Ok nxt prt-
k-kya?????????????tum..tum bilkul pagal ho!abb chalo,uff aur kitna der lagaoge!
s-ok ok chalo!
They reach the railway station
Jahan ki haad se zyaada bheed hai
s-ok pohonch gaye!abb,kahan jaanaa hai?muje yahan ke bare mein nahi pata.
k-humein ye stairs cross karke platform no.5 pe jaanaa hai!
s-kya???????staira???stairs kyun?escalator le lete hain!
k-sujal,yahan escalator nahi hai.yahan agar itni bheed mein escalator lagaenge naa,to saare escalator kharab ho jaenge,samje!islie humein paidaal hi jaanaa hoga
s-hmm[sighs],thik hai
they strt 2 walk uss vheed bhaad mein
to abb hamare AC mein rehne wale,raizaade yaani sujal ko uss bheed,garmi dhaakka mukki mein chalne mein badi prob ho rahi hai
k-uff,chalo naa jaldi sujal!aise to hum late ho jaenge!
s-haan chaal hi to raha hoon,istni bheed mein isse tez kaise chalun,pairon mein ghode ki naal laga loon kya?[sarcastically]
k-uff tum bhi naa!
s-kya?
k-kuch nahi!
K holds s ka hand firmly & guides him through the crowd,with her middle class crowd handellin capabilities
Aur s bhi obediently lts himself lts himself guided by k
Finally,they reach the place
k-[looking at some direction & pointing]wo rahe!
K goes [almost runs] twrds tht direction & s follows
Wahan ek auraat,[dikhne mein k se badi],ek chooti si naati si moti si cute si bachchi ka haath pakadkaar khadi hai
Unhe dekhkar k ke chehre paar khushi saaf jhalak rahi hai
K goes & hugs the lady
k-hi sushmita di!
Sushmita-hi kashish!kaisi ho?
k-main thik hoon!aur aap?
Su-main bhi thik hoon!
Aur jhukke k kisses the kid
k-aur hamari khushi kaisi hai?
Su-khushi bhi thik hai,bass thodi shararati ho gai hai,isile usse wahan saath nahi le jaa rahi,aur tuje takleef de rahi hoon!
k-di aap bhi naa kaisi baatein kaar rahi hai,khushi to itni pyaari hai,usse sath rakhne mein takleef kaisi!
Both the sis smile
k-oh di!main bhi naa baton baton mein intro karana hi bhul gai![touchin s arm dheere se]ye sujal hain,mere………aur sujal!ye sushmita di hain meri cousin aur khushi ki mummy!
Su-hello
s-hi sushmita!
Su-chal !kashish main chalti hoon,train chutne wali hai thik hai naa,bye!
k-bye
su-bye khushi!
Kh-bye mumma!
Sushmita goes
k-chalo khushi ghar chalet hain!
Kh-thik hai,ghal pe mehal maashi aul nani hongi naa!
k-nahi,baby ye hain naa[s ko dikhate hue],tumhare mesho,hum unke ghar jaa rahe hain!
Kh-mecho?oooooo mumma ne kaha tha,wahan new mecho honge,maachi ke shaath!paar hum inke ghal kyun jaenge?
k-kyunki main inke ghar hi rehti hoon
kh-kyun?aap to nani ke shaath lehti ho!
k-nahi,aabb main inke saath rehti hoon,kyunki meri inse shaadi ho gai hai!
Kh-to!
k-to ye ki shaadi ke baad ladkiyan apne husband ke saath rehti hain!
Kh-to ye aapke hoos-hoosh—hushbandh hain?
k-haan ye mere husband hain!
Kh-paar bahi to kaha mecho hain!
k-arre ye aapke mesho hain,mere husband hain!jaise apke papa aapki mummy ke husbad hain waise
kh-oooooooooo [makin a cutie face]
44