Subbah hoti hai,roshni ki kirnain window ke zariye aik kamrey main ati hain aur bed per leta hua Sujal apni neend sey uthata hai...uss ki mumma kamray key darwazay par khatkhata rahi hoti hain...woh kamray ka darwaza kholta hai...
Sujal: Good-Morning mumma...(neend main hai bahi bhi)
Veena: Good Mroning beta...uth gaya?
Sujal: bass nabi utha hun mumma...
Veena: raat ko late soya hoga...
Sujal: haan woh bass kaam kar raha tah...
Veena: kaam kar raha tha ya Kashish sey phone per baat ker raha tha?
Sujal: mumma....ap bhi na...main kaam kar raha tha
Veena uss ka kaan khenchti hai
Veena: tu ne jhoot kab seyu bolna shurroo kar dia?? main bhi teri maa hoon..janti hun raat ko tu Kashish sey hi baat kar raha tha...
Sujal: mumma...ap harr baat kaisey jaan leti hain
Veena: bass...acha sun jaldi sey neechey aja nashta thanda ho raha hai aur phir tujhey terey papa key saath office jana hai...koi meeting hai na
Sujal: lekin woh meeting to Kashish present kar rahi hai...
Veena: jee nahi...aj sey Kashish office nahi arahi iuss liye tu ja...ab jaldi kar...aur haan...abhi Kashish ko call na karbna, so rahi hogi khawamakha ussey disturb karay ga...
Sujal: arey wah!! ap ko uss bahu ki abhi sey fikar hai jo abhi iss ghar main ayi bhi nahia ru jo beta ap key saath hai hamesha uss ki koi fikar nahi?
Veena: pagal! kuch bhi bolta rehta hai...jaldi aja..
She goes aur Sujal office key liye tayar hota hai...tayar hotay huay kamray main harr jagah ussey Kashish nazar ati haii..
Sujal: sach main pagal ho gaya hoon...pata nahi kya ho gaya hai mujhey
Varrun at the door: BIG-B!!! ap neechey arahay hain keh nahi?? jaldi karain papa bula rahay hain
Sujal: araha hoon yaar!
he goes down to breakfast aur wahan ussey aik plan soojhta hai
Veena: kia ley ga? toast?egg?
Sujal: nahi mumma...kuch dil nahi hai...
Veena: kia matlab dil nahi hai? tabiyat to theek hai teri?
Sujal: bass kuch beychaini si ahi..mujhey lagta hai keh aj mujhey gahr per hi rehna chahiye
Veena: haan...aj ghar hi reh aj..yeh na ho baad main tabiyat kharab hojaye...
Sujal: lekin woh meeting??
Lalit: beta...meeting main handle kar loon ga...tum rest karo
Sujal: theek hai papa
Khushi khushi woh apnay kamray main chala jata hai...yeh sab drama Kashish sey milnay key liye
woh kashish woh call karta hai...after 6 calls Kashsih phone uthati hai
Kash: (sleeply) hello...kaun??
Sujal: main aur kaun
Kash: Sujal...tum?? itni subbah...
Sujal: bass yaar bore ho raha tha...
Kash: tum offie nahi gaye?
Sujal: anhi...meri tabiyat kharab hai
Kashish aik damm uth bethati hai, anxious
Kash: kia hua? tum theek to ho na?? ziada tabiyat kharab hai?
Sujal: haan....tabiyat to kharab hai...isssi liye office nahi gaya
Kash: acha...abhi time kia hua hai...oh 9 bajjey hain
Sujal: haan...aur Varrun,Kasak college gaye hain aur Papa office...mumma kisi kaam se bahir gayi hain aur main akela hoon...
Kash: what?? tumhari tabiyat kharab hai aur tumharay pass koi nhai hai??
Sujal: nahi na...kisi ko mera khyal hi nahi hai...isi liye tumhain call ki...lekin tum bhi nahi asakti na
Kash: kyun nahi asakti?
Sujal: woh rasam na milnay walli...
Kash: bhar main gayi rasam! main pandrah minute main pohanchti hoon...ok bye!
Sujal phone rakhta hai happily keh Kashish sey mill ley ga...woh bed per lait jata hai night-suit pehan ker pretending to be sick..
Kashish neechey jati hai kamray sey
Prerna: arey...aj itni jaldi..beta tu office nahi ja rahhi...
Kash: mumma...office nahi ja rahi...aik bhut important kaam hai iss liye...bass ghantay takk ati hun...bye!
woh Prerna ko kuch bolnay ka mauqa hi nahi deti aur garri ki chabi ley ker Sujal key ghar ke liye nikalti hai!
taqreeban 15 minute baad, Sujal ke ghar per bell hoti hai aru 10 second baad Kashsih bhagti hui Sujal key kamray main enter hoti hai
Sujal: arey tum agayi...main tumhara hi wiat kar raha tha..\
Kash: kia hua tumhain?tum theek to ho? kitni baar kaha tha keh tahnd main coat pehana karo elkinn suntay hi nahi...ab bukhto!
Sujal uss key shoulders per haath rakhta hai
Sujal: calm down!! chill karo..
Kash: kia chill karoon? tumhari tabiyaat kharab hai aur...bhukhar to nahi hai...
Sujal: kuch bhi nahi nahi hai...
Kash: kia matlab?
Sujal: matlab yeh sab tum sey milnay ke iye nattak...
Kash: WHAT!!! tumhain sharam nahi ati...pagal...milnay key liye yeh sab...meri to jaan hi nikal gayi thi...
Sujal smile karta hai aur phir ussey hug kar leta hai
Sujal: God i missed u soooooooooooooooo much!
Kash: choro Sujal!! kisi ney dekh liya na to...
Sujal: tum na...thora sa romance bhi nahi karnay deti...
Kash: shadi ke baad jitna romance karna hai kar lena...filhal main ja rahin hun
Sujal: arey itni jaldi?
Kash: mumma wiat ker arhi hongi
Sujal: jahan atkk amin tumhain janta hoon tum mumma ko kam sey am aik ghantay ka time de ker ayi ho...to betho na yaar
Kash: koi agaya to?
Sujal: 2 ghanton takk yahan gahr main koi nahi ayega main ney iss ka bandobast kar liya hai....
Kash: sirf aik shart per keh ainda aissa nahi akrogay??
Sujal: ok baba nahi karoon ga
Kash: theek hai
woh smile karti hai...Sujal apna dil pakar leta hai
Sujal: uffff!!! isi muskarahat per to hum fida hain...
Kash: Sujal!! tum ney mujhey paka embarass karnay ka zima le liya hai...
Sujal: embarass kia yaar... i am ur going to be husband
Kash: GOING TO BE na huay to nnahi ho...
Sujal: acha yeh sab choro...decide kartay hain...shadi key baad ghar ana chaho gi ya hotel main madam ke liye kamra book karain?
Kash: of course ghar angi...apnay ghar..
Sujal: theek hai...aur honeymoon per kahan jayen??
Kash: ummm....lets see....London??
Sujal: main ney aik tour socha hai...pehley London,phir Dubai, phir Morocco aur phir ghar...kia kehti ho?
Kash: excellent!! aur kitni dair key liye??
Sujal: yaar do amhinay to...
Kash: DO MAHINAYYYYY!!!! itni dair sab ke beghair...
Sujal: jab main wahan hoon ga to sab ki kia zaroorat....
(btw this conversation is taking place on a sofa in sujal's room)
Kash: nahi...phir bhi its too long....
Sujal: theek hai...merey saath akeley do mahinay bardasht nahi hotay aur iss gahr ain poori zindagi guzar sakti ho...fine
Kash: acha naraz na ho..theek hai jaissa tum kahoo....
Sujal: aur shadi ke 2-3 saalon main humaray paanch chay bachay to ho jayen gay na....
Kash: pagal ho agye ho?? 2-3 saal main paanch chay bachay?? main insan hoon koi machine nahi...
Sujal: yaar insan jab chand per ja sakta hai, k-2 sarr ker sakta hai to panch chay bachay paida karna to mamooli baat hai...
Kash: jee nahi...mujhey paanch chay bachay nahi chahiye...
Sujal: yaar woh Anish, uss ki bhai key janti ho kitnay bachay hain? saath....uss ki bhabhi ney kabhi kuch nahi kaha
Kash: uss ney nahi kaha matlab main bhi chup chap sarri takleef sehti rahoon? na baba na...mujh sey yeh takleef nahi sahi jaye gi...
Sujal: uff o kashish! kia takleef??
Kash: ab tumhain poora process bataon?? sab jantay ho lekin bholay bantay ho...main ney keh dia na sirf do bachay...nahi to takleef se to main marr hi jaon gi...
Sujal: main ney agar tumhain marnay dia to na?? tum mujhey chor ker ja hi nahi sakti...
Kash: kyun? maain koi immortal hoon...
Sujal: woh oopeer wala hai na uss ney humari qismatain akhatai likhi hain...matlab hum marrain gay to akhatay hi...
Kash: acha baba...tumhain chro ker kabhi nahi jaon gi ok...
Sujal:...hmmm thats better
Kash: acha ab main chalti hun
Sujal: kahan ja rahi ho??
Kash: ghar....bhut dair ho gayi hai...arey main naukar ko abta doon keh tumharay liye soup bana dey...
Sujal: yaar mujhey kuch anhi hua hai...
Kash: acha theek hai main chali...bye
Sujal cute sa chehra bana ker beth jata hai,....Kashsih darwazay takk jati hai aur phir murr ker wahan sey ati hai, Sujal ko hug karti hai aur aik simple si cute bki kiss karti hai cheek per phir wahan sey bhaag ker chali jati hai.....
To Sangeet ke liye wait karain aur next part main sangeet millay ag...bhut fun hoga...ok PLZ GIVE UR COMMENTS luv kira