Dil ne yeh kaha hai dil se Mohabbat ho gayi hai tum se Tum jo keh do to chaand taron ko todh laaunga main In hawaaon ko in ghataaon ko modh laaunga main Ho..Tum jo keh do to chaand taron ko todh laaunga main In hawaaon ko in ghataaon ko modh laaunga main Kaisa manzar hai meri aankhon mein kaisa ehsaas hai Paas darya hai door sahra hai phir bhi kyun pyaas hai |