Part-5
Recap: Rahul aur Dev Sarans ke ghar unhe party ke liye invite karne jate hai.Rhea aur Rahul ki mulaqat
ek baar phir hote hote reh jati hai...Rahul aur Dev mein,Dev ki shadi ke faisle per argument hota hai.Dev
Rahul ko samjhata hai hai ki unki zindagi pe unse jyada unke pita Lalit Raichand ka haq hai...
ab aage......
Its evening & party time at the Raichand mansion........
Pura Raichand mansion sajaya gaya hai...Business world ki sabhi jaani maani hastiya is party mein maujood
hai & the Raichands play the perfect host for the evening...
Surveen:wow bro!! aap is black suit mein kya lag rahe ho..
Rahul: thanks sur..waise tum bhi kaafi achchi dikh rahi ho...
Surveen: bro, kam se kam apni behen ki tarif to dil kholke kiya karo..waise bhi aaj meri saari friends aur iss party
mein maujood har ladki ki nazar sirf aap hi per hongi... The young, handsome, dynamic dude... Rahul Raichand !!!!!
Rahul [gets irritated] Surr !!!!
Surveen: ok ..ok waise Dev bhaiya ko to dekho...kitne khush lag rahe hai..kyun bhaiya..baat kya hai???
Dev: khushi ki to baat hai, aaj mama ka birthday hai, Rahul is back home ...
Surveen: ha aur Aarti bhabhi bhi aa rahe hai
[Dev just stops speaking ..he goes blank..& looking at him Surveen & Rahul starts laughing]
Lalit: are DEv, Rahul yaha to aana... Mr Malhotra yeh hai mera chota beta Rahul..& Rahul yeh hai Mr.Malhotra..Aarti
ke father..
Rahul [smiles] hello uncle...
Mr.Malhotra: hello beta, tum shayad Dev aur Aarti ki sagai mein yaha nahi the
Rahul: ji uncle, actually main studies ke liye london mien tha, aur uss waqt mere exams chal rahe the, so cudnt make it ...
Mr.Malhotra: ho ha, Dev ne hume bataya tha...
Surveen: hey bro..inse miliye..yeh hai hamari pyari Aarti bhabhi..aur bhabhi yeh hai hamare bhai,
aur aapke chote dever..Rahul ...
Aarti [smiles] hi
Rahul: hi bhabhi
Surveen: kyun bro, kaisi lagi bhabhi?
[Rahul just smiles sweetly]
Surveen: woh kya hai na bhabhi, mere pyare bro..thode sharmile hai ...
Rahul : sur..ji nahi bhabhi aisi koi baat nahi hai...
[aarti just smiles]
[just than Sarans comes & Rahul sees Rhea]
Surveen: hey bro kyaha kho gaye?
Rahul: nahi..kuch nahi...
[aarti ses rhea]
Aarti: Rhea.. hi..aap kab aaye?
Rhea: bas abhi 2 hi din hue.
Aarti: 2 din aur hume bataya bhi nahi..i'm very upset
Rhea: oh ho..i'm sorry...
Aarti: its ok..iss baar maaf kiya ..aao hum aapko sabhi se milvate hai...
Rhea: ahem ahem!!!!
[Aarti blushes]
Aarti: ab chalo bhi
[all this while, Rahul bas Rhea aur Aarti ko dekhta hai, aur isi soch mein rehta hai ki woh Rhea se baat
kare ya naa kare..meanwhile Hiten, Nandini (dadi) & Yash meets Naina & Lalit]
Nandini: Naina, yeh Rhea hai Hiten ki choti behen
Rhea: namaste aunty..& wish u a very happy birthday
Naina: thank you beta, per dadi pehle to Rhea se kabhi mulaqat nahi hui
Rhea: ji aunty, main bas abhi abhi london se apni studies complete karke lauti hu
Naina: oh..mera beta bhi wahi tha, wo bhi bas abhi abhi lauta hai..ek min ..Rahul..zara yaha aana
Rahul; ji mama
Naina: Dadi, yeh hai mera chota beta Rahul hai..
Rahul: mama, hum mil chuke hai..
Naina: mil chuke hai?
Nandini: ha Naina, Dev aur Rahul savere ghar aaye the..tabhi hi mulaqat hui..
Naina: chalo achchi baat hai...
[Naina & Nandini gets busy talking and meeting sum people..Hiten & Dev are busy as both are use to all such parties,
, per Rhea aur Rahul kaafi bore ho rahe hai.. so wo dono ek dusre ko hi company dete hai]
Rahul: so? hum phir mil rahe hai
Rhea: ha
Rahul: hume to pata hi nahi tha ki hamare parents itne achche dost hai..
