Originally posted by: Lone_wolf
Main show dekhna band karungi to bhi mujhe itna farak nhi padega kyunki Maine itne high hopes nhi lagaye the channel kaunsa bhi ho kabhi na kabhi to kachra karna hi hai.
Kabhi na kabhi to kachra hona hi tha
Par 20 episode k andar hi ho gayađđđđ
Gussa aa raha h
0