Originally posted by: AnnieSKaur
Lagta gai hai tujhe ye dhabbewala andhinaagin se zyada pasand aaya hai😆
Aaaa...thuuuu...itne bure din nahi aaye ki doodhwale ko pasand karun🤢
@Bold- Ha justify toh karta hai apna villainy par at the end uska bhi "popat" hi ban jata hai andhinaagin ki tarah😆
Ek hi biraadari ke hai, itne buddhi ke dhani hai na, dono Naga aur Naagin, ki apne buddhi pe doubt hota hai, ki kya soch kar hum inko jhelte haiYe Veeranshu Singhania ke pyaar ne maar diya re humko