Created

Last reply

Replies

39

Views

2.9k

Users

2

Likes

51

Frequent Posters

Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#21
20. Ek purish ki tarah, ek stri ko apna pasand pane ka adhikar hai..

Karthavya purish ka bhi hota hai, aur ek stri ka man rakhna, sabse bada karthavya hai..

Aap ek stri par war nahi kar sakte..

Karn
KarnSangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#22
21. Ek stri agar apne sehmati se koi karya kare, tho usse angaron mein bhi pushpa ka yehsaas hota hai yaani...

Par yadhi sehmati se naa kare, tho pushpa bhi angar se man jalata hai..

Karn
Karn Sangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#23
22. Dharm kisi pe.. thopa nahi jaa sakta...
Dharm ka paalan dil se hota hai.. bal se nahi

Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#24
23. Rishte Prem se judte hai, aur prem se jude rishte Apne app he sehmati aur samarpan lee yate..

Dharm keval panti kaa nahi.. pati ka bhi hota hai ki, vo apni patni ko itna prem aur adhar de, ki uska dil usse apni patni dharm apnane keliye vivashya kare..

NA matlab NA hote hai mitra.. aur is NA ko, keval prem hi HA mein Badal Sakta hai.. yehi apki saccha prem ki pariksha hogi..

Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#25
24. Yudh sirf bal se jeeta nahi has Salta.. aur visesh Kar vo yudh jaha baat bhavano ki ho..
Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#26
25. Naari kitni bhi ahankari kyun naa ho...
Veer purush uspe haath utathe shoba nahi deta..

Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#27
26. Dharm aur Raajneeti yahi kehti hai ki dand, sabke saamne kiya jaaye

Karn
Karn Sangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#28
27. Apne paksh se ladte huye yodha, vipaksh yo pe ki gayi waar ke kshama nahi maangte..
Gaurav karte hai


Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#29
28. Har baat ko dekhne ke alag alag drishtikon hai..
Aur sabi sahi hai...

Registhan ki thadpi dhoop mein khadi hui manav keliye Surya bhi shrap..
Par himalaya ke bhariley chote pe kade hui manav keliye vardaan..

Iss ghatana ko jaha se Duryodhan dekh rahe hai, unkeliye avashya rajdroohi hai..
Kimtu aap ki drishtikon se dekha jayega tho, aap apni mitra ka sahayata kar rehi hai.. unke paksh mein..
Jaise mein apni mitra se lad raha huin unke paksh se.. kaling mein..

Tab na, mei galat tha... Aur ab naa aap galat hai..

Bas drishtikon ka anthar hai..


Karn
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#30
29. Adhura gyan aur gyani hone see, adhik katharnak ho sakta hai..

Karn
Karn Sangini

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".