Rhea: hmm
Rahul: lagta hai aap bhi bore ho rahe hai...
Rhea [smiles] sach kahu to ha..
Surveen: wow! lijiye bro..aapko koi to aap jaisa mila...
Rahul: surr...oh by the way..Rhea, she is surveen.. n sur she is Rhea
Surveen: hi Rhea
Rhea: hi surveen
[Rhea n Rahul were about to talk then lalit makes sum announcement]
Lalit: ex cuse me ladies n gentlemen, may i hv ur attnetion pls... thank you.. jaisa ki aap sab jante hai yeh party hamare wife
Mrs. Naina Raichand ke birthday ke liye hai...per aaj isi mauke per main aapse kisi ko milana chahta hu... hamara chota beta
jo haali mein london university se apni studies puri karke laute hai, aur jo jald hi Raichand Empire join karnewale hai..
So here i intorduce to u all..my son..Rahul Raichand...
[evrybody starts applausing n the rest if the family members too were very happy, but Rahul had no expressions at all.. it was as if he was forced
to do this... but still inwillingly he goes upto his father..pretending to smile & behving as normally n happy as he cud..]
Lalit: Rahul ..my son.. [and huggs him, n Rahul just smiles] so friends he is Rahul...Rahul Raichand..our new President of the Raichands Imporials....
[evrybody is happy.. they come n congratulate him... and after sumtime Rhea comes to him]
Rhea: so, congratulations Mr.Raichand.. [smiles]
Rahul: thanks, but i prefer Rahul...
Lalit: hey rahul come cake nahi kaatna hai?
Rahul [smiles] ex-cuse me for a minute Rhea..
Rhea: sure...
[naina cuts the cake & evrybody comes n wishes her n the party goes on... but Rahul is not that happy... use yeh sab bilkul pasand nahi tha... wo kaaafi bore ho raha tha,
Rhea realises that Rahul is a bit upset but then she just let him go thinking that she shud not ask him evry now & then about his problems and irritate him]
Rhea: Aarti, main to yaha kaafi bore ho rahi hu, waise aaj kal to tum kaafi busy rehti hogi na?
Aarti: nahi to kyun?
Rhea: ab tumhari shaadi hai na, to..
Aarti [smiles] nahi baba, are hum to tumhe Dev se milana bhool hi gaye... chaliye hum aapko unse milvate hai..
[Dev is busy wid sum of the guests]
Aarti: ex-cuse me..
[Dev turns around]
Aarti: ji hume aapse kisiko milvana hai..
Dev: ji..
Aarti: aapko yaad hoga hum aapse hamesha apni ek friend ke baare mein baat karte hai..Rhea?
Dev: oh ha..
Aarti: inse miliye..yehi hai Rhea.. and Rhea yeh hai Dev...
Dev: hum to savere hi mil chuke hai..
Aarti: kya? kaise?
Dev:ha savere hi mulaqat hui thi, yeh Hiten ki behen hai, main janta hu.. savere inke ghar invite karne gaye the..
Aarti: oh.. dekha aap to ek dusre se pehli hi mil chuke hai..
Surveen:bhabhi zara yaha aayiye please..
Aarti: ha Surveen.. ex-cuse me , hum aabhi aate hai..
Rhea: ya sure..
[tabhi rahul comes to dev]
Rahul: bhaiya i'm leaving.. main yaha bahot bore ho raha hu, aur waise bhi sabse mil liye hai..ab let me go...
Dev: per Rahul, yaha itne mehmaan aaye hue hai, aur phir papa se kya kahoge?
Rahul: please bhaiya, i cant bear this anymore, waise bhi mujhe yeh parties bilkul bhi pasand nahi hai.. papa ko to har choti badi
baat pe party dene ki aadat hai.. anyways, unhone jo karna tha kar liye hai, mera official introduction ho chuka hai
and i'm leaving now.. mere sar bhi bahot dard kar raha hai... [and he was just about to leave then Lalit stops him]
Lalit: rahul... [in a very stern voice] hume parties dene ka shouk nahi hai, yeh party tumhare liye bhi di gayi hai...
[Rhea just ex-cuses herself from the scene, while lalit continues speaking]
Lalit:yeh party humne aapke liye di hai, aap koi mamuli insaan nahi, Lalit Raichand ke bete hai..aapse milne yaha kai log aaye hai..
kayi log aapke bare mein puch rahe hai, you now are the president of the Raichands Imporials...& no more an ordinary boy
so behave like one & stay here without creating a scene...
aapko kahi bhi jane ki koi zaroorat nahi hai...ab se in parties ki aapko aadat dalni hogi.. i hope i have made myself clear...
