Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#1
Just loving Karn's thoughts.. and his nature.. and falling in love with Karn more while watching KarnSangini
And Aashim gulati is very good as Karn and improving by every episode..


#Karn dailogues thread
Edited by Shrisatya - 6 years ago

Created

Last reply

Replies

39

Views

2.9k

Users

2

Likes

51

Frequent Posters

Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#2
1. Vidya par sabi ko samman adhikar hona chahiye naa,
Brahmin havan hi kyun kare,
Ek Kshatriya chahe sangeet Kyun na seekhe..
Sutra sirf seva hi kyun kare

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#3
2. Rakth hai, yaani manushya huin..
Danush hai, yaani Yodha..
Meri baan apni dhar dekhachuki hai, yaani arjun ko chunoti dene yogya huin..
Kya itna pariyabdh nahi...!?

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#4
3. Samaj ke niyam, samaj ke rakhwalo ne banaya hai,
Aur prakruti ne har baar tode...
Ek yudh agar sirf Kshatriya ka adikar hota, tho auro ke bujha me bhal kyun aata..

Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#5
4. Shiksha agar sirf ek varg ka adhikar hoti, tho eshwar sabko buddhi aur gyan kyun deti!?
Karn
KarnSangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#6
5. Eshwar ne srishti ko rachane karte huye, sabko ek hi rang ka rakth diya.. bhook di, pyaas di, jal ko ek hi disa mein behna sikhaya..

Karn
KarnSangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#7
6.Agni ko har ghar mein utna hi Prakash diya, aur utna hi prakhop diya.
Vayu ko sabki jeevan mein utna hi avashyak banaya.
Jab Eshwar ne bedh nahi kiya, tho Insaan Ko kya adhikar hai ki vo bedh kare.

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#8
7. Manushya ka dharm, uski Adhikar, uski jaati ya janam se nahi... Uski karam se bante hai

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#9
8. Brahmin ya Kshatriya, vaishya ya shutra, meri jaati ne ,mere bhano ki dhar kam tho nahi ki..

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#10
9.Yudh kaushal ki pradarshan ho tho, apna Kaushal dekhane ka adhikar har yodha ko milna chahiye

Karn
KarnSangini

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".