Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 25th Sep 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 25, 2025 EDT
ROOM SERVICE 25.9
🏏T20 Asia Cup 2025: PAK vs BD, Match 17, A2 vs B2 - Super 4 @Dubai🏏
Hawt Geetmaan Moments 🔥🔥💋💋
DANDIYA NIGHT 26.9
Important Questions
Sameer Wankhede takes Aryan Khan’s series TBOB to Court
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 26, 2025 EDT
Quiz for BB19 Members.
OTT vs. theatre: which one do you prefer?
How Salman Khan Would Address You in Weekend Ka Vaar? Quiz
Abhira master planner of breaking Arman relationships
Daayra shooting begins - Kareena and Prithviraj
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs SL, Match 18, A1 vs B1 - Super 4 @Dubai🏏
Deepika shot for 20 days for Kalki 2, thought she was irreplaceable!
Two much Kajol& Twinkle- episode discussion / reviews
Official Trailer - Thamma - Ayushmann Rashmika
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Sept 2025
Besharmi ki sari hadein paar karegi Abhira- Media is catching up
Originally posted by: shamma92
Yayy...new update! Great scene...can't wait for the next part...please update soon!
Originally posted by: haribol79
Can't wait how Priya will confess her love..plsss update soon...
As soon as Ram finished his meeting he was getting ready to reach his home so that he could know Priya's reply he knew her answer but still he want to hear it from her but before leaving he went to Vikram's room
Ram:Vikram main aaj ghar jaldi ja raha hoon tu office dekh lena
Vikram:kya hua Ram sab kuch theek tho hai na
Ram:haan bus aise hi
Vikram could tell that Ram was going home specially for Priya but seeing Ram's eagerness in his eyes he didn't want to ask anything further:theek hai bye
Ram reached his room but Priya was not there he went down all others were watching tv dadi insisted ram to sit with them his eyes were scanning for Priya as he heard laughing sound he knew PRiya was coming so he turned in the direction of the sound Priya enterd hall talking with Rishabh he was looking at her Rishabh came and sat beside him Priya went and sat beside daadi Ram was trying to get sttention of Priya
Ram: Priya mera black colour ka file dekha
Priya: nahin
Ram: mere saath chal zara doondhgi
Priya: haan chalthi hoon lekin kya abhi doondh na hai
Ram: haan bahut important hai mujhe abhi chahiye
Priya: theek hai she was about to get up but daadi stoped her
Daadi: Ram puttar tujhe kabhi kabhi waqt miltha hai sab ke saath baith na thodi dheer
Ram: daadi woh file zaroori hai isiliye
Daadi: mujhe kuch nahin sun na tu mere saath baitega
Ram: theek hai and he looks at Priya suddenly he hears the song coming from tv Ram asks Rishabh to increase the volume
inteha Ho Gayi Intezaar Ki Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki
yeh Hamein Hai Yakeen Bewafaa Woh Nahin Phir Wajah Kya Hui Intezaar Ki
inteha Ho Gayi Intezaar Ki Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki
yeh Hamein Hai Yakeen Bewafaa Woh Nahin Phir Wajah Kya Hui Intezaar Ki
baat Jo Hai Uss Mein Baat Woh Yahaan Kahin Nahin Kissi Mein
woh Hai Meri Bas Hai Meri Shor Hai Yahi Gali Gali Mein
saath Saath Hai Woh Mere Gham Mein Meri Har Khushi Mein
zindagi Mein Woh Nahin Toh Kuchh Nahin Hai Meri Zindagi Mein
inteha Ho Gayi Intezaar Ki Aayi Na Kuchh Khabar Mere Yaar Ki
yeh Hamein Hai Yakeen Bewafaa Woh Nahin Phir Wajah Kya Hui Intezaar Ki
He looks towards her she just lowers her eyes not knowing what to do in front of all family members
Rishabh: bhai aap ko kab ne songs mein interest aa gaya hai
Ram: nahin yeh song acha hai aur situation mein bilkul fit hota hai na bus isiliye
Rishabh: matlab mein nahin samjha
Ram: kuch nahin tu gana sun na
All have dinner Priya was serving everyone then she sat opposite to him during the dinner he was looking at her but Priya was not looking at her this irritated him so he came back to his room without completing his dinner he made excuse that he was not feeling hungry and he had an important presentation to make and he excused himself all were surprised to see this behavior of Ram, he was preparing presentation as he needed some information he went to cupboard to take the pendrive but there was a note for him on the door
