Recap:
Rajeev and Aamna share some sweet moments in the resteraunt and find out they are similar in many ways. Rajeev gifts Aamna a beautiful black dress and
some flowers. Rajeev talks about his past which brings tears to Aamna's eyes. They leave the resteraunt and aamna trips and rajeev holds her, they share a romantic moment at that point and then both leave in the car.
Do Deewane-Part 10
Rajeev is driving the car and can hear Aamna sighing, he can tell she is in pain, woh pareshaan hojaatha hai. Aamna notices this.
Aamna: Rajeev kya hua tum itnay parehsaan kyun ho
Rajeev: nahin....woh...kuch nahin...
Aamna: Rajeev mein tumhari dost hoon, mujhse apni pareshaani share nahin karoge
Rajeev looks at her lovingly
Rajeev: Aisi koi baat nahin hai, woh darasall tum bohat takleef mein ho na aur mujhse dekha nahin jaa raha
Aamna is touched and gets emotional, she has tears in her eyes. Rajeev sees this and stops the car.
Rajeev: arre aamna tum ro rahi ho, please math ro aamna mein tumhari aankhon mein ansoo nahin dekh sakta, mein tumhe humesha khush dekhna chahtha hoon.
He looks at her and holds her face in his hands. He then looks up at aamna and there eyes meet, both were lost in each other. He then wipes her tears.
Rajeev: Chalo now give me a smile
Aamna smiles at him and Rajeev starts the car again and drives off.
They reach Aamna's home after 10 minutes and Aamna is about to get off, Rajeev stops her
Rajeev: Rukko Aamna tumhe chot aayi hain, mein jaa ke aunty ko bolta hoon ke woh darwaza kholen.
Aamna smiles at him and Rajeev smiles back and leaves. He knocks on the door and after a few minutes the maid opens the door. Following behind we see Aamna's mum.
Aamna's Mom: Arre beta...ermmm rajeev aap
Rajeev: Aunty ji aap mujhe beta bulaen tho mujhe zyada acha lagega aur yeh aap bohat formal haina
Aamna's Mom: (Smiles) aik shart pe bulaungi, agar tum mujhe mumma bulao tab
Rajeev smiles and is touched. He bends down to touch her feet and Aamna's mom blesses him
Aamna's mum: Khush raho beta....
She then realises ke aamna wahan nahin hain and looks abit worried.
Aamna's mom: Beta Aamna kahan hain?
Rajeev: Woh mumma aap fikr math kijiye darasall chalte waqt uske paon mein moch aagayi thi, tho woh sahi se chal nahin paa rahi thi isliye maine socha ke mein pehle darwaza khulwadun phir usse le aaun, woh neechay parking lot mein hai, mein uski madat karta hoon, aap fikr math kijiye, darwaza khulla rehne dijiye
Aamna's Mom: Ok beta darwaza khulla hai, tum le aao.
Rajeev: Ji Mumma
Rajeev goes down the steps into the parking lot to get Aamna. He goes upto the car and opens the door. Aamna is about to get out
Rajeev: Aamna tum manage karlogi
Aamna: Haan Rajeev don't worry.
Aamna gaari se baahar nikalthi hai gaari ka sahara lete huay aur phir aik kadam aage bharathi hai. Woh phir achanak se girne waali hoti hai aur Rajeev usse thaam leta hai. Woh uski aankhon mein dekhta hai, aur binna sochay samjhe usse apni baahon mein utha tha hai. Dono aik doosre mein kho jaathay hain.
Background song:
Baahon ke darmiyan,
do pyar mil rahe hain,
jaane kya bole mann,
dole sun yeh badan,
dhadkan banni zubaan.
Bahon ke darmiyan
Rajeev aur Aamna abhi bhi aik doosre ki aankhon mein dekh rahe hote hain, aur phir Rajeev Aamna ko uthake upar le jaatha hai. Aamna ki mumma darwaze pe intezaar kar rahi hoti hain.
Aamna's mom: le aaye beta
Aamna Rajeev turn towards Aamna's mom and get embarassed, they both look down.
Rajeev: Haan Mumma mein le aaya Aamna ko
Aamna looks at him suprisingly, Rajeev notices that and so does Aamna's mom
Aamna's mom: maine hi bola tha usse ke ab woh mujhe mumma bulayega tabhi mein usko beta bulaungi, kyun Rajeev
Rajeev: Bilkul sahi kaha mumma....ab andar chalen
All smile and Rajeev takes Aamna inside. He goes inside and Aamn's mom says she will go and get coffee for them. Rajeev is still holding Aamna.
Rajeev: Aamna bedroom kahan hain tumhara.
Aamna: (blushes) Woh.. aage jaake second door.
