Last PArt
Next Day Whole Naik Sadan was decorated with flowers. It was marriage day of Staya Naik and Antara
Satya Was getting Ready for the marriage. DM enter the room and see Satya.
DM- Satya tumhe thik lag raha is tarah Shadi karna
Satya- Koi mai 20 Saal pehle bhi tumhe meri antara se shadi karna thik nahi laga tha
DM- Satya KAl bhi tumne galat kiya tha aur aaj bhi. Is ladki ka sakal Antara se milta hai lekin yeh Antara nahi. Yeh tumse 20 saal choti hai kuch to reham karo
Satya- Reham aur tumhare muh se accha nahi laga Mai. Tum bhool gayi jis raghu kop ala us raghu ko tumne maar daala . Us samay tumne reham kiya. Apna mAa hone ka farz pura kiya
DM- US samay main eek naukar ko maara jo mera wafadar nahi tha lekin ab us baat ka 20 saal ho gaye hai. Tum koi is ladki se shadi karna chahte ho
Satya- Koiki yeh meri Jaan hai Meri Antara hai
DM_ agar yeh antara hai to tum bhool rahe ho jis din isko iska peechla janam yaad aayega us din who tumhe chod degi. Kya tum phir se usko maar daloge.or agar Antara ka janam hua hai to Raghu ka bhi janam hua hoga...
Satya remember that raghu only himself hand over the Antara to him. How its possiblenow that antara and raghu will remember their past lives.
DM- satya kahan kho gaye.bolo agar raghu aa gyaa to kya karoge
Satya- wahi jo maine 20 saal pehle kiya tha un dono ko maar daloga lekin raghu aur antara ko kabhi bhi do dil ek jaan nahi banae doga.
All these converstion was heared by Antara and she promised herself that is baar who aurr aghu do dil ek jaan ban kar rahege
At MAndap
Satya was sitting at mandap. Pandit ask to call Bride.
Antara was bought down by her mother and some of the basti people.
She sit beside satya . Pandit start oing ritual puja. Suddenly Antara stand and ask pandit to stop the ritual.
She bring one white cloth and according to the Marathi ritual she keep that cloth between her and satya. She ask satya to stand. Now only their eyes can be seen to each other throught hat cloth.
Antara- mein tumse shadi karogi lekin mujko tumse kuch puchna hai aur tum mujhe sach sach jawab doge.
Satya was shock to see antara like this and remember how antara sk same furious and angry way to raghu before their marriage.but saty control himself and nodded his head to ask
Antara- Kya tumne mere Raghu ko Maara tha
Satya- Kya ...Kya matlab aur kon raghu
Antara- tum mujhe jante ho aur raghu ko nahi jante
Satya- Haan mein kisi raghu ko nahi janta
Antara- tum raghu ko us raghu ko nahi jante jissey tum sab se zayada nafrat karte the. Jispar tum hamesha iilzam lagate the ki usne tumhari mai ko tumse cheena tha.
Satya- in anger- Antaraaa... Chup chap shadi karo nahi to...
Antara- nahi to kya satya mere maa baap ko maar daloge jaise tumne mujhe aur raghu ko maar dala tha.aur tumne kya socha ki peechle baar ki tarah tum mujhse dhoke se shadi kar loge.
Satya pulled that cloth down and pointed gun to her.- To tumhe sab yaad aa gaya hai na.
Antara- haan mujhe sab yaad aa gaya Satya NAik. Lekin is baar mein nahi tum maaro ge . is mandap mein is baar mera aur raghu ka shadi hoga
Satya- Accha ... tumhare aur raghu ka shadi .. to kahan hai tumhara raghu bola usko
Antara- jahan uski MS. KAul HAi RAghu bhi wahin hoga koiki raghu kabhi bhi apni Ms. AKul ko akele nahi chodega..woh dekho aa gaya mera Raghunath NAik... and she pointed towards raghu
Satya , DM and all other see towards that side.
They Cannot see any one but suddenly they heard the MO sound.DM and Satya they look each other.
Satya- Kaun HAi Samne aao
Samne to aao jao lekin kyat um mere samna kar payega.Mai is baar marne se pehle yeh nahi sochoga ki tumne mujhe paala hai. Isliye apne bte ko lekar yahan se nikal jao
DM- Raghu...nahi yeh nahi ho sakta yeh dhun to raghu bajaya karta tha...aur yeh awaz bhi...kahin raghu ka bhi dusra janam...
Raghu- Haan maim era dosra janam hua hai tum maa beta ka khatam karne ke liye
Satya- Agar tera janam hua to samne aao chup kar koi baat kar raha hai
Suddenly one sound come and they all see raghu jumping from top floor to the mandap... Now raghu was standing in front of Satya And Mai
DM- raghu...mere baacha
Satya- To tumhe bhi apna peechla jaanam yaad aa gaya. Lekin is baar srif tu maarega Antara ko is janam mein mera hona hai
Raghu holding antara hand- Antara hamesha raghu ki hai aur rahegi. Pehle bhi kaha hai"jo cheez mere hai who mere pass hai aur jo cheez tera hai who tere pass hai" and he kiss Antara hand
Now satya loose his temper and give one punch to raghu face.
Antara scream badly.. Raghuuu...
Now raghu was make himself ready and give satya one punch back to his face. And then one fly kick to him. Now Satya Fall Down . UPto now MachMAch also come and he join Raghu.
MM_ aa JAo Satya Ab tumhe hum dono bhai mil kar maarege.
After that donno know how many kick has been given to satya by raghu and satya
Suddenly one gun shot sound.
Raghu and Machmach stop and turn towards that Sound. They See DM holding Antara arm and pointing gun towards her
DM-ruk jao nahi to is ladki to mein phir se maar dalogi. Aur tum Antara jab jab tum mere bte ki zindagi mein aaye ho tab tab mere ghar mein halchal paida hua hai.
Raghu- Mai pechle baar tum kamyab ho gayi thi lekin is baar nahi peeche mod kar ek baar dekh to lo
DM turn back and see that whole basti holding stick,bat,jhadu metal rod and coming towards her
DM leave antara hand and says- dekho tumlog thik nahi kar rahe ho dekho tumlog ki palan har ho mein
One man- agar palan har hoti to tum pale hue bte ki jaan kabhi nahi lete. Tum maa nahi dayan ho and they all run towards her
DM and satya start running towards the road but they were blocked by basti people.they were about to kill them but raghu come and stop them
Raghu- agar inko marna hota to mein mar dete lekin nahi peechle jaanma mein jo mainegalti ki is baar nahi . Aslam bhai police le kar aa rahe hai inka ab kanoon saaza dege
Police come and arrest both DM and satya.
Antara- raghu jo kahini peechle jaanam adura reh gaya tha is jaanam pura karna hai. Chalo shadi kar lete hai
They both get married in the same mandap . All basti peoples give their blessing to them
MM- bhai ab yeh lo Kashmir ka ticket koiki wahan antara ki mamam,mami,ishaan aur mummy uska intezaar kar rahe hai . Maine unko sab saach bata diya hai.
Antara move towards her mother and father
Antara's mother- jaa beti jaa mere se pehle tupar tumhari us maa ka haq hai. Aur haan wapas aate samay apne pure parivar ko saath le kar aana hum yaha intezaar kar rahe hai.
Antara hug both of them .
Raghu- Antara chale
Antara- haan chalo jahan se kahini suru hui thi wahi par aaj hum khatam karege Kashmir mein
And they both say
Akhir hum ban gaye"DO DIL EK JAAN"
Hope frnds u all like my ending of this story. Please cmnt. Ur cmnt is valuable for me