Part 1 and part 2 on page 1 Nidhi was paking for the Mumbai Seminaar without any excitements. Ashutosh : kya Nidhi,yeh achanak kya ho jata hai tumhe?abhi tak toh bahoot excited thi ab kya ho gaya? jao apni zindagi enjoy karo.Dr Priyanka,Dr Jyotika bhi toh ja rahi hai tumhare saath. Nidhi : yeh aap keh rahe hai? main excited thi,par ab nahi hoo.Aap se dur janeka khayal hi muze hila deta hai.Main nahi jana chahti aapko chhodkar.Aur aapke bina kaisa enjyment dr Ashutosh? Ashutosh took her face in his two palms and lovingly said," Nidhi,don't be sentimental sweetheart.You got this opportunity,and this is a golden opportunity.Yeh tumhare career me jaan daal denge.Aur rahi meri baat toh main tumhare saath hi hoo,tumhare dil me.So be practical and go with friends. Ashutosh was packing Nidhi"s bag and Nidhi was only watching him with tears in her eyes.Ashutosh became santimental too.. Nidhi suddenly run towards him and tightly hug him.and said," suniye,aap apna khayal rakhiyega.Main wapis aaoo toh muze mere pati bilkul aise hi chahiye."and she started to cry.Ashutosh console her and said," i am going to miss you badly Nidhi."and usne nidhi ko kaskar bahome le liya. ============================================================== Nidhi ke jaane ke baad Ashutosh apne bed par aaya aur sone ki koshish karne laga.Usne bed par haath faira toh woh jagah khali thi.Use yaad aaya Nidfhi ka woh shanti se sona.Apne haath par uska sur rakhna.Uske photo ko woh kitni der tak dekhta raha.Aur usne socha," Nidhi ne kitne rang bhare meri zindagi me?uski jagah khali hone se laga meri zindagi viraan ho gai.Usne Nidhi ke takiye ko apne seenese laga liya aur fir Nidhi ke tasveer ko uski taraf rakh diya aur fir sone ki koshish karne laga. Use neend nahi aa rahi thi.Woh sochne laga,"ghar me aisee koi jagah nahi hai jahaa uski yaad na ho.Usne wordrobe khola toh use yaad aayi apne janamdin ka deen,jab Nidhi ne uske coat me ful aur chitthi rakhi thi.Dining table ki taraf aaya to wahaa bhi use yaad aaya Nidhi aur woh kitne pyaar se ek dusreko khana khilate the aur woh uski god me baithkar khana khaya karti thi.Ab uski aankhose aasu chhalakne lage," I miss you Nidhi and more than missing I love you." use yaad aaya Nidhi ka ruthna,muskana,zagadana.Aur uski yado ne itna jor pakada ki Ashutosh Nidhi ke photo ke saamne khada ho gaya aur bola," Nidhi,maine tumhe himmat di thi na?lekin main apni himmat kho raha hoo.Muze tumhe dekhe begair jeeneki aadat nahi hai.Ladte the,zagadte the par tum mere najaroke saamne hoti thi.Tumhe dekhkar toh main jee leta tha.Lekin ab main kya karoo Nidhi?Bade lambe din hai aur us se bhi lambi raate.Kaise kategi Nidhi? His cell-phone rang.It was call from Nidhi.He receive the phone eagerly. Nidhi," Muze pata tha ki aapko neend nahi aayegi.Aap abhitak jag rahe honge.Main theek se pahuch gai hoo,aur hotel me hoo.Dr Ashutosh aap hote toh bahoot majaa aata.I am missing you.Kya baat hai dr Ashutosh?aap kuchh bol kyon nahi rahe? Ashutosh: Nidhi,bus tumhari aawaaz sunni thi muze.Tumhe yahaa se gaye kuchh hi pal hue aur muze laga sadiya beet gai tumhe dekhe hue.Ghar ke har kone me jakar tumhe yaad karta hoo.Mirror ke saamne jata hu aur tumhe yaad karta hoo,kichen me bhi yeh aankhe tumhe hi dhundti hai.Aur bed par tumhare side me dekhta hoo aur dil se ek aah nikalti hai.Yeh judaai mere liye bahoot hi lambi hai.Please jaldi se wapis aa jao. Nidhi : suniye,aap aisa bolenge toh mera kya haal hoga?do deen baad 31st Dec hai,tub tak main wapis aa jaoongi,i promise.Main aapke saath hi apna naya saal celebrate karna chahti hoo.Bus aapke saath. Ashutosh ke mun me kuchh aaya.Dono ne ek dusreko good night kiya aur phone rukh diya. Please do comments,whether you liked or not.
Edited by alkaparmart - 12 years ago