Mental Magic Strikes like Thunder
(All 3 Parts Till Now)
Part 1
Well yeh kahani wahan se shuru hoti hai jab main sara ko magic karti hon aur magic back fire hota hai aur phir jo asar hum par hota hai woh...😆
Enjoy!!!😆😆😆
Magic Begins
...:::Ika:::...:
well good for u...par meri toh koi hadh nahi..ab tak toh tum yeh jaan gayi hogayi hogi😳..par mere saath reh reh kar tum bhi mere jitni romantic hojaogi🤣(GURANTED)😆😳😉
Sarah...:
🤣🤣 tumhare aur tumhare romance ke bare main to main bohot achi tara se jan gaye ho 🤣
hmm chalu dekhte hain..tum tumhara mission complete kar pati ho ya nahi that is making me romantic😳😳😆
...:::Ika:::...:
well mujhe apne app par pura bharusa hai, aur baqi ka kaam PP kar deinge 🤣...well tumhe kuch kehna hai (before/after wala na)🤣
Sarah...:
🤣 challu dekh te hain...
naho mujhe kuch nahi kehna😉
...:::Ika:::...:
theek hai, par I'm sure after mein zaroor kuch kahogi...😉ofcourse mera shukriya aur tareef karogi😉
Sarah...:
🤣 hmm wo to hain 😳😉
Sarah...:
A true PP fan..thats what i should call you..u hve gonna crazzzyyy over them !!!!
pata hain i was writing the answers and i just thought abt pp and my hand strted shaking and i by mistake closed the window 🤣
...:::Ika:::...:
🤣omg..same haal like me..I was replying ur post aur PP ke bare mein soch rahi thi ke video links paot hogaye tumare reply ki jagah🤣
Sarah...:
dekho mujhe skool ke chotiya main bhi itni padai karni parti hain 🤣🤣🤣
...:::Ika:::...:
🤣haan toh acha hai knowledge badegi..HUMARI🤣
Sarah...:
🤣🤣main itni padai karti ho lekin sab knowledge to tum log ko milti hain 🤣
...:::Ika:::...
🤣omg...this is aoo funny. I know padhai tumne ki aur phal hume mila🤣par jab maine ki thi tab phal tum logon ko mila tha🤣🤣
Sarah...: Yes! your right..dekha itna hard work kya tha tum ne aur sari knowledge hame mili..🤣 tum sari padai hamare liye kar rahi thi..to jab asli ka exam ho na to tum mere liye padna aur exam dena phir report card main A's mere..theek haina?🤣
...:::Ika:::...
dekha Guranted jo tha😉Ika's magic humesha guranteee wala hota hai, I dont do fakes😉dekha na...aik din mein yeh haal hai toh kaal kya hoga socho?😆😉
Sarah...:
ika ka magic to zabardast hain 🤣bilkul guranteed hain 🤣🤣dekh te hain kal mera kya hoga 🤣
Mere ankhon me abhi dard ho raha hain kyun ke 3 hrs se comp pe bethi howi hon..😆😳
...:::Ika:::...
I kn0w ika's romance magic always works on every1 and vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv fast🤣u r the result😉
...:::Ika:::...
omg....................🤣his is soo funny..yes..mera jadu chal gaya👏
🤣🤣🤣Screamed PRAVINA🤣
duffer dream toh yaad rakhti😆😆 ab socho aur batao
Sarah...:
🤣abhi mujhe subha se zyada hansi aarahi hain...yaar socho agar koi hota kamre main..kya pata meri maid hoti aur main tab pravina cheek thi..🤣🤣🤣mere say hansi band hi nahi ho rahii...
main subha se hi koshish kar rahi ho ke dream yad ajay..mujhe itna pata hain ke pravina ko kuch hone wala tha isi liye mene pravina chikha🤣🤣🤣
...:::Ika:::...
