(Based on SBB segment)
Humara kisi ka prediction na sahi Dr. Anand ka prediction toh sach ho gaha.
Unhone kya kaha tha?
See if he has any knives in his pocket coz kya pata, ladki waha Haan kardhe aur Abhimanyu apna ugli khaat kar maang bardhe.
Yahi toh hua!
Jaise hi Akshu ne apni pyaar confess kiya, Abhimanyu saahb ne jhatt se maang bar Diya. 😂
4