zara dimaag ki batti jala lo
jo pagal huye hai un fans ki zara gyat karo bechaini
na koi sikh na koi maratha hum sab hai geetwasi
saath kheli holi deewali..ab toh karwachauth bhi hai manayi phir bhi tumne cvs maneet ki SR nahi dikhayi
saans thamti gayi nabz jamti gayi phir bhi maneet ki SR ke liye dhadakte dil ko na rukne diya
kar chale hum fida jaano tan maneet ki SR ke khatir CVyon
ab tumhare hawale hamari zindagi CVyon
hope you guys like it😊
58