Naina: hamm.. bolo Daksh
Daksh: tum bahut takat dikhaya jab Abhi us ledki ki ungali par anguti pahne mein... iska matlab tum us baat mein itna pareshaan nahin hai. yaani.. tum bilkul teek ho...
naina: mein ne kaha na.. mujhe koyi farak nahi padtha... muje sirf ek baat mei afsos hai ki mein uska proposal ko han keh diya .. sirf eh sochkar woh muje pyar karta hain.. Meine socha agar muje pyar karnewala ho to woh hamesa mera saath rahega.. par sab galat tha.. mera faisla aur mera viswas.. dono.. phir... muje mera dil ki baatem samach paayi.. tumhe pata hai. uske baat bhi mein uske liye mein apna feelings ko bhoolne ka thaiyar huyi...
Daksh: Dil ki batem...?
Naina realises what she said.: Woh sab baatem chodo..
Daksh: Accha to ek baat batao... abhi bhi tum ghar chotkar jaana chahte ho?
naina: hah...
Daksh: Kyo? abhi abhi tumne keh diya ki tum bilkul teek ho... to ghar mei kya problem hain? agar tumhe koyi prob nahi to tum ghar kyo chodthe ho?
Naina: Mujhe jaana hai...
Daksh: to tum choot bol rahi thi ki tumhara tang udtha hain ghar mein... tum ne ghar chotne ka faisla kisi aur kaaran se le liya tha.. bolo.. kyo aisa faisla le liya?
Naina: kyo ki... mera jaana teek hoga..
Daksh: Matlab...?? Tum batem saaf saaf se kyo nahi batate ho? tum mujse kuch chupa rahi ho? batane mein darte ho?
Naina: darrr.. my foot... mr KP. Kyo.. kyo mein tumse chupana hai?
Daksh: phir kyo batate nahi..?? hanh??
Nina becomes silent and speachless.. she understood he trapped her... Then softly tells: woh.. hum dono ke liye wahi accha hoga Daksh...
Daksh wonders.. : Naina???!!!
Naina: Soch lo... wahi teek hoga...
Daksh: Mujhe samaj me nahi a raha... [he feels bad in hearing it] bolo naina.. tumhara kehnae ka matlab kya hai?? [He holds her and shakes]
Naina tells with tears: Abhi kisi aur ke saath rahna mein dekh sakti hoo. par... tum.. tum (pauses) mein dekh nahi sakthi, Daksh...
Daksh wnders.. shocked.. he cannot understand whether he needs to cry or laugh... but then he understands what and why she told..