Originally posted by: ValleyOfPeace
“Kya tumhen pata Hai Shiva? Main aksar baba ke saath mele mein jaati thi! Woh mujhe neeli chudiya leke dete the. Blue mera favorite color hai na! Isliye! Mere paas itni saari blue choodiyan jama ho gayi thi!” Reshma laughed. Shiva smiled at her as he cleaned the shop. She was sitting on the counter. She had helped him in his work and was now taking a break.
“To tujhe mele pasand hain!”
“Bahuuuuutttt! Baba ke jaane ke baad main bhi nahin gayi. Bahut yaad aati hai na unki. Toote dil ke saath koi duniya ke mele nahin enjoy karta Shiva.” Reshma sighed. Shiva lowered his head and then his eyes brightened.
“To fir tujhe paas wale mele mein main leke jaaunga aaj! Chal!” He declared and asked Kaka to keep watch as he rushed out.
“Arre Sun to!” Reshma ran out too.
And thats how ten days after Reshma came to them, Shiva and she found herself in a fair. Raavi who had followed them watched them and made sure this girl didn’t cross her limits. But till now she had found Reshma to be a sensible girl. Reshma had tried to befriend her too but Raavi just couldn’t accept her.
And after lots of laughter, rides, cotton candies Shiva and Reshma stopped before a bangle stall, where Shiva chose simple blue bangles n gave it to Reshma.
“Ye le. Blue choodiyan. Dosti ka pehla tohfa meri taraf se!” Shiva said.
Reshma smiled tearfully but accepted it, missing her baba fiercely.
“Thank you.” She whispered. Shiva shook his head and they began to walk towards home. “Pata hai Shiva? Baba ek aam insaan the. Mama se shaadi arranged hui thi. Mama bahut modern thi. Baba ne padhayi poori nahin ki thi. Unhone bas chota mota business start kiya tha tab. Aur shaadi ke baad mama ko bahut adjustment karne pade. Mama ke friends aur kuch relatives ne bhi baba ki bahut beizzati ki par baba ne kabhi iska bura nahin manaya. Mama ko itna chaha ki saari dunya khud bakhud hi shaant ho gai. Aur fir main aayi aur mujhe unhone ek princess ki tarah pala. Aaj unhe dunya unki padhayi ke liye nahin par unki saadgi aur unke hadh se zyada pyaar ke liye yaad karte hain. Mujhe tum mein unki chavi dikhti hai par tum khud ko kaafi nahin smajhte. Bas yahi difference hai.” Reshma told him. And then took his palm and placed a locket over it. A new rudraksh. “Dosti ka pehla tohfa! Meri taraf se...”
She told him.
Kabhi zindagi mein aaao
Kabhi mujhe apna banao
Main khushboo ki tarah tujhe sanwaroon
Tum meri duniya mein chao...
This is beautiful, Maahiii! ❤️❤️😍