CONCEPT:
This fanfic is basically about the different feeling Basu & Bajaj Pariwaar along with Mukti feel after the rape case - when the truth is out. The flow is of how each person feels after Mukti leaves their lives and how they regret each and everything single they had done 2 her. So it focuses on almost everyone but mostly on Mukti since this ff is mainly about her and her various ways of trying to forget her past and love and wanting to move on in life.
Ok guys, so this starts off right after the rape track – after everyone has found out the truth but Mr. Bajaj and Anurag haven't asked for forgiveness yet 4rm Mukti and she is still fighting alone with Prerna and Sam.
Prem walked silently down the beach thinking about all the grave mistakes that he had to his family. It was eating him up 4rm within now and he really wanted to be forgiven for everything. Everything he had done to his sister, his brother (Tushar), his mother, his 2 dads and lastly and most importantly MUKTI! She was leaving and all he could think about was how to ask forgiveness 4rm her 4rm what he had done to her with Sharad. Oh how he wished he could turn back time and undo all those things that he had done to her and his family.
He remembered what she had said:
FLASHBACK:
Everybody, including Basu pariwaar is over there, outside the courthouse repenting over all the things they had said to Mukti, asking for forgiveness, but she didn't hear any of it. All she wanted right now was to BLAST off @ Prem! She went forward to him once he reached the bottom of the staircase and gave a tight SLAP across his face! Everybody stood there in shock as to what she did.
M: 'kyun kiya tumne mere saath aisa huh UD? Aakhir kiya kya maine tumhare saath jo mujhe itni bare saaza mili thi. Bolo UD, kiya kya maine jo mere saath itni baara haadsa howa tha. Koi nahin mujhe yakeen kiya tha. Sab ne us balakarist ke saath diya, mere saath nahin! Maine to sirf pyaar kiya tha aur waapas mujhe to itni baara saaza mili thi. Kyunki maine tumse pyaar kya tha. Agar maine tumse pyaar nahin ki thi haina, to shayad yeh sab nahin hojayega mere saath. Agar pyaar to waqi mein dard deta hain, to koi bhi insaan pyaar karne keliye koi zaroorat nahin hain. Khas khar, tumhare tarah se insaan jo ek ladki ke izaat aur uski zindagi dono ek waqt mein barbaad kiya hain.'
She started to cry while she said all this and Prem was already in tears, but she didn't care, all she cared about was how wrong he was in doing all this to her and now she didn't care for him what so ever! Almost everybody was in tears when they heard this.
Mukti continued hysterically now not knowing that she was talking to a whole load of people: Par yeh tumhare koi ghalti nahin hain, koi ghalti nahin hain. Ghalti mere hain, jo meine tumse barosa kiya tha, jo maine Sharad jaisa insaan pe barosa kiya tha, jo maine aap sab log (all of ya) par barosa ke thi. Maine soocha tha, ke mere saath mere poora pariwaar hoga, khas kar mere sab se ache dost (she looked @ Sneha who looked @ her with guilt ridden and teary face) jo maine sab se ziyaada barosa ki thi, jo maine apni behen ki tarah mani, usne bhi mera saath nahin diya. Are abh sab log ne ek bheese saal (20 years) ka rishta, ek 5 mahine ke rishta ke liye aise hi tookradiya. Aap log ne aisa kabhie soch bhi kaise sakte ke apne baare mein jooth bolo. Aisa jaisa hadsa ke baare mein kyun joot bolongi? Batao (tell me), mein joot kyun bolongi?' Everyone was silent, not knowing what to say to her. She continued: 'Lekin aap log kya bologe, aap to mere baare mein koi fiqar nahin hain haina? Mere saath inti bari hadsa howa tha, aur aap log ne us balakharist ke saath diya tha. Agar aap log main se mein itni nafrat nahin karti hoon sewayi choti ma aur Sam aunty ko, tu woh sirf aur sirf Tushar bhaiya - she went up to him - jisne ek bhai ka faraz hamesha nibhaya hain.' Tushar looked @ her with tears rolling down his face and hugged Mukti. She hugged him back and then let go and continued her lecture to everyone.
