They reached the kahin to hoga sets and both got out of the taxi.
Taxi driver:100 rupay banthay hain saahab.
Rajeev gives him 50 rupees and walks away. Aamna ko lagta hai ke usne paise de diye so she decides she will pay him when she sees him. Woh jaanay waali hoti hai ke taxi driver peechay se usko awaaz maartha hai.
Taxi driver: Oh madam ji, pachaas (50) rupay diye binna hi jaa rahi hain.
Aamna is surprised, she just thinks ke us mein kitna attitude hai, pachaas rupay bhi nahin de saka, mein kahin bhaagi jaa rahi thi kya, baad mein de deti, mujhe itni embarrassment sehni pari. She was frustrated and she hands over the money to the taxi driver and enters the studio.
She enters the studio and meets the cast and crew, they were all very friendly. They meet up with the producer and find out the days plans. In between all that, rajev enters the studio
Ekta: Ah Rajeev khandelwal, tum aagaye. (turning to everyone) yeh hain Rajeev jo sujal ka character play karenge.
Aamna was shocked, she was thinking no, this can't be happening. Yeh sujal hai, mujhe iske saath pair hona hoga. Rajeev sab ko hi kehta hai and then looks at Aamna. He was thinking, ke yeh yahan kya kar rahi hai.
Ekta:Rajeev insay millo, yeh hain Aamna sharif jo ke kashish ka character play kar rahi hain.
They both just look at each other and Rajeev all of a sudden says,
Rajeev: hi… kashish
Aamna just thought that hadh hogayi, usne usko uske asli naam se bhi nahin bulaya. So in return she wanted to give him attitude aswell
Aamna: hi sujal
Dono ne aik doosre ko dekha bohat ghussay ke saath.Phir producer nekaha ke shooting shuru karne ka waqt hogaya hai. Aamna realy enjoyed her first day apart from the morning incident and was happy ke she didn't have any scenes with Rajeev today. Shaam ho jaathi hai and they leave for home.
Dono apne apne ghar pohanchthay hain aur Aamna apni mom ko batati hai ke aaj uske aur Rajeev ke beech kya hua tha. Her mom tells her to forget everything and to eat something. Wahan Rajeev ghar jaakay apne liye kuch banaatha hai as he lives on his own and had no one to cook for him lekin he enjoyed cooking.
Aik mahinabeeth gaya tha, lekin Aamna aur Rajeev abhi bhi aik doosre se bath nahin karte thay. Infact Rajeev tho kissi se bath nahin karta tha. Aik mahinay ke baad bhi Rajeev sab se door rehta tha. Baaki sab bohat achay dost thay lekin Rajeev ne kissi se dosti nahin ki. Aamna jathaathi nahin thi lekin usse kaafi burra lagta tha Rajeev ke liye, aur who humesha door rehta tha. Woh humesha ghar se khaana lekar aati thi aur sab baant kar khaahay thay siwaye Rajeev ke jo aik corner mein baith kar akela khaatha tha. Aamna ne kahin baar usse khaana offer kiya lekin woh manna kar deta.
Us din who shooting khatam karke ghar jaa rahe thay. Aamna gaari mein baith ke ghar ki taraf challi jaathi hai. Achanak who dekhti hai ke Rajeev rickshaw dhoond raha hota hai, baarish bhi kaafi zor ki laggi thi.
Aamna: Driver, gaari roko yahaan aik minute
The driver stops the car and Aamna opens the window.
Aamna:ermm… Rajeev tumhe lift chahiye kya, hum seedhay hi jaa rahe hain aur waise bhi bohat thaiz bearish laggi hai.
Rajeev:thanx but no thanx, mein manage karlunga. Mujhe kisi ki madat ki zaroorat nahin hai.
She was shocked, usse yaken nahin ho raha tha. Woh soch rahi thi ke koi itna arrogant kaise ho sakta hai.
Aamna: (angrily) I'm sorry I asked. Ok math aao, bheegthay raho tum.
(turns to the driver) chalo driver.
Aamna leaves and Rajeev sees her go. He feels very bad, he realises ke who sirf uski madat karna chahthi thi, usse aise baath nahin karni chahiye thi. Rajeev was still waiting for a rickshaw.
Achanak Rajeev hears someone horning, jab who peechay dekhtha hai tho he sees Aamna standing there with an umberella. She puts it over his head aswell as hers.
Aamna:Dekho, bearish zyada ho rahi hai, tum cahte ho tho humare saath chal sakte ho.
Rajeev kuch nahin kehta sirf usse dekhta jaatha hai. Aamna bhi wahan kharri hoti hai usse dekhte huay. Dono aik doosre ko dekh rahe thay aur aik doojay mein kho gaye. Unhay samajh nahin aa raha tha ke itni nafrat karte hain aik doosre se, phir bhi kyun who apni nazrein nahin hata pa rahe thay. Achanak hawa ke jhonkay ke saath chaatha urr jatha hai. Aamna bheeg rhi thi aur bearish ki wajah se uske kapray geelay hogaye thay. She was feeling very uncomfortable as u could see thru her dress because of the rain, Rajeev notices this and quickly turns away and takes his coat off. Woh usse apna coat deta hai aur bhaag kar chaatha le aatha hai.
Rajeev: Yeh lo tuhara chaatha. Tum ghar jao, bohat bearish laggi hai tumhari tabiyat kharaab hojayegi, mein manage karlunga.
Aamna nods in yes and sits in the car. She is about to take the coat off lekin Rajeev tells her to leave it ad give it to her later.
Aamna opens the window and gives her umbrella to Rajeev.
Aamna:yeh rakh lo, warna bheeg jaoge aur….. thanx 4 the coat, mein lauta dungi kal. Driver chalo.
She shuts the window and leaves from there. Rajeev keeps looking at her go and then he looks at the umbrella. A smile appears on his face. He then finds a rickshaw and leaves.
here is part 2 of my story guys, plzzz read and comment 😉
36