part 2:(guys karna-vrushali story is not totally like what is shown in mritunjaya ,remember his brothers are now spying on him he he😉😆)
kunti-thik hai putra shayad tumhe samay ki awashakta hai
kar-hmm.. aap thik keh rahi hai maate
arj-chaliye ab hum sab so jaate hai, shubhratri
ka,kun-shubhratri
next day:
karna was performing his morning prayers to lord surya at nadi tat
he heard a voice "bachaiye koi bachaiye mujhe"
first time in his life his prayers were disturbed and he opened his eyes,apologized to lord surya for doing so
and saw that in the river a girl is drowning in the water
he without thinking anything just took a dive and entered the water and saved the girl
and came on the ground with having girl in his arms
kar-suno kanya tum thik to ho?
girl-ha.hmm
kar-tum bol kyu nahi rahi ho?
girl-after sometime she became fine
kar-shukr hai bhagwaan ka!
girk-shukriya
kar-arre koi baat nahi yeh to mera kartavya tha
girl-aap rajgharane ke prateet hote hai mujhe jaisi sootkanya ko bachana aap ke liye awashyak nahi that kintu phir bhi..
kar-kya aap sutkanya hai? aap humare kul ke liye bahut khubsoorat hai
girl-JI!!!
kar-arthat mera kehne ka tatparya hai ki aapko kabhi iss nagar mei dekha nahi hai
girl-ji mai kuch dino pehle hi aayi hu yaha pe saarthi satysen mere bhrata hai
kar-aapka naam?
girl-ji mera naam vrushali hai,aur aapka?
kar-raadheya
girl-arthaat aap saarthi adirath aur radha ma ke putra hai?
ka-ek tarahse ha,unhone hi muje paalposs kar bada kia hai
vru-ohh accha,
some other girls come there
g1-pranipaat rajkumar karna !arre vrushali to thik to hai na?
vru-rajkumar?kintu aapne to kaha tha ki aap ..
kar-ji ha maine kaha ki unhone mujhe bada kia hai,kintu janma se mai rajmaata kunti ka putra hu
vru-accha arre ha yeh aapka mukut hai na
kar-ji kya aap mujhe wo saup sakti hai aapke pass hai na isiliye ,maine usse soorya pooja se purva yahi par rakh dia tha
vru-ji lijie,she picks it up, hey bhagwaan kitna bhaari hai ye,aap isse sir pe rakhte honge to aapke sir mei dard nahi hota hoga kya?
karna laughs at that,-ha hota to hai,parantu ab iski aadat hai mujhe
g2-vrushali rajkumar se aise baat nahi karte chalo yahase pranipaat rajkumar
kar-pranipaat
vru-aree kyu nahi bolungi? mai stri hu mera janma siddh adhikaar hai bolna then turninig towards karna pranipaat aur ha mujhhe bachane ke liye shukriya
kar-(impressed by her innocence) arre ruko aise kaise jaogi,tum bheeg chuki ho ek kaam karo yeh lo mera uttariya isse apne aap ko dhak lo aur aap sab saheliya inke aas pass hi rahiye
inhe aisi haalat mei akele chodna aur aap sab striya ho to ek kaam karte hai,inki suraksha ke liye mai bhi aap sabke saath chalta hu
slowly her every friend goes to their house,vrushali's house was the last destination.
kar-to tumhe iss baat ka bhay nahi hai ki tum ek rajkumar ke saath iss tarah akele ja rahi ho
vru-nahi rajkumar ka kartavya hai apni praja ka rakshan banna ,praja ke liye musibat banna nahi aur waise bhi mujhe aap par poorna vishwaas hai
karna was pleased to hear that
"ladoo,taja taja ladoo"
vru-arre waah ladoo mujhe ladoo bahut pasand hai wo bhi boondi ke
kar-aapko khana hai?
vru-ji agar aapko aapatti na ho to
kar-chaliye
and they started eating that
unaware that someone was staring at them
rajbhavan:
yudhi-pata nahi jyeshth dinbhar se kaha reh gaye hai?
naku-ha jabse wo humare bhrata hai yeh pata chala hai bahut fikr hoti hai unki
arju-wo raajniti ke baare mei kuch nahi jaante
sahd-kahi mamashree shakuni ne koi naya shadyantra to nahi racha?
bheem-chinta mat karo maine guptchar bheja hai
and her comes the guptchar
bheem-guptchar jyeshth kaha hai koi sandesh?
guptchar-wo nadi tat par hai ek...Ouch
arjun-ek kya?Confused
guptchar-ek ...kanya ke saathDead
pandavas-kya!Shocked
nakul-humme bhi dekhna hai ki jyeshth bhrata chup cupke kinse milne jaate haiWink
yudhishthir-nakul yeh adharma hai,mai isme tumhara saath nahi de sakta,par mai baaki bhaiyo ko yeh karne se rok bhi nahi sakta
bheem- thik hai jyeshth hum kal hi sarva jyeshth aur uss kanya ko dekhne nadi tat par jaaenge
sahdev-wo bhi chupke se
arjun-awayshya sahdev mai bhi dekhna chahta hu ki humare jyeshth bhrata karna ke man mei kya hai yeh kaunsi kanya samajh sakti haiWink
guptchar wo kanya kaun hai?
gu-ji wo ek sutkanya hai
arju-jaisa ki jyeshth ne kaha tha,jo unhe samjhe unse behtar kaun ho sakti hai?
bheem-mujhe to samajh nahi aata jyeshth itni dur gaye hai,unhone kuch khaaya bhi ya nahi
gu-ji ha unhone ladoo khaaye hai na
bheem-kya ladoo!!!!!!
gu-ha taje taje ladoo ban rahe the raaste mei to unhone khaa liye
arju-wo kanya bhi thi saath mei?
gu-ji rajkumar,usine kaha tha ki usse ladoo khaane hai
arjun-ab to hone waali bhabhishree se milna hi padega
precap:
bheem-sarva jyeshth bhrata karna yeh lijiye ladoo khaiye
kar-bheem mujhe nahi chahiye
bh-arre khaiye na..
and from a distance duryodhan is watching them
bheem-jyeshth kitne din huye hai aapko humara bhrata ghoshit hoke ,mai aaj aapko gale lagana chahta hu
and he hugs him tightly
kar-bheem mujhe saansa to lene do
sah-bhrata bheem ka aalingan kuch aisa hi hota hai,arre aap ladoo to kahiye jyeshth
kar-sahdev mai aaj ke din aur ladoo nahi kha sakta
pandavas(excluding yudhishthir)-aur ladoo?
bh-matlab aaj aapne ladoo kha liye hai jyeshth kab?
karna is confused now but has a slight blush on his face.😳