Hum ne apna liya har rang zamane wala
Dil mera thood ka chala gaya aisa woh
Har saans seenein main ab chub se jaati hai
Chod gaya jab se mere saansein mehkane wala
Aansoon be palko pai ab na aate
Dil thood gaya jabse humhe haasane wala
Hume mitane wale ke berukhi ro dekho
Kafan tak na pehnaye who dafnane wala
Tha pata hogaya yahi anjaam mera
waafon ko mile ga bewafaai inaam tera
tha yakeen phir be apne waafon par mujko
tha yakeen kal hoga apne chahaton ka savera
hota be shayed koiapna aashyaana?
agar saath deta woh Duniya bana ne wala
kehne ko ab woh ho gaye hai paraye,par
Dil ke wohi hai ab be dankane badane wala
cheen liya hai humse pyar ke har ek nishane
cheeno gay kaise yaadein jin pe bas nahi tumhara
gham na karo kuch nahi jaane ga ye zamana
har sitam seene main daba dega tera ye deewana
Ab bas yahi dua hai ke khush rahe tu
Apne har sapne ko bas ab jeeye tu
hum ko jo nah mila,woh sab kuch tumhe mile
tere naye chahat ka har ek phool khile
Hamara kya hai:
Hum ne apna liya har rang zamane wala