Moni , haan padha maine sahi bhi toh hai , baar baar alag alag se inn sabhi ke liye rone se toh accha hai ki ek hi baari mein rone dhone ka programme karke khatam kar dete hai ๐
but like i said " crying not allowed here , atleast not today "
back to the episode. Moni last epi hai toh iss pe toh detailed discussion banta hai, hai na๐ณ
And I love ur Stressbusters Discussions / Comments / feedbacks ๐ณ๐
let me start with Abhi
Abhi was just being his normal self ๐๐ผ ๐ โญ๏ธ
yes he once gain was AWESOME ๐๐โญ๏ธ
Abhi in Mantri's office
kya autograph de raha tha uss entry registry book mein๐ณ . waise woh time log sheet kam khaate ki kitaab jaada lag rahi thi . dekha na kaise essay likha hua tha usme ๐
Then Abhi was frisked ๐ฒ ๐ฒ aur bomb detector ki ghanti nahi baji ๐ฒ๐ก, aisa ho hi nahi sakta
isi se pata chalta hai inn ki security kitni tight hai ๐๐ผ ๐ก.
jab jeeta jaagta chalta phirta 'missile bomb "๐โบ๏ธ pe ghanti nahi baji toh kya kanjoos ki sasti choti wali pe khaak bajegi
tabhi toh mantriji ke cabin tak bade hi aaram se pahunch gaya yeh bomb
Haan sahi kaha . Itni dheeli Security ki aaraam se Bomb minister ke office cabin tak pahuch gaya ? Aur Sirf ek baar hi security check ? No CCTV ..nothing ? ๐ค
say cheese
lagta hai kal sabhi ko pics kheechne ka bada mann kar raha tha๐ค
kanjoos ko Abhi ki yaad na sataye isiliye wo apne mobile pe Abhi ki pic screensaver bana ke rakhna chahta tha๐คช
waise Moni , Abhi ki pretend wali smile bhi kya kamaal ki thi na ๐ณโบ๏ธ
next Nisha ki close up smile ๐ก
jise selfie ki bimaari thi woh toh kal Ms India bani hui thi , i mean Kiran๐ณ
Woh toh hai ..Jis bhi mood mein ho humaara Hottie ..Magar uski Smile ek se badkar ek hoti hai , & we can't stop ourselves from drooling over his Beautiful infectious smile ๐ณ
Climax
i agree with u Moni the climax was shot in such a hurry burry . sirf 4.30 min + 2.40 min mein rafa dafa kar diya ๐ฒ ๐ก
waise theek hi hai, jab itna kam time bacha ho toh screen space bhi ration mein hi dena padega na ๐
chal TAHR ki 2015 budget report dekhte hai ๐
pretty much its a linear graph with negative gradient ๐
dekh Bhootno ne RiYu ko poore 36 episodes tak sataaya ๐ก ๐ก ๐กtoh uss hisaab se uska anth hua in 5.30 min
Kanjoos ne 25 epi ๐ก๐ก-so iska anth hua in 4.30 min
Nisha ke bhi 25 epi banti hai b๐ก-par iska anth sirf 2.40 min , wo isiliye ki yeh jaada nazar hi nahi aati thi epi mein , aati bhi thi toh kabhi scarf ke peeche mooh chupaye ya kabhi pedh paudhon ke peeche wo bhi sirf uthwake transmitter fit karne ke samay ๐ก
@BOLD
Hahahhaaa this cracked me up ๐คฃ๐คฃ..But U are so right ๐
Action sequence
Action ke naam par hume sirf Abhi ki kick hi naseeb hui๐ฒ . like u said agar thoda aur time milta toh hume full fledged Viren sood in action mil jaata ๐
koi baat nahi hum iss kick ki hi tareef kar lete hai -wah kya kamaal ki kick maari Abhi ne ๐๐ผ, par ghalath jagah ๐คช
Haan uski KICK pe toh main humsesha se fida hun . Har ek kick jo KM ne apne career mein maaari hai ..ek se ek thi ..Simply Hottt .
