Ok nxt prt-
s-kya?kya hua?boy frd ne chod dia,dhoka dia,shaadi tutt gai hua kya????
k-[k bohot ro rahi hai,rote rote hafte hue,zameen paar bebas girke baith jaati hai]rape!!!!!!!!!!!!!
K ke ye lafz sunke maano s ke pairon ke taale zameen phisal jaati hai
He is damn shocked
K ki taraf dekhta hai jo road pe baithkaar buri tarah ro aur bilakh rahi hai
S ke eyes moistene
s-[murmers,wo shabd sunke to s ki zaban se shabd nahi nikal rahe hain]rape?
k-[buri tarah rote hue]haan,haan rape hua hai mera,balatkaar!
S somehow wants 2 console paar but doesn't knw how
k-[k jaanti hai ki wo insaan jo uske saamne khada hai wo ek ajnabbe hai,paar pata nahi kyun wo usse ye baat bata rahi hai,kyun usse dil ka haal suna rahi hai,kyun uske saath sabse zyada mefoos mehsus kar rahi hai khud ko,ye saab k khud nahi jaanti] main..main..yahan ki rehne wali nahi..yahan se dur ek chotte se sheher mein rejti thi[hafte hue]…ghar mein main mummy papa aur meri chotti..aur 4 behene thi…main..naukri karti thi..college khatam karne ke baad nayi naukri lagi thi,1 mahina hua hoga,aur chutti ke din,bachchon ko yoga aur dance sikhati thi,bohot khush the hum….
S is listenin 2 her,llokin at her with his intense eyes,he was wonderin ki she is so serene so simple & also so pure,no matter wht has happened
K continues
k-phir..uss din..wo din..[k sisak uthti hai]…..main wo..uss din..[cryin]..bohot barish ho rahi thi..toofan sa tha…office mein zyaada kaam tha..to nikalne mein der ho gai..akhri bus taak jaa chuki thi…auto strike tha..main bohot pareshaan ho rahi thi..bus stop mein khadi khadi,,,akeli uss sunsaan jagah mein….bohot andhera tha..raat ho chuki thi ..bohot…dur dur taak koi nahi tha..naa hi koi transport naa kuch..main bus wahan akeli intezaar kaar rahi thi..tabhi!..[k strts cryin bitterly]
s-tabhi?[with sympathy in his voice]
k-tabhi..tabhi..wo..wo..[rote hue haaf rahi hai]..wo gaadi..gaadi..ruki wahan..saamne[cryin]..aur mera..mera haath pakadke andaar khich lia[closes her eyes 2 bear the pain]…aur wo..wo..phir..[cryin badly]…main chilla rahi thi,cheekh rahi thi dard,koi sunne wala nahi tha…wo to ek bhedia to,uske lie main ek jism se zyada kuch nahi…wo mere jism ko raund raha tha,chill raha tha,kaat raha tha,aur main kuch nahi kaar paa rahi thi [s se k ka dard dekha nahi jaa raha,he is clenchin his fists]..wo..wo muje..haar jagah..chuu..chu raha..tha..[k is cryin,phut phutke]..muje berahmi se kuchal raha tha…muje bedardi se piit raha tha..maar raha tha..aur main bebas thi,koi maddat ke lie nahi aaya,koi nahi!
S ki ankhon se bhi k ki haalaat dekhkaar asoo beh jaaate hain
k-uske baad..phir..uss haivaan ki jaab pyaas mitt gai,bhook mitt gai,muje besahara,tadapta hua,raaste paar phek ke chala gaya!
S ko uss insaan pe gussa aa raha hai,samne aaye to maar hi dalega
s-tumne police mein complain nahi ki!
k-ki thi! Uske baad injuries ki wajah se muje hospital mein admit kia gaya,taab taak baat itni nahi bigdi thi,mere parivaar wale mere saath the.paar phir mujhe ghar le aaya gaya,papa aur main gae the police station complain likhane,…ek baar balatkaar to usne kia mera,aur dusri baar unn police walon ke saawaalon ne…koi poochta..kaise kaise rape kia usne…haath kahan the uske,chaati paar ya jangho paar,kahan kahan chua,achcha to zarur laga hoaga,bura lagne ki cheez hai kya….haath kahan kahan jaa rahe the uske..[cryin,bitterly]..kahan kahan ghao aae,dikhao…saab log..saab meri izzat lutne paar tule hue the…uss haadse ke baad maano,main baazaaru ho gai thi….meri izzat ke saath saath atmasamman bhi chala gaya tha mera…police ne complain to likhi nahi,minister ka beta tha,kaun baat sunta meri,mujpaar tohmat lagane lage ki main itni raat ko kya kar rahi thi wahan…..wo to bachne ke lie abroad bhaag gaya,aur main..haar jagah tohmaat,naukri se bhi nikal dia,izzat kharab hogi company ki muje rakhne se islie….ass pados wale baat nahi karte the..jahan jao badnaami…haar jagah dhutkaari jaati thi,uss wajah se[cryin]…pehle mummy papa,mujse humdardi jatate the,paar saamaaj ke daar se,aur iss zimmeddaari ke kaaraan ki meri baaki behno ki zindegiyan kahin mere iss daag wajah se kharab naa ho jae..kahin unki shaadi mein mere iss daag ke kaaraan,kalank ke kaaraan,kharab naa ho jae,kahin era kala saaya padne se unki zindagiyon mein bhi andhera naa chaa jae..isslie..saab ke bhale ke lie..ek din..mumma papa ne bhi ghar se nikal dia mujhe..[cryin]..muje nahi pata tha,kyun ho raha hai mere saath aisa,maine to koi galat kaam nahi kia,to muje saazaa kislie mil rahi hai….pata nahi tha kahan jaana hai..jaise taise karke,yahan iss sheher mein aa gai,paar yahan kya karti,koi nahi tha abb,kahan jaati,koi sahara ,koi ummeed kuch nahi..akhir mein bebas aur taang aakaar,apni zindagi se mayus hokar ye kadam uthana chaha,atmahatya karni chahi,iss zindagi ka dard saha nahi jaata tha,sehti bhi to kiske sahare..aur kyun..kiske lie..paar atma hatya karne gai usmein bhi..usmein bhi nakamyaab ho gai..wahan bhi kismat ne saath nahi dia mera..hamesha ki tarah!
S ki ankhen num hai k ki haalaat dekhkaar,wo usse kaise bhi yakeen dilana chahta hai ki saab kuch bilkul thik ho jaega,kaise bhi uska dard kum karna chahta hai
61