'Aap log ne koi rishte jo mere saath jordiya, koi bhi nahin nibhaya. Tum bhi nahin Sneha.
Sneha looked @ her best friend/sister & continued on crying
. 'Tum to mere best friend hain haina, to apni best friend keliye, jo tumne bheese saal keliye jaante hoon, tumne uske baroosa kyun nahin kiya. Arre mein to wohi insaan ho, jiske wajah se tumhare aur Sharad ke shaadi howi thi. Maine to Choti ma ko batayi tere aur Sharad ke baare mein. Agar maine to nahin batayi, to tumhare pyaar Sharad keliye adhoora rehjayega. Tum uske saath kabhi shaadi nahin kejayegi. Main tumhare shaadi kyun toorna chahogi jab maine apni hi haatho se tumne Sharad ko milwaya. Kyun tumhare shaadi toorna chahogi? Sneha continued on crying.
Aur Sir aap bhi, (Mr. Bajaj looked @ her)……….aapne to kaha tha na ke mein aapki beti ke tarah he hoon, to aap apni beti par barosa kyun nahin kiya? Jab main apko sab se ziyaada zaroorat paari thi, to apne mere saath kyun nahin diya tha?'
She turned back to Prem who was red in the eyes, but Mukti didn't care. As long as her talk/lecture or whatever they wanted to call goes into their heads, then it was ok.
'Aur tum, tum to mein kahan se shooro ho jao? Kai baar tumne mere bezaati (humiliation) kiya tha haina? Karan ke saath woh hadsa, aur phir jo hum dono ke beech jo bhi howa tha, tumne Sharad ko bataya, court ko sab kuch batadiya, public ke saamne. In fact, I'm not ashamed that u had done such a thing. Kyunki tum ek aisa insaan ho, jo doosre ke baare mein koi kiyar nahin hain. Tumne apni behen keliye yeh sab kiya tha haina? Apni iss behen ko.(She pointed @ Sneha) Kya uske chehra par khushi hain, haste howe Sneha hain jo hum sab jaante hain. Nahin, who ussi Sneha nahin hain, kyunki tumne us balakarist ke saath dekh karne kar, uski zindagi barbaad kiya tha. Tumhe aur kuch bhi kehna keliye mere paas aur kuch bhi nahin hain UD. Kuch bhi nahin hain, sirf afsos hain, jo mere Choti Ma ek aisa beta mila, jinke log ke zindagi ko khushi lekar nahin, balki log ke khushiya ko cheen karte hain. Afsos hain mujhe, jo maine aisa insaan se pyaar kiya hain, jo unka naam bhi matlab nahin jaanta. Insaaniyat ke layak nahin hain woh. Tu ek insaan nahin, ek shaytan hain tum, jo humare zindagi mein aakir, usse to phir ulta banadiya hain. Tumse aur kehne ko bhi mujhe kuch bhi baaqi nahin. She turned to Prerna who was crying really badly. 'Choti Ma maine phesla karliya hain. Main yaha Mumbai se hamesha keliye jaarahi hoon.' Everyone looked @ her with a shocked look on their face. Prerna looked @ the girl who she had raised to be her daughter.
P: Mukti, tu aise……..aise kaise jaasakti? Tu kahin nahin jayegi, bas yahi mera phesla hain.
M: Choti ma, maine apne aap se vaada ki thi, ke jab thak mujhe insaaf nahin mili na, tab mein iss sheher ko chorkar nahin jayegi. Par abh, mujhe insaaf mili hain, aur main apni vaada ko nibhaongi. Please, mujhe jaane di jiye.
P: nahin to kahin nahin jayegi, maine kehdiya na. She went off and ran away 4rm the place.
M: Sam aunty, kehna choti ma se, ke who mujhe jane denge.
