thanxs yaar 4 ur lovely comments,but farah yaar ye to batao kii meri story mein aisi kya kaami hai kii 2-3 members ko chodke koi comment nahi kaarta,aur tumhari story ke to saab members deewaane hain.give ur expert tips yaar
now the next part-
kashsih-sujal,kya zarooraat thi tumhe unse aise itna laadne kii,wo bohot khatarnaak log the agaar tumhe kuch kaar dete to ,kya hota tumhare mummy papa kaa...kya hota mera.[she realised what she said,wo apni nazar jhooka leti hai]
sujal-kya kaar dete,jaan se maar dete naa.[smiles sarcastically].aur waise bhi kya farak padta main anaath hoon
kashsish-oh i am sorry[feelin bad 4 sujal].aisa nahi kehte ,main hoo naa tumhare saath
sujal gazes at her intensely
kashsi-[embaaraased,baat baadalne ke lie kehti hai]arre tumhe ro bohot chot aai hai,hothon se bohot khoon nikaal raha hai
sujal-[touching his chot]nahi thik hai
kashsih-arre,aise kaise thik hai.di aap ke paas koi antiseptic cream hai?
gauri-nahi sorry ,mere paas nahi hai
sujal-koi baat nahi i will treat this.[he goes 2 the bar thodi shaaraab apni chot pe laaga leta hai][imformation:shaaraab contains ethyl alchohol which is an anti-septic]
kashish-oh haan di main to bhul hi gai thi ,mere purse mein anti-septic cream hai.mai abhi leke aai
sujal-nahi koi zaroorat nahi maine trear kaar lia hai
kashish-chiiiiii.....tumhara wo ganda sa treatment[makin a face lik a kid]
kashsih brings the cream & gives it to sujal,paar sujal sahi jagah laaga nahi paa raha hai as he cant see kahan laagi hai actually.kashish sujal se cream chiin leti hai & starts applying on his chot
sujal is jst looking at her very intensely.in this process kashsih ko pata hi nahi chaala ki wo sujal ke kitne paas khadi hai.itne paas ki sujal uski saanso ko mehsoos kaar saakta hai.uski saanso ki gaarmaahat ko feel kaar saakta hai.
sujal-[in his heart]kitni khubsuraat ho tum kashsih....zaroor baane wale ne tumhe bohot fursaat se banaya hai.tum haasti ho to laagta hai maano zindagi mein khushiyon ke sivaa kuch nahi hai.aisa kya hai tum mein....jo main khud samaj nahi paataa....aisa kaunsa naasha hai jisse tumhe dekh kaar main sambhal nahi pata...kaun ho tum,kyun itni achchi laagti ho muje
tumhari saadgi,bholapaan,bachpaana ,innocense,hassi saab alaag hain.tum auro se alaag ho tum ek kashsih ho jo muje khich rahi hai...meri kashish ho.
kashsi-[applyin the cream]bohot dard ho raha hai?
sujal-[jst lookin intensely at her]nahi,bilkul dard nahi ho raha hai
kashsih-kaisa laag raha hai,zyaada jal raha hai
sujal[gazing at her]bohot achcha laag raha hai
kashsih sujal ki ankhon mein dekhti hai
tabhi pratham ka cell bajta hai & they both come to reality.
kashish-ye wo...ho gaya
sujal-thanxs
pratham-excuse me[goes to attend the phone]
there is an ajeeb sa silence between them.dono ek doosre se nazar churane ki koshish kaar rahein hai.tabhi pratham comes
pratham-gauri chalo humein jaldi chaalna hoga,its an emergency
gauri kya hua
pratham-humari factory mein aag laag gai hai,humein abhi jaana hoga
gauri-oh no,chaalo.paar....
pratham-paar kya
gauri paar kashish ko ghar bhi to chodna hai
pratham-sujal yaar plz tu kashsih ko ghar chod dena yaar,plz
sujal-ok no probs ,yaar u go
pratham ok thanxs,bye
they go
44