Haqq Tum Pukar Lo
Tumhara Intezaar Hai
Tum Pukar Lo
Khwaab Chun Rahi Hai Raat Beqarar Hai
Tumhara Intezaar Hai
Tum Pukar Lo
Honth Pe Liye Hue
Dil Ki Baat Hum
Jaagte Rahenge
Aur kitni raat hum
Muqtasar Si Baat Hai
Tum Se Pyaar Hai
Tumhara Intezaar Hai
Tum Pukar Lo
Dil Behal To Jaayega Is Khayal Se
Haal Mil Gaya Tumhara Apne Haal Se
Raat yeh karar ki bekarar hai
Tumhara interzar hai
Movie : Khamoshi
Zamane ke banaye rishton ke dayare hote hain
Waqt aur halaat ke saath badalte rehte hain
Dil ke rishta sagar ki tarah hota athah, aseem, anant!
Kumud's letter to Saras - beautiful
And when there is even a shadow of trouble over Kumud
Saras will be there for her
The conversation in the market - hai Mera dil
Aaj rok liya Kumud ne pyaar ke haq se
Ab nahi ja payega Saras, apne pyaar se door
Kusum Saras convo was beautiful,
But she confuses me, is she in love with Saras ?
Was she talking about Kumud and Saras only
Or was there an unfulfilled longing there?
Aur SD Maiyya - the less said about her the better
Alak bravo, if you couldn't fight for yourself
It's good to see you taking up cudgels for Kumud
Aur prammy chor, badmash, he did what rascals like him do
I hope now sd will open her eyes
The best scene was the terrace scene - the three sisters
Kumud untangling the dove, applying malham and setting it free
The bird soars free and fine, and Kumud's heart soars with it
At the precise moment when pramaad is burning down her chance at happiness to ashes
Kya doon aaj ke epi ko - 8/10
Aur gauti dikra ko kya doon - 9/10 aur bahut saara đ¤
Dekho dekho hamara saraawatichadra laut aaya hai