Aur Haan Galat jagah mara Abhi ne .. uss jagah maarta toh bolne ki haalat meinb hi nahi hota Kanjoos ๐คช๐กkanjoos -lagta hai isne kal apni contact lens nahi pehani hogi๐ค -warna OK button dabane mein itni der nahi karta ๐ . dekha na wo kaise OK button ko dhoond raha tha , more than dhoond mehsoos kar raha the apne remote yaani Nokia mobile pe , bewakoof ,apni touch typing yaad kar raha tha shaayad . " kyun ki tera dimaag bas itna hi chalta hai " ๐๐
Touch typing !! ๐คฃ..Contact Lens ...๐คฃ.. OK Button ko mehsoos kar raha tha ๐คฃ...
OMGG!! Bas Kar yaar ...Warna main yahin haste haste gir jaaungi ๐คฃ๐คฃDialogues ๐waise arrest hua Kanjoos ke saamne Abhi ne kya dialogues maare๐๐ผ ๐, mujhe toh Moreji ki yaad aa gayi sacchi ๐ โบ๏ธ
" tujhe kya laga , main tujh jaise kamino ko uske mansoobo pe kaamiyaab hona deta, apne desh aur pariwar par koi aanch tak nahi aane deta " ๐๐
Dialogues toh humesha se hi Abhi ke awesome rahe hai . Kal bhi it was no exception .. Especially Woh Dimaag waala dialogue ..& then woh waala " Tujhe kaahawatein bolne ka bahut shauk hai naa ?..Aaj mein tujhe ek kahaawat sunaata hun .." ๐๐๐ผKM Glass๐คMoni waise kya tune observe kiya hai ๐ค jo bhi Abhi karta hai wo style statement ban jaata hai ๐
dekh Abhi ne thappad kya maara , Anushka toh uski kaayal hi hogayi aur mouka milte hi usne Kanjoos pe apna haath aasmaya ๐
Abhi ne ek baar danda kya uthaya , yahaan sheetal aur Ria se bhi raha nahi gaaya โบ๏ธ. dat gaye danda pakad ke . Abhi ne toh sirf do baar danda maara but Ria Abhi se itni impress hui ki usne mouka milte hi teen teen baar mara ๐ฒ, kyun ki mouka jo phir nahi milega use ๐คช
waise iss dande wale scene ne mujhe Dev ki yaad dila di sacchi โบ๏ธ
" yeh danda kyun maar rahi ho " ๐๐
Toh Phir ? ... Aise hi thodi naa humaare KM ko trensteer kehta hai hum ๐
Arre Dev waakla kaunsa scene ? Mujhe yaad nahi aa raha ๐ค...Dev ki Fights toh mujhe bahut saari yaad hai btw ๐ณ๐๐Defusing the bomb bilkul sahi kehata tha Abhi " Ria tumhare haathon mein magical healing touch hai "๐๐
jo na sirf jaan dete hai balki jaan bachati bhi hai ๐. kabhi danda maara toh kabhi apni magical haathon se bomb ke detonator ko diffuse kiya .๐ฒwoh toh aise nikaal rahi thi jaise patient ke chest se ECG monitor ke leads ๐คช.
