SCENE 3 :
Place: Goenka mansion.
Characters: Sakshi, Rajnath, Durga, Suchitra, Dayal along baba and his associates .
Situation: As per baba's orders the pooja preparations has been done properly. Raima to die to save the GREAT Goenka dynasty. The spiritual ambiance of the place has made the family behave in a weird way. Suchitra has become more devoted to the fraud baba. Sakshi silently celebrates the end of RajMa love affiar, Dayal seemingly has forgotten he is a doctor and Durga is trying to decide if she is a revenge seeker or a perfect bahu. But what about Rajnath ?what will Rajnath do to save his love ?
Sakshi : " Sari tayyari ho gayi hai Baba ji. Aap shuru kar sakte hai."
Baba : " Ati Uttam. Kintu pran tyag karne wali kaha hai ?"
Dayal : " Pran tyag karne wali to hospital me hai aur daan pane wala jail me hai"
Baba : " Alak nirannjan. Par un ko yaha aana padega na."
Raj : " Baba, ek to patient hai aur dusra muzrim hai" ( pronouncing muzrim as strong as he could )
Suchitra : " Kijiye baba kuch kijiye. Thoda adjust kar dijiye. Life long guarantee nahi hua to bhi chalega.par kisi tarah kaam chalau ho jaye to main ganga nahau, "
Baba : " Thik hai thik hai. itni badi samasya nahi hai ki hum jhanduram baba nahi suljha paye. Bas gende ke phool lagenge, haldi, char supari aur ..."
Suchitra : " Jao durga sab le aao "
Rajnath : " Lekin agar Raima mar gayi to Dev suli par chad jayega . Isliye hum .. ( and before he could his sentence his phone rings )
" Hello,"
" Hello, Mr. Goenka. Aapko janke khushi hogi ki Raima Maheshwari ko hosh aagaya hai .Wo aapse milna chahti hai."
Suchitra : " Nahiii Ab kya hoga ? Kaun dega kurbani ? Main nahi, Durga nahi, Sakshi nahi , Rajnath nahi to fir kaun ?"
Dayal : " main dunga kurbani. 6 goli sirf 6 goli aur Dev thik ho jayega. Apni beti aur damad ke liye kuch bhi .Shaurya kaha hai ? Usse bulaiye "
TO BE CONTINUED...