iss baar kuch gadbad nahi hogi.Originally posted by: Pixiepadhi
Mujhe khusii bhi ho rahi hai aur darr bhi lag raha hai 😂😂😂
Jab bhi hum excited hotee hai kuch ghotala ho jaata hai 🤕🤕
Humne itne nazar ke tike laga diye ki humari khusiyon ko kisiki nazar nahi lagegi ab.
🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿🧿