ok ill continue,waise i was in no mood 2 continue paar phir bhi....
pratham-sujal yaar plz tu kashsih ko ghar chod dena yaar,plz
sujal-ok no probs ,yaar u go
pratham ok thanxs,bye
they go
sujal[givin a sideways galance 2 kashsish]-chalein
kashsih-chalo[givin a sweet smile]
sujal goes agge agge kashsih goes pichche pichche
they reach the car.
kashsih-[thinks] wow kitni shaandaar gadi hai.
wo passenger seat ka darwaza kholne jaati hai,paar its jammed.she is struggling.sujal sees her struggling.wo door khol deta hai,in the process sujal kaa haath kashsih ke haath ko touch kaarta hai & there eyes meet 4 a second.paar jaab kahsish baithne jaati hai-
kashish-oh... ye saab..chii...kya hai[actually uski saari gaadi mein shaaraab ki bottles bikhri paadi hain]
sujal-[embarrassed,sharmaate hue]wo..ye...wo..main saaf kaar deta hoon[sujal cleans up the mess][pyaar mein bichaara naukaar baan gaya]
they sit & sujal is driving
dono naazre chura chura ke ek doosre ko dekh rahe hain.kashsih window kii taraf dekh rahi hai,to hide that she is blushing uncontrolably,aur sujal ka mood bhi bohot achcha hai.paar dono ek bhi baat nahi kaar rahe,baas kashsih sujal ko raasta baata rahi hai.
they reach kashsih home & sujal realises tht dhe is middle class.kashish gets off saying bye jaldi se to sujal.sujal bhi utharta hai.jaab kashish kuch kadam agge chali gai hoti hai-
sujal-kashish...[with so much intensity & depth]
kashsish-[mudti hai]haan
sujal-maat jao
kashsi-looks into sujal eyes [agaar koi aur hota to usse wo zor ka thapad maarti paar sujal ka yeh kehna pata nahi kyun usse achcha laga,jaise ki wo yehi sunna chahti thi]
sujal[realis wht he said]phir kaab milogi
kashish-pata nahi[naazre jhookake]
sujal-phone number
kashsih-5893691 [agaar koi aur usse ph no maangta to wo kabhi nahi deti paar usse aaj kya hua hai wo khud nahi jaanti]
sujal-[pocket mein haath daalta hai]ye mera card hai[gives it in kashish's hand]
kashish-bye
sujal-bye
kashsih-take care
sujal-u 2
kashish kuch kadaam jaati hai,sujal wahin khada hai,baas usse dekhe jaa raha hai.kashish realises tht sujal abhi taak gaya nahi
kashish-arre,tum abhi taak gae nahi,dont worry main darwaze taak akele chali jaungi
sujal-[intensely]muje pata hai,paar jaab taak tum wahan taak jaogi taab taak main tumhe dekh jo saakta hoon
44