🤣hans hans ke pagal hogayi hon main..thankgod main aisa nahi karti🤣🤣warna meri sis toh jaan leleti meri sawal kar kar ke🤣...omg..maid🤣🤣🤣woh kaam chod kar bhaag jati kehke es ghar mein pagal rete hain🤣ajj raat ko tumhe romantic dream ayyega...mere scenes padho phirse...phir unka asar dekho🤣🤣🤣...
aur haan ajj raat ka drwma mat bholna..
omg..PRAVINA🤣
Sarah...:
🤣please bass karoo...main paglo ki tara hans rahi hon..achi bat hain ke abhi kamre main koi nahi hain...yar agar tumhare saat aisa ho to kitni maza aii gii...😳
bechari maid itna dhar jati ke wo kabhi wapis hi nahi aati 🤣
After SIDE EFECTS
Sarah...:
han main ne dekha..aik hi din main mere upar asar hone laga..mujhe bhi lagta hain ke tumhara mission successful hoga 🤣🤣🤣🤣
Chalu main bhi tumhare sath dance kar leti hon 🤣🤣🤣🤣🤣 ham duno bohot hi pagal ho gaye hain 😆😆
...:::Ika:::...:
OMG...🤣🤣🤣🤣🤣sara ki bachi tere saath main bhi pagal hogayi, mera magic mujh par bhi chal gaya🤣🤣🤣tujh par karte karte
chalo lets happy dance then
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣 ham duno sach me pagal ho gay hain..tumhara magic chala to saii lekin backfire bhi howaa...😆😆😉
ham pora din dance karte rahe ge..theek haina 😆
...:::Ika:::...:
I knw...🤣🤣🤣🤣🤣🤣 backfire...maine toh frontfire ki thi back kaise hogayi? lagta hai gun ulti pakghi thi🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣 (asar hogaya sara, meri baaton par bhi😉) ok I'm gonig now and last dance (on topic, ghar mein toh😆😉)🤣🤣🤣🤣🤣
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣 frontfiree 😆😆 hmm han gun hi ulti pkri ho gi..🤣🤣🤣🤣 challu ab jo howa so howa..tumhara mission to successful ho jay ga aur tum bhi aur pagal ho gay..🤣🤣mere upar zyada hi kuch asar ho gaya aik din ke liye..main blikul hi pagal ho gay hoo 🤣🤣🤣🤣🤣 main dancing he kar rahi ho kap se..tumhara magic bohot zyada hi kuch affect karta hain 🤣🤣🤣🤣
han main bhi aik last time dance kar leti hon..agar sab ke samne karne lagi na to sab samje ge ke main pagal go gay hon..😆😆😆
...:::Ika:::...:
🤣🤣🤣🤣🤣...Yeh kya ho raha hai?😉 maine toh kisi aur cheez ke liye kiya tha, uska asar toh howa hi saath saath hum dono pagal bhi hogayi...😆raat ko phir mere saath waisa ho hwa (ajj ke baad tumhare saath bhi hoga, kyuonki😉😉😉) ok last time happy dancing
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣han bilkul sahi kaha....ajj to main aur bhi pagal ho gaii hon..raat ko bhi sote waqt tumhara asar howa mere uparr..tum bohot khush ho jao gi kyun ke tumhara magic jab main soti ho tab bhi chalta hainn 🤣🤣
main.
..:::Ika:::...: bhi dance kar leti hon...