wah wah Abhi dhanya ho gaya aise multitasking versatile magical haathon ko paa kar ke ๐คฃ
Hahahahaaa Main bhi exactly yahi soch rahi thi . Just likha nahi yahan ..But tune kya sahi pakda ๐๐
Family wala scene
Abhi ka sawal karna apni Maa ke aansoon ko le karke bilkul jaayaz tha ๐๐ผ . kise pata hum soche baithe ki yeh khushi ke aansoon hai ๐ณaur baad mein pata chala ki yeh dukh ke aansoon the apne uss Bhagwaan samaan mehmaan ke liye jo Bhagwaan ko pyaare hone chale the๐ฒ๐ก. kuch aur samay milta TAHR ko toh hume Rukmainji ke saakshaat "chameleon "roop ke darshan bhi prapth ho jaate ๐คฃ
waise Abhi ka -" aap humari MAA hai " wala dialogue ne mujhe DBPS ki yaad dila di sacchi โบ๏ธ
" e kaa kar rahi hai aap , aap humri Maa hai " ๐๐
Sach kaha . Episode end ho gayawarna humko Sirf Rukmaniji ka hi roop kyon ..sabke alag alag roop dikhte ..I am sure ๐
Aww I used to love DBPS jab bhi uske mooh se MAA sunti thi toh ๐ณ
Tribute to family members missing in action -our Mr/Mrs/Ms India ๐ณkya yaar atleast last epi mein family reunion ho jaati toh kya baat thi ๐
missed Kiran n Pinky ๐ณ, jatin bhaiya ๐ณ , kammo ๐ณ aur humare pyaare se Raman chachu ๐กjo Mr India ho chale . lagta hai CT's ne meri laaj aur aapki aadesh ka maan rakhte hua inne gaayab kar diya ๐คช. and ofcourse how can we forget Abhi ke Mummy Papaโค๏ธ
waise thode hadd tak humare Senior Abhi ,yaani Kailashji ๐คชne uss kami ko poori karne ki koshish bhi ki ๐
Haan kaafi saare missing the . kaash humko thoda aur time hota toh we would have got them as well ๐ . Aacha hai naa ..warna soch humko ending bhi Raman chachu ke Taano se hi milti ๐ก๐
lastly RiYu aur unka bedroom
kya romantic tha na โบ๏ธ, waise yeh jab apni dil ki bateein kar rahe the aur Abhi naughtily aage mooh karta hai , mujhe Ranvir ki yaad aa gayi sacchi . โบ๏ธ
"aur badle mein tumhari dil ki dhadkan kya kehati hai " aur apna mooh aage karta hai , naughty boy ๐๐
Hahahhaaa I know ๐ณbas agar koi kami reh gayi thi toh woh tha Kinny ka hall mark "FOREHEAD KISS" ๐ณ
I also wanted the Forehead Kiss . Kaash mil jata ๐ณBedoom decor Wahi classy flowers , candles โค๏ธ, but iss baar ek new entry hui
uss night ko aur bhi special karne ke liye jannab ne ekdum naya wala cushion bhi sajaaya tha bed pe -red wali with "Just Luv You" likha huaโค๏ธ โบ๏ธ
Aacha hai naa . Atleast humko mila toh sahi yeh dekhneke liye , bhale hi Last scene mein ho woh ๐ณbas ek doorse ka dil ka haal poocha aur jaana ๐ฒ , koi humse bhi toh poochta humare dil ki baat , kya keh rahi hai humari dil ki dhadkan ๐
Humse poochta toh humaara answer kabhi khatam hi nahi hota ๐๐Last scene waise luved the ending , like u said 1st epi ended on RiYu hug with TAHR tittle song n last epi ended on RiYu hug again with TAHR track โค๏ธ, but this time in their or should i say "our beloved bedroom" ๐คช โบ๏ธ
candle lit RiYu bedroom jo kal tak itna romantic lag raha tha woh aaj , raat ke kaale saaye ki tarah haunt kar raha hai ๐
like i said ealier " crying not allowed here , atleast not today "
but that " atleast not today"has now become " yesterday"
so technically speaking we are allowed to express our feelings today wo bhi khulke
toh loji sun lo humari dil ki baat -" tusi jaa rahe ho , tusi mat jao " ,๐ฅบ kaise jee paayenge hum aap ke bina ๐ฅบ
๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ ๐ญ
NB crying still not allowed at the Farewell thread, not now not ever
Awww.. Meri taraf se Itna sweet fun filled feedback ke liye ๐ค๐ค๐ค๐ค๐ค๐ค๐ค๐ค..
I hope Tera Rona ruk jaayega ๐ค