Originally posted by: Apurvachanda90
Baa vanraj pakhi Toshu ko wahi savage kyun nahi dikhati to Kapadia Mansion main dikhati hai. Bas issi se idea le lo yei kaisi hai.. Hindi main kehte hai naa ke izzat ras nahi aati.. Wahi hal hai devi ji ka
Ye kya baat hui....Maid thodi na maalkin ko kuch bol sakti hai. Pagar kat gayi toh. Oh wait I forgot ye toh unpaid maid hai.
Jisse sirf kaam karvaya jaata hai while they all rest and jab ho jaaye tab 2-4 gaali aur baddua de dete hai