parvin ne pucha happy ho na acha kya bat ki mane kaha aap ko kyu batao
parvin bhut hi acha h usne mujhse kaha ki aap ko show ke bare m janna h to aap kabhi bhi mujhe phone kar sate h hum to yaha shoot karte h dekhate rahte h
vo mujhe batata h ki aap humne ye part shoot kiya aaj ye huya sab kuch batata h
kal hi usne bataya ki pratigya ko sapna aata h ki krishna gadde m gir jata h pratigya krishna ki botal pakdti h ...
parvin mujhe ek acha person lagta h aur mujhe us se bate karna bhut hi acha lagta h
parvin bar bar kahta h ki aap mumbai aa jaiye m aap ko unse mila dunga aap aaiye to sahi
m yahi kahti hu ye possibale hi nahi