: Maaji, aap ko ni chati ke mein jao?
G: Kyunki, tum iss ghar ki laxshmi ho. Iss ghar ki bahu. Aur mere Armaan ki jaan.
R: Armaan.
She gets a fade picture of him in her mind.
G: Ha. Armaan. Jo tum dono ke saath hua, shayad who kissi ke saath na hua ho. Har mod par kismat ne tumare saath kela. Aur har kel mein tum dono jeet gaye. Lekin iss akriye kel mein, tho mot jeet gi. Tum dono ko alag hona para. Lekin kismat ko dekho. 5 saal hoge tumhe coma mein pere hua, lekin phir bhi.. pehle lavs jo tumare moon se lekla tha, tumari pati ka naam... Armaan.
A teardrop fell down from Riddhima's eye.
R: Dadi, mujhe kuch yaad ni arra. Kya aap meri madat karegi?
D: Yeh bhi koi poochne wali baat hai. Mein tho hamesha tumare saath thi, aur hamesha rahongi. Mein tumari poori madat karogi.
Riddhima gives out a small smile.
The kids: Kya hum bhi madat kar sakte hain?
Riddhima starts laughing.
R: Of course.
She hugs the kids.
R: Mein sab kuch yaad karna chati hoon. In bacho ko, aap ko, in dono ko jo mujhe yaha par lekar aiye, aur usse jisne aap ki jaan lene ki koshish ki. Aur sabse zaada mein yaad karna chati hoon... Armaan ko.
It ends on Riddhima's face.
Kya dadi Riddhima ko yaad dila de gi bacho ki madat ke saath?
Jaane ke liye paarna mat bhooliye ga
14