contted.....
shimla ki unhi khobsoorat waadiyon main..sameer aur khushi ka rishta phir
se jeene laga tha,jo har beette pal ke saath aur bhi gehra hota jaa rahaa
tha...
khushi ko to is baat kaa ehsaas bhi nahin tha ki wo kaise khushi se nandini banti
jaa rahi thi..har pal uski nazarein sirf sameer ko hi dhoonti,sameer to jaise
ek khobsoorat sapne ki tarah uski zindagi par chata jaa raha tha...
or aisa ho bhi kyon nahin, ye zaroori to nahin ki humaari ankhen jo dekhen wahi sach
ho ,,or aise sach ke liye,apne dil kii aawaaz ko ansuna nahin kiya jaa sakta.
akhir prithvi or nandini ne apni ek poori zindagi is jagah bitaayi thi...ek
saaath...to unka kareeb aana to natural tha.
magar iska ehsaas khushi to us waqt hua jab wo ek shop par kuch cheezen dekh rahi thi
khushi ki nazar ek wrist watch par padi ..
khushi: "bhaiya,,ye watch dikhaiyega"
shopkeepar ne wo watch khushi ko de di...she thought for a moment and said
"theek hai aap ise pack kar deegiye"
tabhi wahan diya aa jati hai "hey khushi kuch liya kya"
Khushi: "yaaa ...see (she showed her the watch) how is it?"
Diya: "very nice...oohhhooo ab tune bhi gift shift lena shuru kar diya,,well i m sure Raj ko
ye watch zaroor pasand aayegi"
khushi hesitately said "but maine ye raj ke liye nahin lee hai"
Diya: "to phir.............(she stared at khushi) don tell me ki ye tune sameer ke liye liya hai"
Khushi nodded her head very innocently....
Diya: "kya yaar.,i know ki sameer is ur friend but ....mujhe sach mein laga ki ye tune raj ke liye
liya hai,,akhir sameer is just a friend or raj! usse teri saadi hone wali hai,..
but theek hai,tu yahan se raj ke liye bhi kuch select kar le..ok"
khushi: "ok.."
but she started thinking on it..."diya sach hi to kah rahi hai,.main sameer ko itna seriously
kyon le rahi hoon kyon main har waqt sirf uske ke baare main hi sochti rehti hoon,"
MERE MANN YE BATA DE TU
KIS ORR CHALA HAI TU
KYA PAYA NAHIN TUNE
KYA DHOON RAHA HAI TU
JO HAI ANKAHI JO HAI ANSUNI
WO BAAT KYA HAI BATA
MITWA ..KAHE DADHKANEN TUJH SE KYA
MITWA ..YE KHUD SE TO NA TU CHUPA
khushi apne khaylon main khoyii hue thi,ki sameer ne uske paas aakar kaha "kahan khoii hue ho,,"
khushi (came in her senses): "kahin nahin"
they started walking in the market place
Sameer: "mere baare main hi soch rahi thi na"
Khushi (ghabrakar): "nahin to...(see relexed) or tumhe aisa kyon lagta hai ki main har waqt tumhare
baare main hi sochti hoon,,"
Sameer: "maine aisa kab kaha ki tum har waqt mere bare main sochti ho..maine to bas itna kaha tha ki
tum abhi mere baare main soch rahi thi...kyon?"
khushi: "nahin main apne baare main soch rahi thi"
Sameer: "kya farak padta hai ,baat to ek hi hai na....coffee"
Khushi: "thanks........waise shimla ki sardi main coffee peene ka mazza hi kuch aur hai"
door se kahin jai ki aawaz aayi "hey SK" or phir wo saamne aa gaya
Jai: "waise mujhe pata tha ki tum yahin miloge,kabhi hume bhi coffee offer kar diya karo"
Khushi: "ok guys,mujhe kuch kaam hai,u carry on...bye"
Sameer: "byee.......yaa to tum kya kah rahe the jai"
Jai: "ye tum dono ke beech chal kya raha hai..i mean ....kya jo main samajh raha hoon woo."
Sameer: "jaiiiii we are just friends."
Jai: "yaaa,hum bhi to just friends hain na,par lagta hai yahan aakar tum humme to bhool hi
gaye ho,,ab chalo sab tumhara upar restorent main wait kar rahe hain"
Sameer: "ok ok theek hai,ab bacha saara din tunhare saath,ok"
Jai: "din ke liye bacha hi kya hai..3 to baj hi chuka hai,but chalo..lets see"
jaise ki sameer ne jai se kaha,wo poore time unhi logon ke saath raha...par zara sochiye humaari
khushi ka kya haal hua hoga..she really missed him .and in the night time she came out in the loan
of the hotel,and started waiting for sameer....
uski nazerien,bas sameer ke room ke door ki taraf thi...and at last..he came there.
Khushi: "tum saare din kahan the?...maine tumhe itna dhoona"
Sameer: "kyon..kuch kaam tha kya"
Khushi: "nahin,....kuch kaam to nahin tha...but.."
Sameer: "wo actually yahan ek church hai,,or mere sabhi dost wahan jana chahte the,to bas unhi ke
saath gaya tha"
Khushi: "church??"
Sameer: "yaa,its india's 2nd oldest church,,thoda door hai,..its in the city side,,,,tum wahan
nahin gayi ho,but ek baar jana zaroor..i m sure tumhe asli shimla wahin nazar aayega....
and main wahan se tumhare liye kuch laya tha,"
he gave a chocolate box in her hands "i m sure tumhe bohut pasand aayengi"
Khushi: "wooowwww i lov chocolates,,,tum mere dil ki saari baatein kaise jante ho??
are haan .main to bhool hi gayi...main bhi tumhare liye kuch layi hoon"
she took a packet from her side and gave him.
Sameer: "isme kya hai"
Khushi: "kuch nahin,bas ek chota sa gift hai,i hope ki tumhe pasand aayega...
ab do din baad hum yahan se wapas chale jaaenge,,or phir tum bhi london chale jaaoge,
par jab bhi tum ise dekhoge ,to tumhe humaari ye choti see mulaakat yaad to aayegi"
sameer just smiled..on it and asked "khushi ..do u love me"
Khushi: "what???" she asked in a very shocked voice
Sameer: "do.. u .. love ..me.."
Khushi: "ye kaisa sawal hai??,"
Sameer: "its a very simple ques, kya tum mujh se pyar karti ho ?? yes or no!!!!"
Khushi: "but how can u ask me such a question..abhi humein mile hue din hi kitne hue hai,,aur
main to tumhare baare main kuch theek se jaanti bhi nahin hoon"
Sameer: "okk,i see ..to kya jaanna chahti ho mere baare main"
Khushi: "are u mad???"
Smaeer: "that all,bas yahi jaanna hai"
kHushi stood up..and said "i m going from here,kyonki agar main yahan thoda aur ruki to main
zaroor pagal ho jaaongi"
she left the place and gone into her room....
Sameer smiled and said..."ye main acchii tarah se jaanta hoon ki tum mujh se pyarr karti ho,
but maine ye sab sirf isliye kaha taki tum bhi ye baat jaan jao...kam se kam ab tum is baare main
sochogi....."
he opened the gift wrap..."woww ,nice watch....mujhe subah ka intezaar rahega"
he wore that watch in his wrist ..and left for his room.
bas ek haan ke intezaar main raat yuhi guzar jaaegi
ab to bas uljhan hai saath mere need kahan aaegi
subah ki kiran na jane kon saa sandesh laaegi
rimjhim se gungunaaegi yaa pyaas aduri rah jaaegi.....
59