38. Aap kriya iss tarah rusht hokar naa jaye..
Yadi mere kaaran aap ka apamaan hua hai..
Tho mein sabhi se haath jodkar kshama mangta huin..
Mein yaha aapke saat bhetna, aapko aapathi hai..
Tho aap sabhi ka samman rakhte huye.. mein vaha bhoomi par bhet kar bhoojan karne keliye tayaar huin..
Kripya krod shanth kare.. mujhe yaha aamantrit karna maha raani shubra ka brahman, meim inki dwara aaye hue iss bhoojan ka vigna nahi chahunga..
Kripaya apna aasan grahan kare.. hum sab ko kripahath kare..
Karn
Karn Sangini