part 3:
ka-chaliye ab aap ghar jaakar vishram kijiye😃
vru-thairiye rajkumar,aap mujhe itni dur mere ghar tak chodne aaye isiliye dhanyavaad parantu aise hi mat jaiye kuch kha lijiye ya paani pi lijiye
kar-nahi wo..
vru-are yeh kya baat hui aapne aap itna mujhe chodne aaye,aise kaise jaane doo mai aapko?
kar-accha thik hai to phir paani de do
vru-ji andar aaiye,mata pita iss samay ghar pe nahi hai,pitashree apne karya mei vyast hai aur mata apni saheli ke ghar pe hai yeh lijiye paani
kar-shukriya
vru-aur yeh lijiye alu ke parathe
kar-vrushali ladoo se mera pet vaise hi bhar chuka hai aur upar se tum yeh..
vru-mujhe pata hai lekin aap raaste mei kha lijiye ga
kar-thik hai, mai kha loonga shukriya
and they smile at each other
kar-chalo mai chalta hu,tumhe yakin hai na ki tum ekant mei ghar mei surakshit ho?
vru-ji ha aur waise bhi mata ki saheli pados mei hi rehti hai
kar-thik chalo pranipaat
vru-pranipaat
at HP
bheem-jyeshth ab tak aaye kyu nahi?
nak-aa gaye wo
bheem notices duryodhan watching them
bhee-(whispers)accha to duryodhan yaha dekh raha hai,abhi batata hu😆😉
bheem-sarva jyeshth bhrata karna yeh lijiye ladoo khaiye😃
kar-bheem mujhe nahi chahiye
bh-arre khaiye na..
and from a distance duryodhan is watching them
bheem-jyeshth kitne din huye hai aapko humara bhrata ghoshit hoke ,mai aaj aapko gale lagana chahta hu
and he hugs him tightly🤗
kar-bheem mujhe saansa to lene do😲
sah-bhrata bheem ka aalingan kuch aisa hi hota hai,arre aap ladoo to kahiye jyeshth😆
kar-sahdev mai aaj ke din aur ladoo nahi kha sakta
pandavas(excluding yudhishthir)-aur ladoo?😲
bh-matlab aaj aapne ladoo kha liye hai jyeshth kab?😭😲
karna is confused now but has a slight blush on his face.😳
kar-wo aisehi raaste mei bhook lagi thi to kha liye
sahdev-arre bhrata karna aapke haath mei yeh kya hai?
bhee-hmmm isme se to badi hi swadishth mehek aa rahi hai
naku-bhrata bheem mehek kabse swadishth hone lagi?😆
bhe-jab wo khaane ki ho tab, dikhai na jyeshth kya hai isme?
kar-wo kuch khaas nahi
arju-to phir dikhane mei kaisi aapati?
bheem snatches that packed thing and opens it and says-hmmm aalo ke parathe kya baat hai jyeshth
yudhi-jyeshth aap swasth to hai na?
kar-ha yudhishthir mai swasth hu
naku-yeh aloo ke parathe kahase aaye jyesth
kar-wo raaste mei bhook bahut lag rahi thi to isiliye maine le liye
sahdev-matlab aap bhi bhrata bheem ki tarah khaane ke shaukin ho?
kar-nahi wo aisehi
arju-kintu aap the kaha?
kar-wo mai..
bheem interupts in between
bhe-bade hi swadishth hai jyeshth
pandavas-hum bhi khaenge
kar-arre par yeh thande ho chuke hai
bhee-jyeshth yeh aapne kaha se liye? iss waqt itne taaje GHAR ke jaise aloo ke parathe aapko kaha se mile? mujhe bataiye na kaunsi dukaan thi?
kar-wo...
kunti arrives and says-arre putro chalo ab sone ka samay ho gaya hai
karna-mutters under his breath mujhe aaj koi kuch bolne kyu de raha hai pehle wo aur phir yeh log
but this is heard by arjun and he smiles mischieviously
arju-wo?
kar-wo kya tum bhi na arjun!chalo mata ka aadesh hai ki humme so jaana chahiye kal pratakaal mujhe nadi tat par surya prathna karne bhi to jaana hai
pandavas this time including yudhishthir-nadi tat and they look at each other smilingly
kar-shubh ratri
bhee-arre par jyeshth uss dukaan waalese kehna ki aloo ke parathe ati swadishth the
kar-ha keh doonga bheem
next morning:
karna goes to do surya prathna and pandavas secretly follow him(excluding yudhishthir as he considers this thing adharma)
sahd-wo kanya ab tak aayi kyu nahi?
arj-pata nahi
then suddenly vrushali comes,she is wearing a pink dress (whatever dress they wear before marriage which is not exactly saree),her hair were clipped onlyo nce today
she had apllied kajal today and was wearing simple but beautiful ornaments today
when she comes the flower petals on the ground starts flying with her footsteps, she is wearing a payal today and so its making that sound when she walks
hearing her payal's sound karna along with pandavas turn in her direction
for the first time karna's heart skipped a beat just by her looks❤️
naku-yeh kaun hai?
arj-shayad wohi kanya hai jyeshth ko to dekho
kar-arre vrushali tum aaj itna saj dhajkar yahape?
