Hey guys, this topic has been created to share songs for the magical pair, Prachi (Mugdha Chapekar) and Ranbir(Krishna Kaul). Post here the songs which come in your mind when you see Pranbir or think about them.
Page
of
1Hey guys, this topic has been created to share songs for the magical pair, Prachi (Mugdha Chapekar) and Ranbir(Krishna Kaul). Post here the songs which come in your mind when you see Pranbir or think about them.
BRAINLESS KRISH 23.12
Ranveer walks out of Don 3
Out now TMMTMTTM song - Saat Samundar Paar
Mihir tulsi reunion bts??
Mithali n Hritik married 😂😂
TUM MERI HOO 24.12
New promo: Noyna sees Tulsi
Pari : I'm sorry. I miss you mumma.
Prediction - Tu Meri Main Tera Main Tera Tu Meri
Hrithik Roshan pictures at Eshaan’s wedding today
New fiction coming soon
🏏India Women vs Sri Lanka Women, 2nd T20I SLW tour of India 2025🏏
Dhurandhar Part 2 Likely To Move Forward
Tu Meri Main Tera Main Tera Tu Meri review and box office
Mihir epic one liners
Kiara Advani new Vogue interview on motherhood. Whats in my bag
YRKKH 2025 Recap: The Year Logic Died!
OKAY, HERE GOES THE FIRST SONG...
Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Ishq mazhab ishq
meri zaat ban gayi
Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Ho tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur
chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Chahaton ka mazaa
Faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhein
Hauslon mein kahin
Sabse upar likha
Hai tere naam ko
Khwaishon se jude
Silsilon mein kahin
Khwaishein milne ki tumse
Khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet
Meri baat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Zindagi bewafa hai
yeh maana magar
Chod kar raah mein
jaoge tum agar
Cheen launga main
aasman se tumhe
Soona hoga na yeh
do dilon ka nagar
Raunke hain dil ke dar pe
Raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi
tumhari saath ban gayi
Hoo tum jo aaye
zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab
Ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur
chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye
zindagi mein baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein....
Do share your song dedicated to this Jodi...
HERE GOES THE SECOND ONE.....
O Re Manwa Tu To Bawra Hai
Tu Hi Jaane Tu Kya Sochta Hai
Tu Hi Jaane Tu Kya Sochta Hai
Baware
Kyun Dikhaye Sapne Tu Sote Jaagte
Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond
Nainon Ko Moond Moond
Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond
Kaise Main Chaloon
Dekh Na Sakoon
Anjaane Raaste
(chorous)
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Dheeme bole koi iktara iktara, dheeme bole koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Sun rahi hoon sudh budh khoke koi main kahani
Poori kahani hai kya kise hai pata
Main to kisiki hoke yeh bhi na jaani
Ruth hai ye do pal ki ya rehgi sada
(kise hai pata… kise hai pata)
Jo barse sapne boond boond
Nainon ko moond moond
(Nainon ko moond moond)
Jo barse sapne boond boond
[Lyrics from: https:/lyrics.az/amit-trivedi/-/iktara.html]
Nainon ko moond moond
Kaise main chaloon, dekh na sakoon
Anjaane raastein
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Dheeme bole koi iktara iktara, dheeme bole koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Male Version :-
Rooh ka banjara re parinda
Chhad gaya dil ka re gharonda
Chhad gaya dil ka re gharonda todke
Re gharonda todke, gaya chhodke
Je naina karun band band
Beh jaye boond boond (2)
Tadpaye re, kyun sunaye geet malhar
De
Bemalang tera iktara (8)
Itra tun basi basi, padi hai sirhane
Band darwaja dekhe lauti hai subah
Thandi hai angeethi seeli, seeli hain
Deewarein
Goonje takrake inme dil ki sada
Goonje hai re (2) dil ki sada (2)
Jo naina karun band band
Beh jaye boond boond (2)
Tadpaye re, kyun sunaye geet malhar
De
Bemalang tera iktara (8)
I did once say I would love to hear the song ik mulaqaat from dream girl and the title song of movie pal pal dil ke paas on pranbir eventually
I did once say I would love to hear the song ik mulaqaat from dream girl and the title song of movie pal pal dil ke paas on pranbir eventually
Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hain hum bheege barsaat mein
Ik mulaqaat...
Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
Rubaru unka aana ghazab ho gayaa..
Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
Asar dekho na jaane kab ho gaya
Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
Aankhon ka aitbaar mat karna
Ye uthey to qatl-e-aam karti hain
Koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron
Ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain
Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai
Jal raha dil mera kyun pata kuch nahi
Kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi
Ret ki khwahishon mein nami bhar rahi
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hain hum bheege barsaat mein
Ek mulaqat...
Ik mulaqat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Kal talak jo mere khayalon mein thhe
Rubaru unka aana ghazab ho gaya..
This is for you, Sammy.❤️
Jise jindagi dhundh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehata hai
Jajbaat jaye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ek aash mili phir mujhko
Jo kubool kisi ne kiya hai
Haan
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Hun.....
Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe woh mila kisi mod par
Koi raat ka tara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare wo shehar
Dard mere wo bhula hi gaya
Kuch aisa asar huaa
Jina mujhe phir se woh sikha raha
Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Muskata ye chehara
Deta hai jo pehara
Jaane chhupata kya
Dil ka samandar
Auron ko to hardam, Saya deta hai
Wo dhup mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey phir kyun
Mahshus mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai, iraada tera
Hum..
Main parinda beshabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jo Tere Sang Laagi Preet Mohe
Rooh Baar Baar Tera Naam Le Ki
Rab Se Hai Maangi Yehi Duaa Aa
Tu Haathon Ki Laqeerien Thaam Le
Chup Hain Baatein Dil Kaise Bayaan
Main Karoon Tu Hi Kehde Woh Jo Baat Main Keh Na Sakoon Ki
Sang Tere Paniyon Sa Paniyon Sa Paniyon Sa Behta Rahoon
Tu Sunti Rahe Main Kahaniyaan Si Kehta Rahoon
Ki Sang Tere Baadalon Sa Baadalon Sa Baadalon Sa Udta Rahoon
Tere Ek Ishaare Pe Teri Ore Mudta Rahoon
Aadhi Zameen Aadha Aasmaan Tha
Aadhi Manzilein Aadha Raasta Tha
Ikk Tere Aane Se Mukamaal Hua Sab Ye
Bin Tere Jahaan Bhi Bewajah Tha Tera Dil Banke Main Saath
Tere Dhadkoon Khudko Tujhse Ab Door Na Jaane Doon
Ki Sang Tere Paniyon Sa Paniyon Sa Paniyon Sa Behta Rahoon
Tu Sunti Rahe Main Kahaniyaan Si Kehta Rahoon
Ki Sang Tere Baadalon Sa Baadalon Sa Baadalon Sa Udta Rahoon
Tere Ek Ishaare Pe Teri Ore Mudta Rahoon
Be-sir pair ki baatein kar raha hoon
Ghar hokar bhi beghar phir raha hoon x (2)
Taare ginn ginn din ko raat
Raat ko din kar rahi hoon
Tu puchh nahio haal fakira da
Tu puchh nahio haal fakira da
Mileya je maahi mera mainu mileya
Shukar manawan taqdeeran da x (2)
Baithe baithe main yeh sochun
Tu sang mein kya ho to
Mil ke batein hongi do-do
Umra yoon hi kaatein hum do
Subah subah main phir jaagun
Paas mein soyi ho tu
Kaanon mein gaa kar kuchh to
Main roz jaga doon tujhko
Sapne bunn-bunn dhun ko raag
Raag ko dhun kar rahi hoon
Tu puchh nahio haal fakira da
Tu puchh nahio haal fakira da
Mileya je maahi mera mainu mileya
Shukar manawan taqdeeran da x (2)
Teri galiyan aise naapun
Aur pukarun tujhko
Kahein awara mujhko
Badnaam hua hoon ab to
Tere dar pe roz hi aake
Doongi dastak sunn to
Chaahe na bhi karoge tum to
Ummeed rahegi mujhko
Jaane kaise sheh se maut
Maut sheh se ho raha hoon
Tu puchh nahio haal fakira da
Tu puchh nahio haal fakira da
Mileya je maahi mera mainu mileya
Shukar manawan taqdeeran da x (2)
I recently started watching KKB again after Pranali's entry and was wondering what happened to Prachi and Ranbeer's love story? Did it get a...
Note : I know the show is over, but that doesn't mean I can't still write fics about it🫠. Dialogues are in Hindi, everything else in English. *...
8