S: tekhe, main unse baat karleti hoon. She went over to Prerna who was leaning against a car and crying. Dekho Prerna, main jaanti hoon ke tum Mukti ko nahin chor sakti, par agar woh jaana chahti hain, to hum uska phesla ko inkaar nahin kar sakte na? Aur phir, usne apne aap se bhi vaada kiya hain, ke woh chalejayegi usse insaaf milni ke baad. Abh jab usse to insaaf mili bhi hain, tu hum koun hain usse rok karne ki. Main jaanti hoon ke tum uske maa hoon, par agar who issi sheher to chorkar chali jayegi naa, to woh ek nayi zindagi shooro kar sakti naa? Aur tum to bhi yahi chahti hain, ke Mukti apni hateeth main nikal kar aajaye. Iss sheher ko chorkar uske paas aur koi raasta nahin hain, lekin woh tab nahin jayegi, jab tak tum uski baato se iqraar karti hain.
P: tum teekh kehte hoon Sampatha. Mukti ko insaaf mili hain, aur jab usne apne aap se vaada kiya hain, to main koun ho usse yeh vaada toorne ka. Main Mukti ko jane doungi Sam, Mukti issi sheher ko chorkar chalijaye ghi apni nayi zindagi ko bana kar.
Prerna, along with Sam headed towards Mukti.
P: tum jaa sakti. Main tumhe jaane se inkaar nahin karoungi.
Everyone, including Prem was shocked about hearing all this. Mukti was leaving forever!
M: thank u thank u choti ma. She gave Prerna a hug and then gave one to Sam.
Thanks aunty, agar aap nahin hote na, to shayad choti ma mujhe kabhi jaane nahin denge.
S: its ok Mukti. So u need to book ur ticket
M: nope its already been booked.
Everyone had a sad look on their face, Mukti was leaving but she still hadn't forgiven them. They could not let her go this way. She had to forgive them and they had to let her know that they were still her family.
S: what u booked it already?
M: yeah I booked it ages ago. U see, I had a ticket booked for 2 months back, but that's when u and Choti ma came to know the truth about Sharad raping me. So I cancelled that and booked for another one which is in this month. That's when I promised myself that until I get justice, I won't leave and with Choti ma & u around, everything will turn alright.
P: tum issi mahina main jarahi hoon?
M: issi mahina nahin Choti ma, issi din par. Mere flight aaj keliye booked hogaya hain.
Prem was frozen on his feet. She was leaving today, but how could that be. Mukti, who wasn't really paying attention 2 any1 apart 4rm Sam, Prerna & Tushar didn't notice Prem was looking @ her with a sad look on his face. Mukti finally stopped and then said:
M: choti ma, I want to go and do a few last minute visits to places over here. Ok and after that I'll be going.
P: tekhe beta.
M: bye
P: bye beta
She ran off and stopped a rickshaw. She entered it and went off.
END OF FLASHBACK
Prem turned his head away 4rm the sea. He really wanted to say sorry to her, really wanted her to forgive him but why he didn't know. She was leaving soon and he really wanted to tell her how he really felt about her, about them. He continued to walk down the shore until he spotted something, something shining.
Mukti appeared on the beach wearing just a plain white shalwaar. She saw Prem and looked at him in disgust. She had dried tears down her face. Prem felt regret when he saw who it was and wanted to go up to her to go and ask forgiveness but he didn't have the courage to ask for it.
Mukti walked along the beach ignoring Prem as she really didn't want to be near him right now. All she cared about right now was to get her life back on track. She sat on the rocks and remembered what day it was and gave herself a little smile. It was Friendships Day and every year her friends would give a little party for them to celebrate. From this day she promised herself, that there would be no sadness in her life, she would get what ever she wanted, though she knew she couldn't get her love.
Prem, who had finally gathered up the courage to go and talk to her, walked forwards toward Mukti, who was sitting there on the rocks thinking to herself. She saw him coming up to her and quickly got up and started to walk. He called out to her but she didn't pay heed. Instead she started to increase her pace and started to run. He ran after her until he caught up with her. Catching her hand, he pulled her close towards him, too close that their faces were just inches away 4rm each other.