Rajeev: Ok
He smiles at her and takes Aamna to her room. Dono chori se aik doosre ko dekh rahe hote hain. Rajeev goes inside the room and places Aamna on the bed. He puts a pillow behind her. He's about to take of her shoes.
Aamna: ermm Rajeev rehne do...mein karlungi
Rajeev: arre Aamna koi baat nahin mein utaar dunga
He takes of her shoes and Aamna is blushing alot, uski dhadkan thaiz hojaathi hai with Rajeev's every touch. She keeps looking down. When Rajeev takes of the shoe of her right foot, Aamna screams
Aamna: aaaahhhhhh!!!!!!!
Rajeev looks up at her and is worried
Rajeev: Kya hua Aamna?
Aamna: Woh paon ko takleef horahi hai
Rajeev: Ohh, ermmm...Aamna balm hai kya ghar mein?
Aamna: Haan woh mere top drawer mein parri hai
Rajeev: Do you mind if i take it out?
Aamna: Rajeev tum mere dost ho, ab tho yeh formality chor do.
Rajeev smiles at her and opens her drawer and takes out the balm. Woh waapis Aamna ki taraf aata hai.
Rajeev: Woh.. balm lagadun?...
Aamna is silent and just stares at him, she looks down as she's realy embarassed and doesn't know what to say. Her heart is beating really fast. Phir Woh dil thaam leti hai aur kehti hai
Aamna: Haan.
Rajeev just looks at her and smiles, he opens the balm and applies it on Aamna's foot. When he is rubbing the balm Aamna starts to breathe faster. Rajeev's eyes meet Aamna's and his heart skips a beat. He just keeps looking at her. He feels as though he has never seen anyone as beautiful as Aamna. Woh bas usse dekhta hi rehjaatha hai, aur uski aankhon mein kahin kho jaatha hai.
Background Song:
Tumko paaya hai tho jaise khoya hoon,
Kehna chahun bhi tho tumse kya kahun,
Kissi zubaan mein bhi, woh lafz hi nahin,
Ke jinmein tum ho kya tumhe bata sakun.
Mein agar kahun, tumsa haseen,
Kaynath mein nahin hai koi,
Tareef yeh bhi tho sach hai kuch bhi nahin
Both are lost in each other when Aamna's mom walks in the room. She sees
them both and smiles
Aamna's MOM: (Coughs) kya horaha hai yahan!!!
Rajeev and Aamna jump up and look at Aamna's mom, totally shocked!!
Rajeev: Woh....Mumma...mein kuch nahin kar raha tha....Aamna ko bas balm...woh balm laga raha tha mein..haan
Aamna's mom begins to laugh
Aamna's mom: arre mein tho mazaak kar rahi thi, tum aise hi darr gaye, lo beta coffee ready hai.
Rajeev sighs in relief and just smiles. He takes the coffee and then Aamna just looks at him and starts to blush
Rajeev: Woww..mumma coffee bohat achi banati hain aap
Aamna's mom: Acha...Aamna ko bhi mere haath ki banni coffee bohat pasand hai, dono kitnay aik jaise ho.
Rajeev just looks at Aamna and smiles. He finishes drinking the coffee and decides to go as its getting very late aur subah shooting pe bhi jaana hota hai.
Rajeev: Acha mumma mein chaltha hoon...Aamna tum apna khayal rakhna aur haan agar subah thak tum theek na hui tho shooting pe math aana aur agar tum theek hui tho subah mujhe call karlena, mein tumhe le jaaunga ok. Take Care
He is about to go
Rajeev: Aur haan agar raat ko takleef hui tho balm laga lena
He's about to go again
Rajeev: aur haan aik aur baat agar bohat takleef hui tho mujhe raat ko kissi bhi time bejhijak call kardena mein fauran aajunga.
Again he's about to go
Rajeev: aur haan finally....goodnight aamna
Aamna:Goodnight Rajeev
Aamna just looks at him and smiles, he's about to go when aamna's mom calls him
Aamna's mom: Beta aur kuch tho nahin kehna tumhe
Aamna's mom laughs and rajeev gets embarassed
Rajeev: Nahin mumma....Khuda Hafiz
He then leaves. When he walks out Aamna starts to laugh loudly and just lays down thinking of the moments she spent with Rajeev today. Wahan Rajeev ghar pohanchtha hai and is singing and dancing, he has never been soo happy in ages. He tries to get to sleep lekin usse neend hi nahin aati, woh baar baar Aamna ke baare mein sochne lagta hai and just smiles. Wahan Aamna ka bhi yahin haal hai, usse neend hi nahin aati aur woh Rajeev ke baare mein soch rahi hoti hai. Najaane kab dono ki aankh lag jaathi hai aur dono so jaathay hain, chehre pe aik barri si muskaan lekar.
End of Part 10
Edited by kashishdabest - 17 years ago
41