"Waiting for you on the terrace"
He rushed to the terrace immediately saw that it was dark he switched on the lights to his surprise he saw the same cards on which he has written his message to Priya about his love but he saw something else was also written on it so he went close to it and saw that there was her response written on it he was so happy
"I LOVE YOU TOO WILL BE YOURS FOREVER"
Then he looked around Priya was not there he went back to his room as he entered the room he saw the room was dark and on the table there were candles he heard noises from the wash room so he knew Priya was there so he locked the door and went to the table where there was cake on which it was written
"I LOVE YOU RAM"
He went towards the bed and sat quietly Priya came out saw that Ram was sitting on the bed and he didn't touch the cake
Priya:kya hua Mr.Kapoor aap ko cake pasand hai na tho phir
Ram: cake... cake kahan hai
Priya: kya aap ne nahin dekha
Ram: nahin kyun
Priya: maine table par hi tho rakha hai na
Ram: ohh table par
Priya: aap nahin khayenge
Ram: nahin mujhe nahin chahiye
Priya: par aap ko tho cake pasand hai na
Ram: haan pasand hai par mujhe nahin khana
Priya: lekin maine specially aap ke liye banaya tha
Ram: tumhe cake banaya aata hai
Priya: haan maine eggless cake banaya hai ghar par bhi kabhi kabhi banalethi hoon
Ram: really... thanks par mujhe abhi nahin kahana
Priya: kya hua hai Mr.Kapoor aap aise kyun baat kar rahe hai
Ram went towards Priya: maine tumse subah kuch kaha tha na tho phir uss ka jawab...
Priya: woh... aap terrace par gaye the na tho phir
Ram: haan gaya tha lekin waha bahut andera that ho main wapas aa gaya tha
Priya: aap ne waha pe kuch nahin dekha she was moving back till her back hit the wall
Ram: nahin kyun waha pe kuch tha he kept his hands on both sides and was looking into her eyes
Priya: nahin..
Ram: nahin... nahin na tho phir kya hua
Priya: nahin tha...
Ram: kya tha...
Priya: wahi jo cake par likha hai
Ram: cake par kya likha hai
Priya: woh woh...
Ram: kya hua Priya kya likha hai cake par
Priya:aap bhi pad sakthe hai na
Ram: haan main pad saktha hoon... par mujhe tumse sun na hai cake par kya likha hai
Priya: mere zindagi mein aane ke liye thanks meri zindagi aap ke bina adoori hai
Ram: par cake par tho ye nahin tha na
Priya: haan ye nahin hai woh cake par itni jagah nahin hai na' par' par aap ko kaise pata hai iska matlab aap ne dekha hai
Ram: haan... dekha hai main andha thodi hoon
Priya: aap ne agar dekha hai tho phir kyun pooch rahe hai
Ram: kyun ki mujhe cake par jo likha hai woh tumse sun na hai
Priya: kyun... main nahin kahongi
Ram: arreh yeh kya baat huyi
Priya: main kyun kahu
Ram: Priya kya hai yeh yaar cake par tho likha hi hai na tumne' tho ab kehne ke liye tum aise kyun kar rahi ho
Priya: kyun ki aap ne bhi tho nahin kaha tha na subah
Ram: nahin maine kaha tha tumne nahin suna hoga
Priya: nahin maine suna aur mujhe yaad bhi
Ram: really
Priya lowers her eyes: aap ne nahin kaha
Ram: theek hai tho abhi keh deta hoon he put hair behind her ear with a finger and said "I LOVE YOU" and waiting her to say
Priya: "I LOVE YOU TOO" her cheeks were turning red
Ram's couldn't believe that her simple act of her cheeks turning red would make his heart to skip a beat he caressed her cheeks in her nervousness she unconsciously bit her lower lip.Ram looked deeply into her eyes and then her lips he bent down to touch her lips as she responded he deepened the kiss he was pouring his heart in his kiss telling her what she meant to him it was becoming difficult for Priya was unable to stand she caught his shoulders for support Ram inturn put his arm around her back to support her to stand.After a while when they broke apart Ram looked at her she lowered her eyes kept her head on his chest he held her close to his heart
Ram: Priya thanks mere life mein aane ke liye
