The next two days in oberoi mansion all are busy in searching a lawyer.
Tej- Kya yaar ek bhi lawyer nahin mil raha hai. Pata nahin kya ho gaya iss country ke lawyers ko.
Shiv- Pata nahin bade papa. Agar esa hi chalta raha toh hum om ko kese bacha payenge.
In meantime Rudy and anika come there.
Shiv- Koi lawyer mila tum dono ko.
Rudy- Bhaiya hum lawyer ke office main toh gaye the par..
Ani- Par uss lawyer ne bhi mana kar diya.
Shiv- Ohh acha yehi umeed thi.
Tej- Tum logon ko pata hai prosecution ke taraf se koun case ladh raha hai.
Shiv- Koun??
Tej- Woh one of the top class lawyer Mr. Sekhawat. Unka track record hai ke aaj tak koi bhi case nahin haare hai.
In Mr. Sekhawat's office,
A man in his mid forties is sitting in his cabin. A servant comes.
Servant- Sir aapse aapke client Ms. Ridhima aapse milne aayi hai.
Sekhawat- Unhe andar bhej do.
After some time Ridhima comes there.
Ridhi- Hello Mr. Sekhawat. (She shook her hand with him)
Sekhawat- Hello Ms. Ridhima.
Ridhi- Aap ko toh yaad hi hoga ke kal Omkara Singh Oberoi ke case ki court main hearing hai.
Sekhawat- Hna hna bilkul yaad hai ridhima ji.
Ridhi- Toh kya progress hai.
Sekhawat- Aap un sab ke baare main jyaada sochiye mat. Saare saboot omkara Singh oberoi ke khilaf hai. Ye case toh pakka hum hi jitenge. Par yaad rakhiyega ke sab se bade witness aap hai.
Ridhi- Hna Mr. Sekhawat yaad hai. Kal main court time pe pohonch jaungi. Toh thik hai Mr. Sekhawat ab main chalti Hun. Meet u tomorrow.
Sekhawat- Ok.
The next day all the oberois headed to the court. They reach there and see omkara with the police and handcuffs. The oberois become emotional to see omkara in such a state.
They go into court room and sit in the front raw.
Rudy- Bhaiya koi lawyer mila.
Shiv- Nahin Rudy.
Ani- Shivaay... Ab kya hoga.
Shiv- (sigh) Mujhe nahin pata ani.
Shivaay's pov- Haar gaya main. Puri tarah se haar gaya. Aaj main itna majboor Hun ke apni bhai ko bacha nahin paa raha Hun. Aaj ye great wall of Shivaay Singh Oberoi toot gaya.
Meantime a girl comes with veil and sit in the second raw opposite to the oberois. At last the judge come and ordered to start the hearing.
Sekhawat- Ur owner main prosecution ke taraf se iss case ko ladhunga.
Judge- Ok Mr. Sekhawat. (To omkara) Aap ke taraf se koun case ladh raha hai Mr. Oberoi.
Omkara looks towards Shivaay in a questioning manner. Shivaay nodded in no.
Sekhawat- Ur owner lagta hai ki inhone apni gunah qubool kar liya hai. Isiliye toh inhone kisi lawyer ko appoint nahin kiya apne taraf se.
Judge- Kya yeh sach hai Mr. Oberoi. Kya sach main defense ke taraf se koi lawyer nahin hai.
Suddenly a voice says, "Ur owner, main hun inka lawyer."
All the people present in court room turn towards the voice. The veiled girl becomes shocked.
Veiled girl- Didi.
Omkara looked at the owner of the voice with shocked expression like the earth under his feet has slipped. Many memories revolve in his mind within the second. His eyes become moist because of the tears. At last only one word could escape from his mouth, "Gauri".
.
.
.
.
.
.
.
Hello guys. So this is the end of the chapter 4. Tell me friends how is this.
Love from,
Shruti...