woh scene abi taak nahi aaya hai
aur woh reports jo pratgya ke haath main hoti hai
us main pratgya kafi gussey main b hoti hai
usey dekh kar laghta hai ke pratgay jaan gae hai ke tam tam jhot pay jhoot bol rah a hai
post mortem ki reports toh nahi hoti pratgya ke haaath main
woh koe aur reports hoi hai
aur shakti jail ka bolta hai
aur krishna abi taak jail main nahi hai woh lockup main hai
professer kona sa bara wakeel hire karta hai
abhi bara wakeel hai
pratgya ke wakeel ne toh sirf yeh bola tha ke woh sirf challenge s cases layta hai aur sharp minded hai
mujhey toh woh sharpminded bilkul nahi laga hai
woh b tanmey ki har baat par yakeen kar raha hai
yeh kesea sharpminded wakeel hai
shapminded toh har eik baat par sawal pouchta hai ager tanmey ne kaha ke main adrash ke liya kuch khaney ke liya bahir gaya tha toh abhi us se pouchta ke crime scen main toh aesi koe cheese tumaey paaas nahi theee