vrush-pranipaat rajkumar wo humare mohalle mei ek pooja ka aayojan kiya hai aaj shravani somvar hai na isiliye to uss pooja ke liye humme ganga nadi ke jal ki awashakta thi
kar-accha
and she takes that water
vru-accha mai chalti hu
kar-thik hai,waise yeh pooja mei kya mai bhi shaamil ho sakta hu? main bachpan mei hua karta tha
vru-ji awashya aaiye na
bhee-dekho nakul jyeshth kaise bahane dhund rahe hai bhabhishree ke aas paas rehne ke
naku-ha bhrata bheem
arj-muje nahi lagta shivji ki pooja ke liye bhratashree aisa bahana nahi karenge
sahdev-shayad vo apni kul ki yaadon se ab tak bahar nahi aa paaye hai,bhabhishree unhe sut kul ki smaran dilati hongi
arju-yathaarth keh rahe ho sahdev
karna and vrushali are going towards that pooja and pandavas follow them secretly
suddenly both of them spot a young lady slapping a young boy
la-sharam nahi aati aisi baat kehte huye?
bo-mai kyu sharmau acchi lagti ho tum mujhe?
kar-yeh sab kya ho raha hai,looking at the guy now-kya kaha tumne inhe aisa?
boy-pranipaat rajkumar wo maine sirf yeh kaha ki mai inhe pasand karta hu
la-phir bhi
vru-raajkumar inhe jaane dijiye humme pooja ke liye der ho rahi hai
kar-thik hai vrushali
on their way (pandavas are still following them)
vru-bechari kanya
kar-kyu?bechara wo yuva bhi to ho sakta hai na?
vru-arre matlab uss kanya ko kya pata ki uske baare mei kaun kya soch raha hai?
kar-ha par uss yuva ki bhi kya galti?ab usse prem hai to hai
vru-prem mei har purush galat hota hai,kanyaye humesha samajhdaar hoti hai
kar-accha kyu purusho mei kya koi samajh nahi hoti?
vru-zaroorat se jyaada hoti hai
kar-tum bhi na! bechra yuva kitni zor se maara hai uss kanya ne usse
vru-uska bhagya accha tha ki usne aisi baat uss kanya se ki mujhse nahi
kar-(inquisitive to know now)kyu tumse karta to kya karti?
vru-fir to wo isse zyada maar khata
kar-KYA? tum purush ko marogi?😲😆
vru-zarurat padi to ha pata nahi kanyao ke baare mei kya sochte rehte hai
kar-tum ek kaam kyu nahi karti stri mukti aandolan shuru kar do
vru-ha awashya karungi ,arre stri hu aur stri purush ke baraabar ki hoti hai
kar-samaajh nahi maanta
vru-accha mujhe ek baat bataiye,manushya ko janma kaun deta hai?
kar-stri
vru-to hui na stri purush ke baraabar ki,agar wo janma hi na de to aage jakar nayi pidi kiss prakar nirmaan hogi,naya raja,nayi sena,naya vishwa
aur to aur stri aur purush dono hi ek dusre ki kamiyo khud ki taqat se pura karte hai to santulan banna rehta hai
kar-hmm tum sahi keh rahi ho
suddenly they realize they are engaging in a small tiff
vru-kshama rajkumar mai na thodi badboli hu
kar-hmm thik hai,waise tum bhi galat nahi ho apne hisaab se
aasha hai ki agar uska prem saccha ho to usse wo kanya ha keh de
vru-hmm..aur nahi kaha to uske nasib mei koi uske liye jo behtar ho likhi gayi hai
kar-tatparya?😕
vru-matlab agar aap kisi ko prem kare aur wo aapse na kare to samajh lena chahiye ki ye prakruti ka ishara hai yeh batane ke liye aapko kissi aur ne apni dua mei maang lia hai,aur uss insaan ki dua mei aapki dua se zyaada taakat hai😳
kar-aaj samjha ki draupadi ne mujhe mana kyu kiya tha!😉
vru-ji?kuch kaha aapne?
kar-nahi turning opposite of her direction and muttering jabhi sunna chahiye tab sunti nahi ho😆
pandavas are having a good smile on their face seeing all this 😉😃
now they reach the pooja
they do pooja and karna gets prasad for all 7 of them(pandavas,draupadi n kunti)
vru-arre mai to aapko puchna bhul hi gayi wo aloo ke parathe kaise the?
kar-wo maine nahi khaaye
vru-kyu bure the?
kar-nahi nahi wo kya hai na mere bhrata bheem ne wo khaaye ,usse bahut acche lage
vru-unse shukriya kahiega
kar-shukriya to maine tumhara karna chahiye tumhare karan aaj muje yeh pooja mei baithne ka sadbhagya prapt hua
vrushali smiles at that
and when karna is about to go,he stops suddenly and says-vrushali
vru-ji
kar-tumne thik kaha tha stri purush sachme ek dusre ki kamiyo ko pura karte hai aur wo..
vru-wo kya?
kar-tum aaj bahut khubsoorat lag rahi ho😉😳
a blush appears on vrushali's face☺️ and karna smiles seeing that😃
pandavas are really happy for karna
precap:
draupadi-kya baat hai arya aap sab bhi jyeshth bhrata ke saath soorya prathna ke liye gaye the?😊
karna-kya tum sab kab se mere saath ho?😲😲😲
pandavas-wo..(oh no!)🤢