The cute photos of God shree krisna.
Maakhan chorr hai aayo
Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo
--------------------------------------------
"Shri Krishna Govind Hare Murare, He Nath Narayan, Vasudeva, Tribhvan Ke Swami, Sakha Humare, He Nath Narayan Vasudeva, Aapki Janamashtmi ki hardik Shubhkamnaye'
--------------------------------------------
Pavitra parv aaj ka din hai
Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam mahre kisna ne
jake liye sarvatra brahmand prassann hai
Jai kisan jai kisan
Jai gosh se vishva dhanya hai
--------------------------------------------
now i was thinking that since we all had independence day and rakhi special in dv than why not janamashtami special and i wanna see rt and mc dancing😆
i know i'm too much