Humeira: Zoya, mere Ayaan ka bharta bana rahi hai.
Razia: Haaye Allah, ye dono khule saand ki tarah lad q rahe hai?
Shirin: Sab kismat ki luck hai, isme kya shaq hai? Ab Nikhat humesha khush rahegi apne sasural me.
Badi Bi: Jhagda pyaar ko badhaata hai.
Ayaan: Mona, maine holi me tumse sahi kaha tha ki main chaahta hu ki bhaijaan ki saari musibat mujhpar aa jaaye par ye waali na aaye.
Zoya: Rabert, jo main tumhaare saath kar rahi hu vo trailor hai. Mr. Khan k saath poora film karungi.
Ayaan, Humeira, Razia, Shirin, Badi Bi: Kyaaa???????????????????????