Priya: thanks to you too and he looks at her then he again bends down to touch her lips as he was about to deepen the kiss but there was a knock on the door it was Vikram he didn't was to open but Priya forced him to go so frustrated to went to the door to open it
Vikram: Ram kal ke meeting ke presentation ke liye jo information chahiye tha woh file tho mere pass hai
Ram: theek hai de idhar
Vikram: kya hua tu aisa kyun kar raha hai
Ram: kuch nahin
Vikram smiles: main chaltha hoon phir he about to go but turns and says: sorry disturb karne ke liye and he leaves
Ram saw that Rishabh was coming towards their room, he was cursing under his breath for the disturbance
Ram: ek kaafi nahin tha jo dusra bhi aa raha hai but Rishabh was stopped by Vikram and they both went down while going Vikram turned
Vikram: Ram tu jo kaam kar raha tha na usse continue kar, tomorrow's presentation is my responsibility he gave him a thumbs up and went way.Ram enters his room with a confused look
Priya sees Ram's confused expressions: kya hua Mr.Kapoor aap kya soch rahe hai
Ram: kuch nahin
Priya: matlab' Vikram aaya tha na tho kya kaha usne
Ram: pata nahin bahut ajeeb behave kar raha tha
Priya: kyun and Ram was thinking about what Vikram so he didn't give any reply just then Priya's eyes fall on the cards on which both Ram and Priya wrote their message to each other
Priya: aap upar gaye the na tho phir kyun kaha ki aap ne kuch dekha nahin
Ram: kyun ki maine bhi wahi kiya jo tumne kiya
Priya: matlab
Ram comes and hugs her from behind: matlab tumne dekha tha na mere message phir bhi chup thin a isiliye main bhi chup tha
Priya: this is not fair
Ram: aur tum ne jo kiya woh fair tha kya arreh Priya tum yeh batao kit um jab bahar aayi tho power chala gaya tha tumne kaise dekha
Priya: main jab principal se baat kar rahi thin a tab maine window se dekha tha aap ko baccho ke saath tho mujhe samaj mein nahin aaya ki aap baccho ke saath kya kar rahe the isiliye main window ke paas aa kar dekha tho mujhe aap ka message mil gaya tha
Ram: jab tumhe pata tha tho tumne kyun jawab nahin diya
Priya: kyun ki mujhe aap se sun na tha Mr.Kapoor
Ram: acha Mrs.Kapoor
Priya: aaj aap kyun mujhe Mrs.Kapoor keh rahe hai
Ram: kyun ki tum mujhe Mr.Kapoor keh rahi ho ha
Priya: par mujhe bahut ajeeb lag raha hai
Ram: mujhe bhi ajeeb hi lagta hai jab tum mujhe Mr.Kapoor kehthi ho tho
Priya: pelhi bhi tho kehthi thi na aaj pelhi baar thode hi keh rahi hoon
Ram: pehli baar nahin kaha hai lekin humare pyar ke izhaar ke baad tho pehli baar hai na
Priya: woh tho hai
Ram: aaj se balke abhi se jabhi tum mujhe Mr.Kapoor kahogi tho main tumhe Mrs.Kapoor kahunga
Priya: tho phir main aap ko kya kaho
Ram: main tumhe kya keh har bulatha hoon
Priya: aap mera naam hi tho lethe hai na
Ram:tum bhi wahi karo and bends and starts kissing her on her neck
Priya feels shy so she tries to deviate him:woh... Mr.Kapoor Vikram kyun aaya tha
Ram remembers Vikram's words: Mrs.Kapoor pata nahin sorry kahan phir keh raha tha main jo kaam kar raha tha na use continue karu mujhe kuch samaj mein nahin aaya
Priya turns towards Ram shyly she raises her hand and points to him: woh...
Ram looks all confused: kya hua
Priya: aap ke...
Ram: mere kya...
Priya: lipstick
Ram: kya lipstick
Priya: lipstick hai
Ram: Priya tum pagal ho gayi ho main lipstick nahin use karta
Priya: jaanti hoon Mr.Kapoor
Ram: phir kya hai Mrs.Kapoor
Priya: aap ke hoonto pe lipstick hai
Ram: lipstick... kaise he tries to erase it but was unable to
Priya wipes it off with her hands: chala gaya Mr.Kapoor
Ram who closed his eyes at her touch opens: thank you Mrs.Kapoor
Priya: aap please mujhe Mrs.Kapoor mat kahiye
Ram: tho tum bhi mujhe Mr.Kapoor mat kaho
Priya: tho phir kya kahu
Ram: mera he traces his hand on her lips
Priya: aa... aapka na... naam le.. ka..kar
Ram: acha lipstick chala gaya
Priya: haan chala gaya Mr.kap... nahin Ram
Ram: thanks waise bhi lipstick mita kar kya faida
Priya: matlab
Ram: matlab abhi phir se jo lagne wala hai before Priya can say anything he kisses her
this is the last part next one will be on some other random scene do let me know my mistakes so that i can improve myself