🤣🤣🤣🤣🤣khuda ki bandi bas kar, warna main bhi bas nahi kar paongi... han main online hon, chal bata mera jado ka kaisa asar howa raat ko? maine kaha tha na raat ko bohut hi maza ata hai😆😆 acha I'm waitnig come on
Sarah...:
main bas kese karo..tum mujhe itna hansa rahi hon ke mere se rok he nahi raha 🤣🤣🤣🤣mujhe bohot hansi aarahi hain ... main abhi tum he batati hon kyun...😆😆 aur tumne sahi kaha..raat main hi sab se zyada maza aata hain...😉
...:::Ika:::...:
🤣🤣🤣🤣🤣omg...hans hans ke lot put hogayi hon main bas karo warna pagal hojaongi...9balke oh chuki hon)🤣🤣
acha main wait kar rahi hon batao na kaal raat ke bare mein main bhi toh dekhon mera jado kaise chala
🤣🤣🤣🤣bata dia ab mujhe batao..kesa tha??? 😆😆 dekha ab meri sis ko bhi pata chal gaya ke main pagal ho gay hho uff ajj phir se bohot hansi aarahi haiin
...:::Ika:::...:
OMG...so funny🤣🤣🤣🤣🤣tumne muje pagal kardiya...dekhna ajj raat ko kya hoga raat ko hi asal fun hota hai. and try to remember this time kal sabse pehle mujhe batana ke ajj raat ko kya hua🤣🤣🤣🤣
main bhi ab bohut hans rahi hon aur hansi arahi hai ruk hi nahi rahi bas karo ab
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣🤣 main ne tumhe pagal kiya?? pehle start he tumne kya tha..ab dekho na meri hansi rokh nahi rahii..mujhe lakta hain tumhare magic main hansi ka bhi magic shamil tha jo ham dono ko affect kya hainn
han jo ajj rat ko hoga wo main sabse pehle tumhe subha main batao gii...aur agar aisa kuch howa to yad rakhne ki koshish karo gi 🤣🤣🤣
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣lekin maine toh sahi wala jadu kiya tha joh WOH wala tha es mein hansi kaise add hogayi?😆😆😉aur mere jadu ka asar mujh par bhi hogaya hai mujhme woh toh tha par ab hansi nahi ruk rahi 🤣🤣🤣🤣..aur ajj raat ko yaad rakhna...aur kal mujhe batana ab toh mujhe ajj raat ka tumse zayada inteizaar hai.
Jiska tha muhje inteizaar woh ghadi agayi agyi
Jiska tha muhje inteizaar woh ghadi agayi agyi
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣 galti se hansi wala jado bhi chala gaya hoga naa han to tum ne 2 jado daley..un main se dono mere upar asar howa aur hansi wala tumhare pe bhi 🤣🤣🤣🤣
raat ka intezar kyun hain???😉
...:::Ika:::...:
🤣🤣🤣🤣🤣omg...this is so fun ok ab bas🤣🤣🤣 (i cant stop myself toh tumhe kaise)😉
tumhari raat ka na...kyonki ajj ---------- wala ayega toh hi pata chalega ke mission puri tarhan complete yaan phir todhi aur mehnat baki hai..par tumhe dekh kar nahi lagta ke aur mehnat ki zaroorat hai🤣🤣🤣🤣
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣🤣nahi fikr mat karo mujhe lagta hain ke tumhe aur mehnat nahi karni pade gi..chalu phir bhi dekh te hain...meri hanse jab band howi thi tab main ne tumhara pm dekha aur pherse hansi strt ho gay aur rokh hi nahi rahii 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
...:::Ika:::...:
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣omg..saraa bas kar...main pagal hogayi hon. aur tumhara pm padh kar toh aur hi.🤣🤣🤣🤣🤣🤣
OMG...kal se har waqt hansti rehti hon meri sis ne toh mujhe official pagal declare kardiya hai🤣🤣🤣🤣🤣🤣😆😉
Sarah...:
🤣🤣🤣🤣🤣omg...main raat ko itna hansi ke hans hans ke bed se gir gayi🤣🤣🤣🤣🤣
sab log agar ika se magic karwao to apne risk par karna 😆 uska magic main hamesha kuch extra hota hain..aur magic frontfire aur backfire dono hota hain 🤣🤣🤣🤣🤣
...:::Ika:::...:
..omg..now u turned me to craziiiiii🤣🤣
🤣🤣🤣🤣pani gir gaya..🤣🤣🤣omg..shukar karo mouh se nikal ka nahi gira🤣🤣🤣🤣🤣 omg..aj hum dono ko ghar par badi dant padegi🤣🤣🤣coz hum mental hogayi hain luaghing marathon khatam nahi ho raha🤣🤣🤣🤣
THE END
coming up next : Sara's Parents entry and maid's too🤣🤣🤣
Edited by Day_Dreamer - 17 years ago