ACP - Sun ne mein aaya hai ki tum dono aaj kal ek saath investigation nahi karthe .. kya baat hai ?
Daya :- Sir ismein humaari galti nahin hai .. humein milne hi nahi deth .
Abhijeet : Haan sir .. humein ek ek paltan padka di aapne .. aur khud bhi gaab rehte hai ... ab hum kya karein .. ?
Waise toh humaare fans bhi dukhi hai iss baat se
ACP :- Accha yeh baat hai .. toh kya firse attention ke liye FW waale hum mein se kisiko hospital pahunchaayenge ?
Daya :- Sir lagtha toh yahi hai aur ...
ACP :- Aur ? Aur kya Daya haan ?
Abhijeet : Daya ki baari ho gayi aur meri bhi matlab ...
ACP :- Nahin nahin ... mujhe mat phasaana ... iss se accha hai hum apne fans ko hasaake show ki taraf waapis kheenche ..
Daya :- Par yeh kaise sir ?
ACP : Gaana gaake .. 😉
Abhijeet :- Sir kaunsa gaana ?
ACP :- Kuch emotional nahin gaa sakthe wara fans kahenge bahut 'stratopheric tha' aur na aajkal ke gaane gaa sakthe hai.
Yeh kahaan phasaa diya FW ne
Daya :- toh sir hai na humaara apna gaana 😉
and the 3 hum .. "ya dil ki suno duniya waalon .. ya mujhkko abhi chup rehne do ... main gham ko khushi kaise keh doon ... jo kethe hai unko kehne do .. "