[saying this Lalit leaves, leaving frustrated Rahul standing behind...again unwillingly Rahul stays bak at the party, but is very upset by his father's
behaviour..just then Rhea comes]
Rhea [smiles] itne chup chap kyun khade ho? maana ki aapko yaha bore ho raha hai per yeh party itni bhi boring nahi hai..
Rahul: [wid no expressions at all] nahi bas u hi...
Rhea: achcha chodiya..yeh batayiye ki aapko aapki bhabhi kaisi lagi?
Rahul: ha achchi hai...
Rhea: mujhe lagta hai ki aapko wo pasand nahi hai, isiliye to aise muh latkaye jawab de rahe hai...
Rahul [smiles] bhabhi bahot achchi lagi.. ab to thik hai..
Rhea [smiles] ha ab bilkul thik hai...
Surveen: hey beautiful people, kya ho raha hai? why arent u dancing ha?
Rahul: no Sur.. u carry on.
Surveen: achcha Rhea tum to chalo..
Rhea: mmm filhaal mera bhi mood nahi hai..
Surveen: thik hai...
[time passes..& the party gets over.. Its midnite & Rahul is still awake..for sum reasons he just cudnt sleep.. shayad use bhi nahi pata ki
woh aise kyun mehsoos kar raha hai.. tabhi hi sumone knocks the door]
Rahul: are bhaiya aap? ander aayiye na...
Dev: tum soye nahi ab tak..
Rahul: ha, bas neend nahi aa rahi thi..
Dev: hmm..Rahul, mujhe tumse kuch baat karni hai
Rahul: ji kahiye..
Dev: main jaanta hu Rahul ki tum khud bahot samajhdaar ho, apna achcha bura samajh sakte ho... aur ab
tum apne zindagi ke faisle bhi le sakte ho.. per Rahul tumhari zindagi sirf tumhari nahi hai, is pe hamara bhi kuch
haq banta hai...
Rahul: of course bhaiya.. per aap aisa kyun keh rahe hai?
Dev: aaj party mein papa ne jis tarha se tumse baat ki maine dekha.. main bas..
Rahul: oh..bhaiya..us waqt main bas party mein bore ho raha tha, aur mera waha rukne ka bilkul bhi mann nahi tha..
aur main waha chehre pe u jhoothi muskaan liye khade nahi reh sakta tha, aur aapko bhi yeh pata hai ki mujhe yeh sab
bilkul bhi pasand nahi hai..aur rahi baat papa ke uss tarha behave karne ki ya mujhe kuch bhi kehne ki to yeh to unka
haq banta hai.. mujhe unki baato ka bilkul bhi bura nahi laga..main unke jazbaato ko samajh sakta hu..
Dev: [smiles] main tumse yehi kehne aaya tha per ab lagta hai ki mujhe kuch kehne ya samjhane ki koi
zaroorat nahi hai..Mera chota bhai aaj wakaye mein bada ho gaya hai..
Rahul: [smiles] aisi baat nahi hai bhaiya, mian papa ki bahot izzat karta hu bas kabhi kabhi mujhe aisa mehsoos hota hai
ki jaise woh apne faisle humper thopna chahte hai..
Dev: per woh hamare liye jo bhi faisle karte hai un mien hamari hi bhalayi hoti hai..
Rahul: [folds his hands & smiles] woh to main aarti bhabhi aur aapko saath dekhkar hi jaan gaya ...
Dev: [smiles] achcha, ab kafi raat ho gayi hai, ab so jao.. aur ha ab koi novel padhte mat baithna so jana..
[dev ki novel wali baat kehti hi rahul ko uski aur rhea ki woh flight wali mulaqat yaad aati hai jaha rhea novel padhti rehti hai
aur rahul bas bore hote rehta hai]
Dev: kaha kho gaye?
Rahul: [smiles] nahi kuch nahi.. waise novel wala idea achcha hai bhaiya.. [and he laughs]
Dev: kya baat hai, itna muskura rahe ho?
Rahul: kuch nahi bhaiya, achcha mian novel nahi padhunga, so jaunga..thik hai
Dev: hmm..chalo phir..gudnite..
Rahul: gudnite bhaiya....
....end of part-5......
hope u enjoyed reading it....
comments awaited!!!
35