“Muje sab sab sab chahiye “ aisa bada itra kar deviji ne rakhi and barkha ko kaha tha kaha tha 🤡🤡🤡
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se sabse unique pregnancy wali kinjal ko sulate sulate deviji ne pati-patni ka rishta bhi sula diya🤡
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se anath bin maa baap ki pari ka naamkaran toh ho gaya lekin pati patni ka rishta PARALYSED ho gaya jab pati already paralysed tha🤡
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se baa ki khichdi banate banate deviji ne pati patni ka rishta jala diya 💀
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se anath bin maa-baap ki pari ka bukhar utarte utarte dadi ne pati patni ke rishte mai cancer faila diya🤡
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se chameleon bete ki nurse bante bante deviji namesake foster beti ko paane ka challenge bhul gayi 🤡
Aisi zid ki muje sab sab sab chahiye ki wajah se apne chameleon babies ko rang lagate lagate deviji ne pati ke sindoor ka rang dho dala🤡
Ladki 21 ki ho yah 51 ki, sab sab sab chahiye ki zid kisi bhi shaddi ko jala sakti hai 🔥
Yaha dadi ki shaddi hui isiliye shaddi nahi jali hai, dadi ko sab sab sab chahiye aisi zid thi isiliye shaddi jal gayi 💥
So lesson is sab sab sab chahiye ki zid shaddi ko tabah aur barbaad kar sakti hai so aisi zid na kare aur apne life partner ko kabhi secondary treatment na de kisi kisi kisi ke bhi liye 🙏