Originally posted by: graphicd96
Savita ka bhoot dusri baar aaya 😂
Aaya toh aaya, yeh bhoot bhi taareefon ke pull baandh rahi hain. "Sab kuch Tumhare bharose chal raha hain, sabko tumne sambhala hain".
Yeh, Savita ne bola ya Tulsi ko apne muh miya mithoo karne ki aadat hn?
Jo bhi hain, sachme, kya se kya bana diya show ka.

71