M: just leave me alone UD. Kyun mere peecha arahe hoon tum huh? Abh kya kiya maine tumhare saat?
P: Mukti listen to me.............
M: nahin mujhe kuch nahin sunna hain, just leave me alone
P: Mukti, for god sakes just listen to me!
M: MAINE KAHA THA NA KE MUJHE KUCH NAHIN SUNNA HAIN SO JUST LEAVE ME ALONE !
Prem let go of her hand feeling scared as he had never seen her this angry be4. She ran off but she turned back to him and said:
M: I'll never forget what u and ur family did to me UD. I'll never forget that I trusted U of all people and fell in LOVE with U of all people who doesn't even understand the meaning of love even though his name means it! From now on u and ur family have no meaning for me in my life anymore. I HATE YOU AND UR BLOODY STINKING FAMILY UD!
I promise you……… mein tumse vaada karti hoon, ke aaj ke baad pyaar mere zindagi kabhi nahin aayegi. Agar pyaar mere zindagi mein aane mein koshish bhi ki thi na, toh mein aapni poori taaqat se usse nikal dungi samajhgaye tum. Mein pyaar ko apni zindagi ko aane nahin doongi. Mujhe nafrat hain uss lafz ka kyunki who tumhare saat he jore hain. Uss ek lafz ke wajah se mere poori zindagi doobh gaya. It has gone down the drain! And this is ALL BECOZ OF U!
With that, she turned round and walked off not knowing that whatever she had said had made a massive impact on Prem.
She stopped a taxi and got in2 it and drove off. Prem, who was still on the beach turned in2 the direction of his car and walked towards it. He got inside it and started to drive back home where he was hoping that he could have his mother for support.
On reaching Bajaj house, Prem saw the same taxi Mukti went in and saw her coming out of it and giving the driver the money. She saw Prem and once again her eyes were filled with hatred and disgust. Prem felt guilty all over again. The girl who had saved him from going back on2 the streets was the same girl whose life he had ruined. He got out of the car and walked in2 the house.
The first thing he noticed was a few suitcases against the wall and he thought that they were his since now that everyone knew that he had known all this time, they would want to chuck him out but he was wrong!
He noticed his mother and Sam aunty crying with Mukti who had his back turned to him. Prem realized that the bags weren't his but were hers. So she really was leaving. She was leaving him 4ever and he couldn't do anything about it.
Pr: tum to mujhe roz phone karna parega tekhe aur sun yeh bhi aapni paas rakde na. She handed her a Siddhivinayak. 'Isse to hamesha aapne paas rakde na tekhe. Issi ne to mujhe taaqat de diya aur abh yeh to tumhe aapne nayi wale zindagi to shooro karne se taaqat deyega.
M: ji choti ma aur thanks.
Pr: kiss liye?
M: agar aap nahin hoti na, to shayad mujhe insaaf kabhi nahin mili hogi. Aur Sam aunty I have to thank u as well. Aap ke wajah se, main aur choti ma dono hi taaqat mili insaaf ko lane keliye.
S: yeh to mera farz tha Mukti. Jab tum humare liye kuch karsakti hoon, to kya hum tumhare toora sa saath nahin de sakte. Anyways, abh tumhare jaane ka time hogaya hain.
M: haan aunty mera flight ka time hogaya hain. Abh chale Tushki bhaiya, humhe jaana hain.
T: haan chalo. Mum, Sam aunty aap dono aayegi Mukti ko chor ne ki. To the airport.
Prem's ears rang when he heard the word 'airport'. Sure he knew that she was leaving Mumbai but he didn't know that she meant that was gonna leave the COUNTRY! He thought that she would just go and live in Satara for a few months and once her gussa had gone down a bit, she would return and would forgive them.
Pr: haan hum bhi aayege. Chalo Sampatha.
S: chalo Prerna.
M: chalo chalo warna mein flight keliye deer hojaongi.
(Prem thinking: hope so)
Pr: haan chalo.
And after that Mukti Deshmukh permanently left Bajaj house!