Dekhte hain kal, kya hota Hein. Dev kuch bhi kar sakta hein. Confession waale din Amba ko dee guldasta , aur Vidhi ko dikhayi Umra ki Seema ke darpan. Phir hath pakde , aansu ponche aur chale gaye. Aaj toh tareef bhi kee. Aakhir Kaagaz Man kya dikhana chahte hein đ¤đ¤đ¤Puri tarah se Dev confusion aur cuteness se overloaded insan hein